Kehne wale kehte hain ki ye galat kaam hai maana lekin ye insaan ke sareer ki zarurat bhi to hai wo kitna control kare aur kab tak kare ab hame bhukh lagti hai to hame khana padta hai ye hum Bina khaye Zinda reh lenge bataiye insaan apni sareer ki zarurat kaise Puri kare jawab den
Bhaai prasasan sab kuch jaante huye apni aankhe band karke baithi hai jo iski jimmedaar hai sabko patse se matlab hai sabka hissa pahunche jata hai 😂 lago aur samaaj se unko koi matlab nhi
Atyant saraahneey, ati uttam, gyanavardhak. Aap desh ke navyuvakon ka uchit maargdarshan kar rahe ho. Aap desh ke nirmaata ho. Aap ko koti koti naman. Ayushmaan bhava.