Mere husband blind hain, wo bhi bahut pareshan hain. Plz hum dono ki baath sunne ke liye dua karen. Wo Saudi me rahata hai hum India me hain. Plz, mere husband aur meri baath nahi sunta. Isliye plz dua karen😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Asakm wa rahmatullahi barkatahu sha Saab, bhaijaan mera beta, mere husband aur meri baath nahi sunta, hum bahuth pareshaan hain hamari baath sunne ke liye dua karen 😢😢plz ham bahuth pareshaan hain .
❤❤ Assalam Walekum Dua Aur tavajjo Karen Shah Ji Hamari Jameen Hamen mil jaaye Mera Apna Sathi Ghar Hamen mil jaaye bhai ka Apna Europe mein ghar mil jaaye bacchon ki shaadi ho jaaye Mera plot sale ho jaaye
Dua or jawajo sha shab polar ka kaam bhi chal jye 😢😢😢😢😢wazifa kafi mahino se kar rhi hu pr Sha shab setting nhi aarhi or qarz me dubti jaa rhi hu singal monthr hu 😢😢😢😢😢