Ek sawal aur hai ki janwar ko purchase karte waqt kin chizo ka khayal rakhna hota hai aur ek jaanwar ko uske Bachpan mai dekh kar kaise expect kar sakte hai ki yeh future giant ready hoga
Bhaijaan podcast mai aap yeh bhi puchna ki ek bachre ko uske bachpan se hi palna hai aur ek bachre jisi aap thik thak age mai purchase karne ke baad paalte hai toh kya difference hote hai aur market almost sab hi farmers breeding setup ke uppar bahut dhyaan kyu de rahe hai
Thank you so much bhai finally apki videos ana shru hogae hain i hope apki pareshaniyan km hui hngi Allah Khush rakhy apko or asaniyan farmaye barkatein rehmatein kamiyabiyan apka mquddar hn Ameen