puri Duniya main itni kiss nahi hui hogi galti se bhaisab jitni iss main dikhaya gya hai are kbhi to ho real main hamare sath bi jab na yakin karege 😂😂😂😂 or nahi dekha hai esa hote 23 sal ki umar main 😅
Mujhe ye drama itna jada pasnd mai bol bta nhi skti jitni bar Dekho utane bar dekhne ka man karta hai Inki love story mujhe bahut pasand hai kaash life partner Hote To maja a Jata