Dharminder sir ne peeli rang dhari wali shirt 3 song me pehni hai 1. Chalo sajna yaha tk ghata chale.1968 2.sathiya door nhi jana k jee na lage.1969 3.jhilmil sitaron ka angan hoga.1970
Aapki zulfon ke agar saaye na hote...toh hum duniya mein aaye na hote.....aapki chahat ki agar kahani na hoti...toh aapki nigahe humari deewani na hoti....aapki khoobsurti ka agar khayal na hota....toh aapki chahat ka kabhi zamaal na hota....aapki zulfon ke agar saaye na hote...toh hum duniya mein kabhi aaye na hota...an poet from...heart of city...dilli....❤⚘❤⚘❤⚘❤⚘❤⚘❤
I am 62 years old now. When my friend introduced Nusrat sahib songs in 1985 it looks bit odd for me. My friend suggested me that listening constantly will work. Since this love each songs of Nusrat
Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Pachhtaa rahe hain Dil hamaaraa thaa Hamne haaraa thaa Tumpe waaraa thaa Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Kal tumne jo hamse waade kiye the Kahaan hain kahaan hain kahaan hain Wo vaade Kal tumne jo hamse khaayin thin kasmen Kahaan hain kahaan hain kahaan hain Wo kasmen Na itaraayiye Na muskaayiye, sharmaayiye Dil hamaaraa thaa Hamne haaraa thaa Tumpe waaraa thaa Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Ai jaane jaan tumko pooja hai hamne Zara yaad kije wo raaten suhaani Hamraaz thin tum meri zindagi ki Magar aaj badli huyi hai kahani Ye kya ho gaya ye kyun ho gaya Samajh na saka Dil hamaaraa thaa Hamne haaraa thaa Tumpe waaraa thaa Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Ai gulbadan sabse mumtaaz thin tum Mahal pyaar kaa ik banaayaa thaa maine Ye kiski nazar se jalaa aashiyaanaa Bade naaz se ghar sajaayaa thaa maine Luti zindagi miti bandagi mili beqasi Dil hamaaraa thaa Hamne haaraa thaa Tumpe waaraa thaa Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Dil ne pyaar kiyaa hai ik bewafaa se Pachhtaa rahe hain. ==