Тёмный
Ravi Jagroop
Ravi Jagroop
Ravi Jagroop
Подписаться
Vidoor Jagroop - Kab Loge Khabar More Raam
4:33
16 часов назад
Vidoor Jagroop Kaali Kamli
3:09
День назад
Vidoor - Jai Shiv Shankar Gowreeshwar
3:42
14 дней назад
Vidoor - Name Namo Tulsi Maharani
6:01
21 день назад
Vidoor - Ye Katha Bhakt Bhagwaan
8:14
21 день назад
Indar Sadhu (thumri)
3:23
3 месяца назад
Butterfly Effect
5:49
3 месяца назад
Rakesh Yankaran live session
9:47
3 месяца назад
Shiv Raatri 2024
2:25
7 месяцев назад
Bachupan (snipet)
3:50
Год назад
Balliram Bala Ramroop (Thumri)
6:01
Год назад
Govinda Maadhav
6:04
Год назад
Prabhuji Hamay Bhowsaagar
4:11
Год назад
Dagar Chalat
4:02
Год назад
Bin May Hanat
4:10
Год назад
Maray Na Maray
5:42
Год назад
Sochat Raam
5:34
Год назад
Local Classical 'Do din ka'
3:49
Год назад
Naachay Ro Saiyaa by Dennis Latchmana
3:33
2 года назад
Mahadev by Dennis Latchmana
6:18
2 года назад
Bharay Bhaagya by Dennis Latchmana
3:44
2 года назад
Комментарии
@harolddass6136
@harolddass6136 14 дней назад
Big tune, love it ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@CharlesLester-lp7kp
@CharlesLester-lp7kp 24 дня назад
Woooow a live version🥹😍one the sweetest voices out of trinidad, he always sung with his full heart.
@chutneyallstarz2785
@chutneyallstarz2785 25 дней назад
Real archive thing boy
@ChanKowlessar
@ChanKowlessar 10 месяцев назад
Absolutely beautiful voiceto match his personality ❤sleep in peace brother
@trinichandy3049
@trinichandy3049 10 месяцев назад
He will surely be missed. Lovely voice. Thanks Ravi for sharing. Chandra... Canada
@maali5701
@maali5701 10 месяцев назад
U will b miss so sad
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
0. (Refrain) Duniyā jhamele me’, do din ke mele me’. (2) (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Melā hai melā bābū, melā hai melā; duniyā jhamele bābū, duniyā jhamelā. Duniyā jhamele me’, do din ke mele me’. (2) 1. Do din kī duniyā hai, do din jhamelā; do din kā ha’sanā hai, do din kā melā. Ānā akelā, aur jānā akelā; sātha na jayegā, guru sanga chelā. Duniyā ye duniyā, do din ke duniyā; do din kī duniyā me’, laṛe sārī duniyā. (Ref) 2. Hitalar rahā nahī’, na rahā qalandar; dara rahā nahī’, rahā qalandar. Rām rahe nahī’, na rahā sikandar; sab hī ko jānā hai, do din ke andar. Koī rahegā nā, koī rahā hai; Veda Purān me’, ye hī kahā’ hai. (Refrain) 3. Koī nā bolāve, bas pa-isā bolāvelā; koī na nachāve, bas pa-isā bolāvelā. Desa-bidesa, bas pa-isā ghumāvelā; ūcha ā nīchā, sab pa-isā dikhāvela. Sātha na jāyegā, pa-isā ī delā; pīṛā se uṛā jāyī, suganā akelā. (Refrain) 4. Roza-roza-roza koī, āga lagāvelā; bā’te - ba’tavāre kā nārā lagāvelā. Pulis, pesī, maletarī, jutāvelā; golā-balrud ke der lagāvelā. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Rūs se kaha do, hithiyār sārā chhoṛ de; kaha de Amarīkā, ɛtam bam phoṛ de.(Ref) 5. Mātā pitā bhāī pariwār sārā jhūthā, hāthī ghoṛā bhagiyā bahār sārā jhūthā. Wādā hai jhūthāyī karār sārā jhūthā, māyā kī bazār sansār sārā jhūthā. Lūtā pada jhūthā hai mār kā jhūthā, sādī Baleshwar ghara pad kyu’ jhūthā. (Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
