Тёмный
Owais Raza Qadri Official Network
Owais Raza Qadri Official Network
Owais Raza Qadri Official Network
Подписаться
Subscribe Our New Channel RU-vid.com/OwaisRazaQadri
Tu Kuja Man Kuja Owais Raza Qadri
10:44
5 лет назад
Комментарии
@farazqadri5180
@farazqadri5180 Час назад
kash ma bhe is time live sunta mahool he alag tha haji mustaq aur owais bahi mil kar parh the thay
@farazqadri5180
@farazqadri5180 Час назад
owais bahi fir sa dawateislami ajaye
@madhosing.network.
@madhosing.network. 3 часа назад
Mashallah bohot khubsurat naat Sharif ❤❤❤ old is gold ❤❤
@khderkhan1454
@khderkhan1454 4 часа назад
Itna acha samjha kar naat padhne andaaz aap hi k paas hai
@Abu_talib_khan
@Abu_talib_khan 4 часа назад
❤❤❤❤❤
@Sajalkhanmakeover
@Sajalkhanmakeover 5 часов назад
❤ok don't ho gay sir cid
@kgn382
@kgn382 6 часов назад
Rasoolallah ﷺ Ka Ikhtiyar (Power) 1 - Sureh Tauba Ayat No.74 Tarjuma - Aur Unhe Kya Bura Laga Yehi Na Ke Allah Wa Rasool Ne Unhe Apne Fazl Se Gani Kardiya. 2 - Sureh Tauba Ayat No.59 Tarjuma - Aur Kya Achcha Hota Agar Woh Iss Par Razi Hote Jo Allah Wa Rasool Ne Unko Diya Aur Kehte Hume Allah Kafi Hai Ab Deta Hai Allah Hume Apne Fazl Se Aur Allah Ka Rasool Hume Allah Hi Ki Taraf Ragbat Hai. 3 - Sureh Nisa, Ayat No. 65 Tarjuma - To Aye Mehboob Tumhare Rab Ki Qasam Woh Musalman Na Honge Jab Tak Apne Aapas Ke Jhagde Me Tumhe Hakim Na Banaye Phir Jo Kuch Tum Hukm Farma Do Apne Dilo Me Usse Rukawat Na Paaye Aur Ji Se Maan Le. 4 - Sureh Tauba, Ayat No.29 Tarjuma - Lado Unse Jo Iman Nahi Laate Allah Par Aur Qayamat Par Aur Haram Nahi Maante Uss Cheez Ko Jisko Haram Kiya Allah Aur Uske Rasool Ne Aur Sachche Deen Ke Ta'be Nahi Hote Ya'ni Woh Jo Kitab Diye Gaye Jab Tak Apne Hath Se Juzya Na De Zaleel Hokar. 5 - Sahih Bukhari, Hadees No.1468 Tarjuma - Ibne Jameel Ko Yehi Nagawaar Huwa Ke Woh Faqeer Tha Allah Aur Uske Rasool Ne Usko Gani Kardiya 6 - Sunane Abu Dawood, Hadees No.2943 Tarjuma - Jise Humne Kisi Kaam Par Muqarrar Farmaya Puss Humne Use Rizq Diya. 7 - Sahih Bukhari, Hadees No.1349 Tarjuma - Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya Ke Allah Ta'ala Ne Makka Ko Haram Kiya Hai, Na Mujhse Pehle Kisi Keliye (Yaha Qatl Wa Khoon) Halal Tha Aur Na Mere Ba'ad Hoga Aur Mere Liye Bhi Thodi Der Keliye (Fateh Makka Ke Din) Halal Huwa Tha, Puss Na Uski Ghas Ukhadi Jaaye Na Uske Darakht Qalam (Kaate) Kiye Jaaye Na Yaha Ke Janwaro Ko Bhagaya Jaaye Aur Siwa Uss Shakhs Ke Jo A'elan Karna Chahta Ho (Ke Yeh Giri Huwi Cheez Kiski Hai) Kisi Keliye Wahaan Se Koi Giri Huwi Cheez Uthani Jaiz