Meri age 26 hogyi h me ghar ka bada beta hun mere baba ki kamayi utni nahi sara kharch ghar ka me uthata hu ab tak jitna kamaya sara laga k zameen or ghar bana diya ab shadi k liye pesey nhi mere pas umer aesi ky zina ki taraf dil bhatak ny lagta h kahrchy itny ky pesey nahi bachty itny 3 chhoty bhai h unka b kharch wagera sab m hi krta hun Allah ka karam h kabhi koi preshani nahi hui Allah kary mera rizkh badhy or me b apni shadi ka sochu
Ma sha Allah bayan to acha kar latay hain sorat bhe ache hay agr chay us main mayk up kar k awr chamak aa gae hay magr apnay aml bhe dorust karain faqat dosron ko nasehat na karain dawate islami say 2004 main 5000000 qarz lay kar apna bangla bananay awr apnay karobar chamkanay apnay beytay ko tv par bhare tankhwa main lanay awr hazrat sahib k baytay bilal ho tanzeem say bahar karwanay awr ayganse k talawy chat kar dawate islami ko andar say mazeed khokhla na karain