1. Look I have a cousin, bhai, he came down from New Jersey. He said, he was coming to spend, his Christmas down by me. I planned to take him to Maruca, away from the city; A country-side Christmas, bhai, with all the family. A country-side Christmas, such a Christmas won’t be bad. A country-side Christmas, bhai, right here in Trinidad. 2. We’ll have parang and chatni, bhai, to start the bacchanal. We’ll walk with the organ, the dholak, and the dhandtaal. As we pulled-off the music, bhai, and start to play the drum. My cousin told me, Ravi-bhai, I’d like some local rum. So we went by my māmū, collected two bottles of mountain-dew. When my cousin popped the first drink, we thought he'd be dead. But when the spirit hit him, bhai, he turned from white to red. A country-side Christmas, a Christmas that won’t be spent in bed. Now when the spirit hit him, he started to wind-down low. A country-side Christmas, bhai, right here in Trin-bago. 3. We were looking for food now, cause everyone was hungry. The ladies in the kitchen, were busy cooking a real nice curry. It’s half-past ten, curried duck, and some dhal puri in the whist. But my cousin told me, Ravi-bhai, it’s wild meat I want to taste. So we went by my boss-man, he is a hunter by profession. We were all looking for laputi, or a piece of some wild deer. The man says, no wild meat, hunting-season’s closed this year. We wanted a country-side Christmas, a country-side Christmas. Never mind we got no wild meat, we’ll find a hard-fowl to eat. A country-side Christmas, in Trinidad again, is where we’ll meet. Larga vida y mucha prosperidad a ti. Y que dios lo bendiga. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
The Hanuman Chalisa has 40 chaupai-meter lines. two introductory dohas (couplets), and one doha at the end. Dohā 1: Shrīguru charana saroja raja nija mana mukura sudhāri; Baranau Raghubara bimala jasu jo daayak phala chāri. Cleansing the mirror of my mind with the dust from thy Lotus-feet of Divine Guru, I describe the unblemished glory of Lord Rama, which bestows the four fruits of Righteousness (Dharma). Dohā 2: Buddhihīna tanu Jānikai sumirau Pavanakumāra; Bal buddhi bidyā dehu mohi harahu kalesa bikāra. Considering this person as unintelligent, unless I remember Lord Hanuman. Give me strength, intelligence, and knowledge, cure my body ailments and mental imperfections. 1. Jaya Hanumāna gyaana guna sāgara, Jaya kapeesha tihu loka ujāgara. Victory to Hanuman, who is the ocean of wisdom and virtues, Victory to the king of monkeys who is illuminating three worlds. 2. Rāma dūta atulita bala dhāmā, Anjani putra pavanasuta nāmā. You are the messenger of Rama (to Sita), you are the abode of incomparable power. You are also called by the names of 'Anjani Putra' (Son of Anjana) and 'Pavana suta' (son of Wind god). 3. Mahābīra bikrama bajarangī, kumati nivāra sumati ke sangī. O mighty valorous one, of terrific deeds, whose body organs are as strong as diamond (Indra’s weapon). Cure my bad mind, O companion of those with pure (good) mind. 4. Kānchana barana birāja subesā, kānana kundala kunchita keshā. You are golden colored, you are shining in your beautiful attire. You have beautiful ear-rings in your ear and curly hairs. 5. Hātha bajra au dhvajā birājai, kāndhe mūnji janeū sājai. Vajrayudha (mace) and flag are shining in your hand. Sacred thread made of munja grass adorns your shoulder" 6. Shankara suvana kesarī nandana, teja pratāpa mahā jaga bandana. O partial incarnation of Lord shiva, giver of joy to King Kesari. Your great majesty is revered by the whole world" 7 . Bidyāvāna gunī ati chātura, Rāma kāja karibe ko ātura. O one learned in all Vidyas, one full of virtues, and very clever. You are always eager to do Rama's tasks. 