Galouti kabab me qeema galaya jaata hai kachri kachcha papita se or isko cook nahi kiya jaata, sirf tawa par dono taraf se upar se seka jaata hai, qeema to uncooked hota hai, galouti ki softness kachcha papita or charbi ki wajah se hoti hai, kisi ko kachcha gosht khana hai to khayen tunde ke ya kisi or ke galouti