Machli pakarne ka lur nahi hai ,, machli parkarne keliye acha bod (chara) hona jaruri uska bod pahle anta le ek mutthi se kam or usme thora hing paudar dale fir use tit sanle matlab jyada gila naho ata fir use bansi ke muh par thora goti barabr dana lagaye fir pani me basi feke ,, lekin apka tali jaldi buruk jata hai panime ,, tali baise nahi burukna chahiye ,, tali hamesa pani ke upar rahta hai ki taki niche machli pani thora bhi bansi tach kare to upar tali tun tunane lage khud jab machli bod khati hai to bansi me vo ajati hai fir tali sidha buruk jati hai fir hanth me ke chip ( danda )khichi kas ke turant machli upar ayegi ,, aise to apse bahut machi pakrata hai or ham to pura din bansi leke kabhi kuch nahi pakrata to yahi dimag lagaye tali halka hona chahiye fom jaisa lamba or bor vaisahi hing or ata ko tit se god ke bor bana ke tab lagate the pani me jatehi tali buruk jata tha or machli ajata tha par ap ka bor kaisa hai hame nahi pata