8. Prabhu charitra sunibe ko rasiyā, Rāma Lakhana Sītā mana basiyā. You enjoy listening to Lord Rama's story; Lord Rama, Lakshman & Sita reside in your heart. 9 . Sūkshma rūpa dhari Siyahi dikhāvā, bikata rūpa dhari lanka jarāvā. Assuming the smallest form you saw (visited) Sita. (ĀĪŪṛāīū) Assuming the gigantic form you burnt down Lanka. 10. Bhīma rūpa dhari asura samhāre, Rāmachandra ke kāja samvāre. Assuming a terrible form you slayed demons. You made Lord Rama's works easier. 11. Lāya sanjīvani Lakhana jiyāe, Shrī Raghubīra harashi ura lāye. You brought sanjeevini herb to save Lakshmana's Life. Lord Rama embraced you in joy. 12. Raghupati kīnhī bahut badāī, tum mama priya Bharata hi sama bhāī. Lord Rama praised you very much saying 'You are as dear to me as my brother Bharata.’ 13. Sahasa badana tumharo jasa gāvai, asa kahi shrīpati kantha lagāvai. 'May the thousand headed serpent Adishesh sing of your glory' - saying this Lord Rama embraced you. 14 .Sanakādika brahmādi munīsā, nārada sārada sahita ahīsā; Sanaka, Brahma, and other Royal sages, Narad, Saraswati & Adishesha; sing your praises. 15. Yama Kubera dikpāla jahā te, kavi kobida kahi sakai kahā te. Yama, Kubera, dikpalakas, poets and singers; they cannot describe your greatness properly. 16. Tuma upakāra sugrīvahi kīnhā, rāam milāya rājapada dīnhā. You helped Sugreeva. You made him friends with Rama which gave him his kingship back. 17 . Tumharo mantra vibhīshana mānā, lankeshvara bhae saba jaga jānā. Vibhishana accepted your suggestion. He became the king of Lanka because of your advice, the whole world knows it. 18. Yuga sahasra yojana para bhānū, līlyo tāhi madhura phala jānū. You flew towards the sun who is thousands of years of yojanas away, thinking of it as a sweet fruit. 19. Prabhu mudrikā meli mukha māhī, jaladhi lānghi gaye acharaja nāhī. Putting the ring of Rama in your mouth, you jumped and flew over Ocean to Lanka, there is no surprise in that. 20. Durgama kāja jagata ke jete, sugama anugraha tumhare tete. All the difficult tasks in the world, become easy when there is your grace. 21. Rāma duāre tuma rakhavāre, hota na āgyā binu paisāre Your are the doorkeeper of Rama's court. Without your permission, no one can enter Rama's abode. 22. Saba sukha lahai tumhārī saranā, tuma rakshaka kāhū ko daranā. All happiness stay with those who take refuge in you. You are the protector, why be afraid? 23. Āpan tej samhāro āpai, tino lok hā’ka te kāpai. Only you can cancel your own powers. All three worlds tremble in fear. 24. bhūta pishācha nikata nahi āvai, Mahābīra jaba nāma sunāvai. Evil spirits and ghosts don't come near when your name is heard, O great Courageous one. 25. Nāsai roga harai saba pīrā, japata nirantara Hanumata bīrā. Diseases will be ended and all pains will be gone, when a devotee continuously repeats Hanuman the Brave's name. 26. Sankata te Hanumāna chhuṛāvai, mana krama vachana dhyāna jo lāvai. Hanuman will release those from troubles who meditate upon him - in their mind, actions, and words. 27. Saba para rāma tapasvī rājā, tina ke kāja sakala tuma sājā. Rama is the king of all, he is the king of yogis. You managed all his tasks. (He whoever takes refuge in Rama you will successfully manage all their tasks.) 28. Aura manoratha jo koī lāvai, soi amita jīvana phala pāvai. Whoever brings their wishes to you, they will get unlimited fruits. 29. Chāro juga pratāpa tumhārā, hai parasiddha jagata ujiyārā. Your glory is for all the four yugas, your greatness is very famous throughout the world, and illuminates the world. 