Safai karna hamara Adhikar nahin hai syster Ji usko Adhikar mat boliye bus yah hai ki ham ladiss on ka farj hota hai jo humne baten Hain baki nahin to Safai to sabko rakhna chahie chahe bacche Ho chahe husband
Aaj to badi jordar Safai chal rahi hai Sahi kaha ghar ke kam karte karte Apne time nahin milta hai uske liye nikalna padta hai time yami Butter chicken aur beta jaaye to aur acchi baat hai enjoy😊😊