"इस चैनल में आपको •संपूर्ण ज्ञान •मोटिवेशन व •गौतम बुद्ध की प्रेरणादायक कहानियां तथा महाभारत व रामायण जैसी ज्ञानदायक विडीयो मिलेंगी। 🌸🤍 ♦ एक छोटी सी ख्वाइश [50ᴋ]
For Business Inquiries And Promotion ☺️🖇️ kishanvartiya143@gmail.com
Bhai sahab bhai sahab main iske lakshan batata hun mujhe bahut samay Ho Gaya isliye main batata hun iske lakshan kya hai aankh kamjor hona dimag kamjor hona Bal safed hona awaaz kam hona awaaz kitni bhi Tej bole Lekin😊 uski awaaz kam hi nikalegi dimag bhi bahut jyada kamjor ho jata hai depression ka shikar kahin kho Jana Aisa Ho jata hai uni samasyaon se Aaj lad raha hun Bhai main aur anek bimariyan janm deti rahte hain isliye bhai brahmcharya se badhkar duniya mein kuchh nahin hai brahmcharya ka palan jab bhi Kiya ja sakta hai jab yah soch Lo ki ki ladki Naam ki koi chij hoti hi nahin hai tabhi brahmcharya palan sambhav hai vaise main koshish karta rahunga Yash bhai thank u
Yah sach hai 100% sach hai ki ki aankhon ki Roshani badhati hai100 pratishat sach ha🎉i Bhai main andha Ho Gaya Hun meri Aankhen kam se kam 3:15 number Tak pahunch gaye hain😅 kya Karun bhai bahut majbur brahmcharya ka ka palan main bahut dinon se 0 lekin mujhe safalta Abhi Tak nahin Mili ab koshish kar raha hun bhai 2 din hua hai brahmcharya palan karte hue
Bhai sahab Maine do mahine brahmcharya ka palan Kiya lekin uske bad mere man mein gande vichar aaye maine nasht kar diya 9 sal 8 mahine ho gaya hai Mera sharir Puri tarah se nasht ho chuka hai