30. Sādhu santa ke tuma rakhavāre, asura nikandana Rāma dulāre. You are the guardian of Saints & Ggood people. You killed demons & are dear to Rama. 31. Ashta siddhi nava nidhi ke dātā, asa bara dīnha Jānakī mātā. Mother Sita granted you a boon to become the bestower of eight Siddhis (supernatural powers) and nine Nidhis (divine treasures). 32. Rāma rasāyana tumhare pāsā, sadā raho raghupati ke dāsā. You have the sweet devotion to Rama. May you always be a devotee of Lord Rama. 33. Tumhāre bhajana Rāma ko pāvai, janama janama ke dukha bisarāvai. Singing your name gets us Rama himself and removes the sufferings of many lives. 34. Anta kāla Raghupati pura jāī, jahā janma hari bhakta kahāī. He who sings of you, at the end of the life he goes to Lord Rama's abode. Where he will be born as a true devotee of Lord Rama. 35. Aura devatā chitta na dharaī, hanumata sei sarva sukha karaī. Not contemplating on other gods, gets his all happiness from Hanuman by serving him. 36. Sankata katai mitai saba pīrā, jo sumirai hanumata balabīrā. Pains will be removed and all afflictions will be gone from whoever remembers Hanuman the Mighty Brave one 37. Jaya jaya jaya hanumāna gosāī, kripā karahu gurudeva kī nāī. Victory to you O master of the senses. Show mercy on us like a Guru does. 38. Jo shata bāra pāthakar koī, chhūtahi bandi mahāsukha hoī He whoever recites this hundred times, his chains of bondage will be cut, great happiness will be his. 39. Jo yaha padhai hanumāna chālīsā, hoya siddhi sākhī gaurīsā. He whoever reads these verses on Hanuman, he will get spiritual attainments, Lord Shiva is the witness to this statement. 40. Tulasīdāsa sadā hari cherā, kījai nātha hridaya mama dherā. Tulasidas is always a disciple of Lord Rama. O Lord make my heart your abode. Dohā 3: Pavanatanaya sankata harana mangala mūrati rūpa; Rāma Lakhana Sītā sahita hridaya basahu sura bhūpa. O Son of wind god, remover of difficulties, O one of auspicious form. With Ram, Lakshman, and Sita; reside in our hearts, O king of gods. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
0. Prabhu-jī hamāre bhāv sāgar pār karanā. Prabhu-jī hamāre bhāv sāgar pār karanā. 1.(Ref) Hari Om, Hari Om; Hari Om, Hari Om. Duniyā more Rāma binay hamārī. (2) Merī jāungī, merī jāungī tujhko baṛe ghāgarī; hamāre bhāv sāgar pār karanā. (ĀĪŪṛāīū) Prabhu-jī hamāre bhāv sāgar pār karanā. 2. Nā hame' bal hai; nā hame' buddhī. Nā hame' bal hai; nā hame' buddhī. Nā hame' dhan hai; nā hame' shakti. Nā hame' dhan hai; nā hame' shakti. (Ref) 3. Dayā na tumse; tarū' Ahalyā. (Dhaniyā dil se; chaṛhe Ahalyā.) (Alt.) (Karat karat tumhe'; māto' Kausilyā.) (Alt.) Bhakti karata hai; mātā Kausilyā. (Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
0. Jai jai Gaurī-pati, Braja-pati, jai jai Shrī Ganesh. Namoh Sarasvatī Shāradā, mangal karo Mahesh. 1. Nāth bikata Ved, chāhu ke, Ved bikata hai. (2) Chāha bikata hai, param bikata hai, anta yū’ na pāo rī. (Ref) Nāth bikata Ved, chāhu ke, Ved bikata hai. (2) 2. Gāyā gune bikata, vidyā dharana bikata; yogī agama dina, yoga binā pāo rī. (both, 2) Bikati ho Sarasvatī, bikati batāyo rī. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Sab guniyan ke, diyā me’ samāyo rī. (2) Bikata nayana Gopāl, bikata Brijabāl re. (2) Bikata Mian Tānsen, bin gayī kisī āyo re. (Ref) 3. Gāyā gune bikata, vidyā dharane bikata; yogī agama dina, yoga binā pāo rī. (both, 2) Bikati ho Sarasvatī, bikati batāyo rī. (2) Sab guniyan ke, diyā me’ samāyo rī. (2) Bikata nayana Gopāl, bikata Brijabāl re. (2) Bikata Mian Tānsen, bin gayī kisī āyo re. (Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