Hai, "Iss Par Hazrat Abbas Ne Kaha Lekin Isse Izkir (Ghas) Ka Istesna (Alag) Kar Dijiye Ke Yeh Humare Sunaro Ke Aur Humari Qabro Me Kaam Aati Hai, Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya Ke Magar Izkir (Ghas) Ki Ijazat Hai" Hazrat Abu Huraira Ki Rasoolallah ﷺ Se Riwayat Me Hai "Humari Qabro Aur Gharo Keliye 8 - Sahih Bukhari, Hadees No.5557 Tarjuma - Hazrat Abu Barda Ne Namaz e Eid Se Pehle Qurbani Ke Janwar Ko Zibah Karliya Tha To Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya Ke Iske Badle Me Doosri Qurbani Karlo Unhone Arz Kiya Ke Mere Paas 1 Saal Se Kam Umr Ke Bachche Ke Siwa Aur Koi Janwar Nahi, Sh'oba Ne Bayan Kiya Ke Mera Khayal Hai Ke Hazrat Abu Barda Ne Yeh Bhi Kaha Tha Ke Woh 1 Saal Ki Bakri Se Bhi Umda Hai, RasoolAllah Ne Farmaya Ke Phir Isi Ki Uske Badle Me Qurbani Kardo Lekin Tumhare Ba'ad Yeh Kisi Keliye Kafi Nahi Hogi. 9 - Sunan e Abu Dawood, Hadees No. 3607 Tarjuma - Rasoolallah ﷺ Ne Ek A'arabi Se Ek Ghoda Khareeda, Aap Use Apne Sath Le Aaye Taake Ghode Ki Qeemat Ada Karde, Rasoolallah ﷺ Jaldi Jaldi Chalne Lage, Dehati Ne Taakheer Kardi, Puss Kuch Log Dehati Ke Paas Aana Shuru Huwe Aur Ghode Ka Mol Bhav Karne Lage Aur Woh Log Yeh Na Samajh Sake Ke Rasoolallah ﷺ Ne Use Khareed Liya Hai, Chunanche Dehati Ne Rasoolallah ﷺ Ko Pukara Aur Kaha : Agar Aap Ise Khareedte Hai To Khareed Lijiye Warna Maine Ise Bech Diya, Dehati Ki Awaz Sunkar Rasoolallah ﷺ Khade Hogaye Aur Farmaya : Kya Main Tujhse Iss Ghode Ko Khareed Nahi Chuka? Dehati Ne Kaha : Nahi, Qasam Allah Ki Maine Ise Aapse Farokht Nahi Kiya Hai, Phir Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya : Kyu Nahi? Main Tumse Isko Khareed Chuka Hu, Phir Dehati Yeh Kehne Laga Ke Gawah Pesh Kijiye, To Hazrate Khuzaima Bin Sabit Bol Pade Ke Main Gawahi Deta Hu Ke Tum Ise Rasoolallah ﷺ Ko Farokht Kar Chuke Ho, Rasoolallah ﷺ Hazrat Khuzaima Ki Taraf Mutawajjeh Huwe Aur Farmaya Tum Kaise Gawahi De Rahe Ho? Hazrat Khuzaima Ne Farmaya, Aapki Tasdeeq Ki Wajah Se, Allah Ke Rasool ﷺ ! To Rasoolallah ﷺ Ne Hazrate Khuzaima Ki Gawahi Ko 2 Aadmiyo (Shakhs) Ki Gawahi Ke Barabar Qarar De Diya. 10 - Sahih Bukhari, Hadees No.1936 Tarjuma - Hum Rasoolallah ﷺ Ki Khidmat Me The Ke Ek Shakhs Ne Hazir Ho Kar Kaha Ke Ya Rasoolallah ﷺ ! Mai To Tabah Hogaya, Rasoolallah ﷺ Ne Daryaft Farmaya Kya Baat Huwi? Usne Kaha Ke Maine Roza Ki Halat Me Apni Biwi Se Jima (Humbistary) Karliya Hai, Uss Par Rasoolallah ﷺ Ne Daryaft Farmaya Kya Tumhare Paas Koi Gulam Hai Jise Tum Azad Kar Sako? Usne Kaha Nahi, Phir Rasoolallah ﷺ Ne Daryaft Farmaya