Rāmcharitmānas - Uttarkānd, Dohā (first set). (ĀĪŪṛāīūḥɛ) 1(क): Rāma biraha sāgara mahu’, Bharata magana-mana hot (होत); Bipra rūpa dhari Pavana - suta, āi gaeu janu pot ( पोत ). While Bharat’s mind was thus drowning in the sea of separation from Ram, Hanuman (Son of the Wind) came disguised as a Brahman - like a boat, come to his rescue. 1(ख): Baithe dekhi kusāsana, jatā mukuta krisa-gāt; Rāma Rāma Raghupati japata, sravata nayana jalajāt. He (Hanuman) saw Bharat seated on a mat of kush grass, with a crown of coiled matted-hair and emaciated frame, ever repeating, ‘Ram, Ram, Raghupati’ with his lotus eyes streaming with tears. ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-znAlxCyTrE4.html 0.(Ref) Chalo rī sakhī darshan ko chale, rath chaṛh Raghunandan āvat hai. 1. Khushī lata me’ eka ratane shirāsane, lāl bajāve rāvata hai. (Ref) 2. Sītā Rām Lakshman Bharat Shatrughan, Hanumat cha’var dhulāvat hai.(Ref) 3. Mātā Kaushalyā dharatī ārat to, Tulasīdās gāvata hai. (Refrain) 4. Brahmā - dika Indrā - dika āye, Nārad vīnā bajāvat hai. (Refrain) ----------- 4'. Jhānja pakhāvaj vīnā jantar bāje, Nārad tambur bajāvat hai. (Ref) 5. Vipaṛī ādata ho chalo sumiro’, Raghukul kunj galin āvata hai. (?) (Ref) 6. Dariyo' ke pīran Ayodhyā nagarī, Tulasīdās guna gāvata hai. (?) (Ref) 7. Tulasī ne mālā gale bīrāje hāth me’, dhanushyā bān dhārat hai. (Ref) 8. Kāno me’ kundal shir par mugat, hīrā hīrā lāl gun-thāvat hai. (Ref) 9. Tulasīdās chhabī dekh magan bhayo, harakh nirakh gun gāvat hai.(Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
Shlok: Ai, Siddhi sādan ānanda karan, mangalā modā hiyā. Lakshman aur Sītā sahit, Shrī Rām Chandra Bhagavān. Bandau` pada tada darnī Shrī Rām (?), Mahavīr Hanumān. Bal buddhi bidyā (vidyā) dījiye, nij jan mant Hanumān. 0.(Refrain) Rām bhaye vyākul, suno Hanumān. (2) Suno Hanumān, suno Hanumān; suno Hanumān. Rām bhaye vyākul, suno Hanumān. (Āṛāūī) 1. Sītā haran maran Dasharath ko, lāge Lachuman bān. (2) Uthanā bipat paṛe Harī ūpar, soch ke kripā nidān. (Refrain) 2. Lachuman mare hamāru mare gaiye, Siyā sunīt āge prān.(2) Uthanā sunī rehu Pavanasut, tīn mūratī tribhuvān. (Refrain) 3. Uthanā sunī jab ko Pavanasut, ghar jag ye asamān. (2) Kahe dono` kā mūlā sanjīvan, lījiye Hanumān. (Refrain) 4. Baithī sat kare Raghunandan kī, Lachuman rākho prān. (2) Tulasīdās bhajuman Bhagavan, dekhe vaidā sudān. (Refrain) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
Film: Jai Bharat (1936), Singer: Pyaru Qawwal, Genre: Ghazal, Lyrics: Azim Qawwal Agrewale, Music Dir: Master Mohammed. As sung by Pearu Qawwal (Aziz Ahmed) & later by Ramdew Chaitoe. 0. (Ref) Bābā koī nahī' hai ghair. Bābā koī nahī' hai ghair. Koī nahī' hai ghair, he bābā; koī nahī' hai ghair. (ĀĪŪṛāīū) Bābā koī nahī' hai ghair. Maiyyā koī nahī' hai ghair. Father, no one is an outsider. No one is a stranger, O father. Father, no one is an outsider. Mother, no one is a stranger. 1. Hindū Musalim Sikhī Īsāī; dekho sabhī hai' bhāī bhāī. (2) Bhārata mātā sab kī māī (2); matalab tamannā me' bair. (Ref) Hindus, Muslims, Sikhs, & Christians; look all are brothers. India is the mother of all, meaning there should be no hatred. 2. Bhārata ke sab rɛhane vāle; kaun sā gore, kaun sā kāle. [Chūt achūt ke jagaṛe pāle; paṛ gae jis ke jān ke lāle phir kāhe kā bair.] Rām samajh rɛhamāna samajh le; dharma kun īmāna samajh le. All are residents of India; whether he is fair or dark. If you understand the Lord, you'll know this. If you have honest religion, you'll know this. 3. Kaun sā masjid, kaun sā mandir; Īshvar kā sthāna samajh le.(2) Kar dono' kī sair; he Bābā koī nahī' hai ghair. (Refrain) Which mosque, which mandir; understand the abode of the God. Just visit both (the mosque & mandir); no one is a stranger, father. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
As sung by Kissoon D. Ramasar from Trinidad around 1973. (Dohā) Rām ke kāj jāiye, taj bal buddhī nidhān; āsīs de surasā chale, harakh chale Hanumān. Go do the work of Ram, with your repository of strength & knowledge. The demoness gives her blessings, as Hanuman carries on joyfully. 0. (Refrain) Ai! Māno māno, āj māno māno, asurā more sīkh; Siyā ke dekhe Rām ko milo. Māno māno, māno māno, asurā more sīkh; Siyā ke dekhe Rām se milo, māno māno.(ĀĪŪṛāīū) Heed my advice, O Lord (Ravan), take Sita back to Ram. 1.Kahe Mandodarī suno piyā Rāvan, ye kyā kumatī kamāī; jinake Jānakī tū hār lāyā, vo shaktī do-u bhāī. Lankā - sarī ke kota hamārā, ratana gir se khāī; ati lākh kī chaukī thāre, bhāg jāye do-u bhāī. (Ref) Mandodari says, “Listen, my beloved Ravan, what sort of ill-conceived notion, is this kidnapping of Janak’s daughter from the two brothers.” (Ravan says), “This entire kingdom of Lanka is impenetrable - eighty thousand guards man its outposts, that will drive away the 2 brothers. 2.Hanumān aise pāyak jinake, aur sangh Lachuman se bhāī; jaltī agin me' kūd paṛegā, kotī gin gina khāī. Arre Meghanāth aisā putrā hamārā, Kumbhkaran aisā bhāī; ghar mangavāū’gī mandir se, vo shaktī do-u bhāī. (Ref) Hanuman is such a skilled soldier, like a brother of Lakshman, they will jump into a burning fire & not be destroyed to pieces. Meghnad is a great son and Kumbhakaran is such a brother - they will capture the two divine brothers from the temple. 3. Bāndar ik Lankā me' āye, ghar ghar dhūm jo chhāye; Bāgh bivans Lankā ko jārā, jā sāgar tīr pūchh bujhāye. Ab tū kyā dare Mandodarī Rānī, pīhar tū pehachhān; Mai' larane se hāru' nāhī, tū nā hāq ghabarān. (Ref) A monkey came into Lanka, making mischief at every house, burning down the courtyard & gardens, then extinguishing his tail in the sea. Why fear now, dear Queen Mandodari? Recognize the greatness of your husband, in battle I cannot be defeated. Do not be troubled. 4. Ghāt ghāt Lachuman ne roke, ghat roke Rām; Darvāje Angad ne roke, bīch laṛe Hanumān. Rām jīt ghar Lankā āye, ghar ghar bajata badhāī; Hanumān kī chaukī thāre, Tulasīdās bal jāyī. (Ref) Ambush after ambush were thwarted by Lakshman - as well as by Shri Ram, Angad, and Hanuman. On returning home from Lanka, congratulations were showered from every home. Hanuman is a revered soldier - and Tulsidas sings his praises. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
(Shlok) Jai jai Gaurī-pati, Braja-pati, jai jai Shrī Ganesh. Namoh Sarasvatī Shāradā, mangal karo Mahesh. 0. Nāth bikata Ved, chāhu ke, Ved bikata hai. (2) Chāha bikata hai, param bikata hai, anta yū’ na pāo rī. (Ref) Nāth bikata Ved, chāhu ke, Ved bikata hai. (2) 1. Gāyā gune bikata, vidyā dharana bikata; yogī agama dina, yoga binā pāo rī. (both, 2) Bikati ho Sarasvatī, bikati batāyo rī. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Sab guniyan ke, diyā me’ samāyo rī. (2) Bikata nayana Gopāl, bikata Brijabāl re. (2) Bikata Mian Tānsen, bin gayī kisī āyo re. (Ref) 2. Gāyā gune bikata, vidyā dharane bikata; yogī agama dina, yoga binā pāo rī. (both, 2) Bikati ho Sarasvatī, bikati batāyo rī. (2) Sab guniyan ke, diyā me’ samāyo rī. (2) Bikata nayana Gopāl, bikata Brijabāl re. (2) Bikata Mian Tānsen, bin gayī kisī āyo re. (Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