Kya Pe Dar Pe (Musalsal) 2 Maheene Ke Roze Rakh Sakte Ho? Usne Arz Ki Nahi, Phir Rasoolallah ﷺ Ne Poocha Kya Tumko 60 Miskeeno Ko Khana Khilane Ki Taaqat Hai? Usne Iska Jawab Bhi Inkaar Me Diya, Raavi Ne Bayan Kiya Ke Phir RasoolAllah Thodi Der Keliye Thaher Gaye, Hum Bhi Apni Isi Halat Me Baithe Huwe The Ke Rasoolallah ﷺ Ki Khidmat Me Ek Bada Sa Thaila (Arq Nami) Pesh Kiya Gaya Jisme Khajoore Thi, Arq Thaile Ko Kehte Hai (Jise Khajoor Ki Chhaal Se Banate Hai) Rasoolallah ﷺ Ne Daryaft Farmaya Ke Sa'el (Sawali) Kaha Hai? Usne Kaha Ke Mai Hazir Hu, Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya Ke Ise Lelo Aur Sadqa Kardo, Uss Shakhs Ne Kaha Ke Ya Rasoolallah ﷺ ! Kya Main Apne Se Zayada Mohtaj Par Sadqa Kardu, Bakhuda In Dono Pathreele Maidano Ke Darmiyan Koi Bhi Gharana Mere Ghar Se Zayada Mohtaj Nahi Hai, Ispar Rasoolallah ﷺ Iss Tarah Hans Pade Ke Aapke Aage Ke Daant Dekhe Jasake, Phir Rasoolallah ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Achcha Ja Aur Apne Ghar Walo Ko Hi Khila De. 11 - Jame Tirmizi, Kitabul Manaqib, Hadees No.3748 Tarjuma - Rasoolallah ﷺ Ne Hazrat Maula Ali Keliye Halat e Janabat (Na Paaki) Me Masjid Me Dakhil Hona Halal Farma Diya.(Jabke Humare Liye Na Paaki Ki Halat Me Masjid Me Dakhil Hona Mana Hai). 12- Sahih Bukhari, Kitabul A'etesam Bil Kitab Wass Sunnah, AlJuz 22 Safha No.329 Hadees No.6802 & Sahih Muslim, Kitabul Jihad Wassair, AlJuz 9, Safha No.218 Hadees No.3311) Tarjuma - Jab Rasoolallah ﷺ Apne Sahaba Ke Hamrah Madina Ke Yahood Ke Pass Tashreef Legaye To Unko Dawate Islam Dete Huwe Farmaya ! Aye Yahoodiyo Ke Giroh Islam Lao Salamat Rahoge Jaan Lo Ke Tehqeeq Zameen Ke Maalik Allah Aur Uske Rasool Hai Aur Beshak Mai Tumko Iss Zameen Se Jila Watan Karta Hu Jo Shakhs Tumse Apne Maal Se Koi Paaye To Woh Usko Bech Daale. 13 - Sahih Bukhari, Kitabul Janaiz, AlJuz 5, Safha No.124, Hadees No.1258 Tarjuma - Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya Ke Beshak Ma'in Zameen Ke Khazano Ki Chabiya (Keys) Diya Gaya Hu. 14 - Sahih Bukhari, Kitabul Jihad Wassair, AlJuz 10, Safha No.175 Hadees No.2755 Tarjuma - Rasoolallah ﷺ Ka Farman Hai Ke Mujhe Zameen Ke Tamam Khazano Ki Kunjiya Di Gayi Hai Phir Mere Hatho Me Rakhi Gayi Hai. 15 - Tafseer e Saawi, Safha 178 Tarjuma - Jiss Shakhs Ne Guman Kiya Ke Nabi ﷺ Doosre Logo Ki Tarah Kisi Cheez Ke Bilkul Maalik Nahi Hai Aur Na Aapke Sath Zahiri Aur Baatini Nafa Hai To Woh Kafir Hai Duniya Wa Aakherat Me Khasare Wala Hai. Download TrueIslam App: play.google.com/store/apps/details?id=com.trueislam786.app&hl=en!
@kgn382
@kgn382 6 часов назад
Rasoolallah ﷺ Madadgaar Hai 1 - Sureh Tehreem, Ayat No.4 Tarjuma - Nabi Ki Dono Biwio ! Agar Allah Ki Taraf Tum Ruj'u Karo To Zaroor Tumhare Dil Raah Se Kuch Hatt Gaye Hai Aur Agar Unpar Zor Baandho To "Beshak Allah Unka Madadgaar Hai Aur Jibrail Aur Nek Imaan Wale Aur Uske Ba'ad Farishte Madad Par Hai". 2- Tafseer e Khaazin, Al-Tehreem, Tehtul Ayah 4, 4/285 & Tafseer e Madarik, Al-Tehreem, Tehtul Ayah 4, Safha No.1257 Tarjuma - Iss Ayat Me Hazrat Ayesha Aur Hazrat Hafsa Radiallahu Anha Ko Mukhaatib Karke Farmaya Gaya Ke Aye Mere Nabi ﷺ Ki Dono Biwio ! Allah Ta'ala Ki Taraf Ruj'u Karna Tumpar Wajib Hai Kyuke Tumhare Dil Zaroor Haq Se Kuch Hatt Gaye Hai Ke Tumhe Hazrat Maariya Ko Nabi ﷺ Ke Apne Upar Haram Karlene Ki Baat Pasand Aayi Jo Ke Nabi e Akram ﷺ Par Bhaari Hai Aur Agar Nabi e Kareem ﷺ Ke Muqaable Me Tum Ek Doosre Ki Madad Karo Aur Baaham Mil Kar Aisa Tareeqa Ikhtiyaar Karo Jo Sarkar e Do A'alam ﷺ Ko Nagawaar Ho To Sunlo ! "Beshak Allah Ta'ala Unka Madadgar Hai, Hazrat Jibrail, Nek Imaan Wale Aur Unki Madad Ke Ba'ad Farishte Bhi Madadgar Hai". Iss Ayat Se Muta'alliq 3 Baate Mulaheza Ho. (1) Agarche Hazrat Jibrail Alaihissalam Bhi Farishto Me Daakhil Hai Magar Choonke Woh Tamam Farishto Ke Sardaar Hai Isliye Khususiyat Se Unka Alaheda Zikr Huwa. (2) - Nabi e Kareem ﷺ Musalmano Ke Aise Madadgaar Hai Jaise Badshah Ri'aaya Ka Madadgaar Aur Momin Huzoor e Akram ﷺ Ke Aise Madadgar Hai Jaise Khuddaam Aur Sipaahi Badshah Ke, Lehaza Iss Ayat Ki Bina Par Yeh Nahi Kaha Ja Sakta Ke Huzoor e Purnoor ﷺ Musalmano Ke Haajatmand Hai. (3) - Iss Ayat Me Hazrat Jibrail Alaihissalam Aur Nek Musalmano Ko Maula Ya'ani Madadgaar Farmaya Gaya Aur Farishto Ko Zaheer, Ya'ani Mu'awin Qaraar Diya Gaya, Isse Ma'loom Huwa Ke Allah Ta'ala Ke Bande Madadgaar Hai, Yaad Rahe Ke Jaha'n Gairullah Ki Madad Ki Nafi Hai Waha'n Haqeeqi Madad Muraad Hai, Lehaza Qur'aani Aayaat Me Ta'arruz (Takrao) Nahi Hai. 3 - Sureh Maidah, Ayat No.55 Tarjuma - Tumhare Dost Nahi Magar Allah Aur Uska Rasool Aur Imaan Wale Ke Namaz Qayem Karte Hai Aur Zakaat Dete Hai Aur Allah Ke Huzoor Jhuke Huwe Hai. Aqeeda - Allah Ta'ala Bhi Humara Dost Matlab Madadgaar Hai Rasoolallah ﷺ Bhi Humare Dost Matlab Madadgaar Hai Aur Imaan Wale Bhi Humare Dost Matlab Madadgaar Hai. 4 - Imam Bukhari, Al Adabul Mufrad, Safha No. 217, Hadees No. 990, Saudi Arabian Nuskha, Baab - Agar Kisi Ka Paon Sun Ho Jaaye To Woh Kya Kare Tarjuma - Hazrate Abdur Rahman Bin Sa'ad Radiallahu Anhu Kehte Hai Ke "Hazrat Abdullah Ibne Umar Radiallahu Anhu Ka Paon (Leg) Sun Hogaya, Ek Shakhs Unke Pass Aaya Aur Kaha Ke Uss Shakhs Ko Yaad Kijiye Jisse Aap Sabse Zayada Pyar Karte Ho, To Hazrat Abdullah Ibne Umar Radiallahu Anhu Ne Farmaya "Ya Muhammada" Aur Unka Paon (Leg) Achchha Hogaya. Aqeeda - Sahabi e Rasool ﷺ Bhi Rasoolallah ﷺ Ko Madad Keliye Pukaarte The Aur Rasoolallah ﷺ Unki Madad Karte The. 5 - Imam Muwaqidi Paidaish 130 Hijri, Futhush Shaam Me Likhte Hai Tarjuma - Jung e Yarmuk Jo Hazrat Umar Farooque Radiallahu Anhu Ke Khilaafat Ke Zamaane Me Huwi, Hazrat Sharjil Bin Husna Radiallahu Anhu Ko Jab Dushmano Ne Ghair Liya Aur Unpar Humla Kardiya To Hazrat Qais Bin Humaira Ne Kaha "Aye Allah Ki Madad Naazil Ho, Ya Muhammado, Ya Muhammado, Ya Mansooro, Ummatahu Ummata". 6 - Wahabio Ke Mo'tabar Imam Ibne Kaseer, Al Bidaya Wan Nihaya, Jild No. 6, Safha No. 209 Me Likhte Hai Tarjuma - Jab Bhi Hazrat Siddeeq e Akbar Radiallahu Anhu Ke Zamaane Me Sahaba Ko Koi Zaroorat Padhti To Sahaba Kehte "Ya Muhammada". Download TrueIslam App: play.google.com/store/apps/details?id=com.trueislam786.app&hl=en!
@haneefChacha-zh8hi
@haneefChacha-zh8hi 7 часов назад
Masha Allah
@Deen_Or_Duniya.
@Deen_Or_Duniya. 8 часов назад
August 2024 🙂
@user-ox1ix3wb2n
@user-ox1ix3wb2n 9 часов назад
Mashallah
@HumaAshraf-xc3ff
@HumaAshraf-xc3ff 23 часа назад
Mjhy to AJ hi pta chla k ye naat bht purani h ....men to isko ik Saal Sy sun rae or prhti
@ShakilaKausar-ld1fp
@ShakilaKausar-ld1fp День назад
My favorite naat khawan❤
@user-hf2gc8oj2e
@user-hf2gc8oj2e День назад
❤❤❤❤❤❤❤
@luckyali9383
@luckyali9383 День назад
🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀 SUBHAAN 🥀 ALLAH 🥀🥀 🥀
@luckyali9383
@luckyali9383 День назад
ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH 🌹🌹 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@asrafansari6189
@asrafansari6189 День назад
Allah aap ko salamat rakhe
@user-bi6lh6fd8d
@user-bi6lh6fd8d День назад
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ beshak Masha allah
@MohdImran-t8b
@MohdImran-t8b День назад
🎉❤ mashallah
@islamthereligionofpeaceand3
@islamthereligionofpeaceand3 День назад
Kabar Ke Pujari
@fajaulhasan8658
@fajaulhasan8658 2 дня назад
Mashallah 🥰🥰🥰
@md.jarif.khan.4518
@md.jarif.khan.4518 2 дня назад
Mashallah
@user-sr3tc6cc5h
@user-sr3tc6cc5h 2 дня назад
Ya allah mera sehra bhi owaisi Raza Qadri sahab pade ameen 🥰🫀🙌
@mdq9toiyabchy21
@mdq9toiyabchy21 2 дня назад
Ma sha allah bahoth acchiowala naat a rasul,,,, ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@MohammedAkbar-10
@MohammedAkbar-10 2 дня назад
Indian army jindabad❤❤❤
@zaidanshri512
@zaidanshri512 2 дня назад
,,❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️💞💞💞💞💞💞💞💞💕💕💞💞💞💞💞💕💞💞💕💕💞💞💓
@kgfgaming8856
@kgfgaming8856 2 дня назад
Allah sab ko madina dekh ne tofhik atta kar
@mdakbalpop3532
@mdakbalpop3532 2 дня назад
Subhan Allah
@mdakbalpop3532
@mdakbalpop3532 2 дня назад
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@aajadkhan3638
@aajadkhan3638 2 дня назад
Masha allah besaq subhan allah
@beinghuman7802
@beinghuman7802 2 дня назад
Iski lyrics kaha milegi??
@WaseemAkram-nx8jb
@WaseemAkram-nx8jb 2 дня назад
Ameen 🤲😭
@beinghuman7802
@beinghuman7802 2 дня назад
😢😢😢
@AfreenaliAfreenali-f3g
@AfreenaliAfreenali-f3g 2 дня назад
❤❤❤
@faisalashrafi2592
@faisalashrafi2592 2 дня назад
2024😢😢😢😢😢😢
@faisalashrafi2592
@faisalashrafi2592 3 дня назад
Subhanallah 😊
@LizaBegum-l4m
@LizaBegum-l4m 3 дня назад
it house very beautiful with gojol
@serajalam3200
@serajalam3200 3 дня назад
Subhanallah mashallah
@NihalRaza6281
@NihalRaza6281 3 дня назад
SUBHAN ALLAH MASHA ALLAH YA RASOOL ALLAH SALLALLAHO TAALA ALAIHI WASALLAM PE LAAKHO SALAAM ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@JaveedsqJaveedsq
@JaveedsqJaveedsq 3 дня назад
🤲🏾🤲🏾🤲🏾🤲🏾🤲🏾🤲🏾
@MariyamBanu-hx8ly
@MariyamBanu-hx8ly 3 дня назад
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@TravelNatureAA
@TravelNatureAA 3 дня назад
MashaAllah zabrdast perhi hai
@AhmedrazaJamshaid
@AhmedrazaJamshaid 3 дня назад
@SameerAnsari-t3j
@SameerAnsari-t3j 3 дня назад
❤❤❤❤❤❤❤ U
@saikhsamsuddine2105
@saikhsamsuddine2105 3 дня назад
ماشاءاللہ
@shaikzakir591
@shaikzakir591 4 дня назад
Mashallh
@pardesrang164
@pardesrang164 4 дня назад
کربلا کے جانثاروں کو سلام❤
@muzammilkhan5254
@muzammilkhan5254 4 дня назад
Masha Allah ❤️💚
@pranavsah4131
@pranavsah4131 4 дня назад
Pankaj bhai if you are watching this...toh badhai bhai you are converted @400vlogger
@faisalashrafi2592
@faisalashrafi2592 4 дня назад
2024😊😊😊
@farmanturkey3701
@farmanturkey3701 4 дня назад
Allah hu akbar Ya Rasul Allah 🇵🇸🇵🇸🕋🇵🇸🕋🇵🇸🕋🇵🇸