0. Eka samay Shrī Krishna-jī ne, tab man kiyo vichār. Rādhā-jī ko chalanā ko, tana bhesha kiyo, Hari nār. 1.(Ref) Āye basantī (2), suhāyī re; sakhī khele Holī. Āye basantī (2), suhāyī re; sakhī khele Holī (Horī). 2.Ekavor khele kuvara Kanhaiyā, ekavor Rādhā gorī. Ekavor khelat kuvara Kanhaiyā, ekavor Rādhā gorī. Lāla gulāla abīra kī saiyā, lāla gulāla abīra kī saiyā. Chandā na chandā (2); suhāyī re, sakhī khele Horī.(Ref) 3.Bājat dholaka jhānjh majīrā, gopiyā’ sānja bhaṛhāyī. Bājat dholaka jhānjh majīrā, gopiyā’ sānja bhaṛhāyī. Dhimikā dhimakā jhuma, tana nana nā, nā nana. Brija me’ dhūp (2), suhāyī re; sakhī khele Horī. (Ref) (ĀĪŪṛāīūḥɛ) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
(Dohā): Chaltī chakkī dekh ke, diyā Kabirā roī. Do pātan ke bīch me', sābut bachā na koī.(ĀĪŪṛāīū) Looking at the grinding stones (for making flour), Kabir laments: In the duel of the two wheels (birth & death) nothing stays intact. 0. Āyā hai so jāyegā (jāegā) (2); rājā rank ko faqīr. Koī singhāsan chale chalā; koī bāndh jā so zamīn. (?) (Ref) Do din kā jag me' melā; sab chalā chalī kā khelā.(2) Ho sab chalā chalī kā khelā; sab chalā chalī kā khelā. Do din kā (2), jag me' melā; sab chalā chalī kā khelā. Whoever came, will go; from the king to the saintly beggar. Some leave from a throne, some leave from the ground. (?) This world is like a fair - with each visitor spending just two days. All the drama, the comings & goings; is being played-out (here). 1. Koī chalā gayā koī jāve (2); koī gatharī bāndh sidhāve. Koī khaṛā taiyār akelā (2); sab chalā chalī kā melā. (Ref) Some have already left; some are in the process of leaving. Some are standing alone; all came & must go from this fair. 2. Tar pāp kapat chhal māyā (2); dhan lākh karoṛ kamāyā. Sang chale na ek adhelā (2); sab chalā chalī kā melā.(Ref) In this illusion, by sinful deceit; great wealth is accumulated. But none will accompany you; all came & must go from this fair. 3. Sut nāri mātu pitu bhāī (2); koī anta sahāyak nāhi'. Kyo' bhare pāp kā thelā (2); sab chalā chalī kā melā.(Ref) Wife, mother, father, brother; none can help you in the end. Why continue with your sins; all came & must go from this fair. 4. Yeh to nashvar sansāra (2); kar bhajan Īshvar kā pyārā. Brahmānda kahe sun chelā (2); sab chalā chalī kā melā.(Ref) Ho sab chalā chalī kā khelā; sab chalā chalī kā khelā. Do din kā (2), jag me' melā; sab chalā chalī kā khelā. This (fair) is the mortal world; sing the praises of God's (divine) love. So says Brahmanand to his disciples; all came & must go from this fair. All the drama, the comings and goings; is being played-out (here). This world is like a fair - with each visitor getting just only two days. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
0.(Ref) Bābā koī nahī' hai ghair (2). Koī nahī' hai ghair, he bābā (2). Bābā koī nahī' hai ghair. Maiyyā koī nahī' hai ghair. (ĀĪŪṛāīū) Father, no one is an outsider. No one is a stranger, O father. Father, no one is an outsider. Mother, no one is a stranger. 1. Hindū Musalim Sīkh Īsāī; dekho sabhī hai' bhāī bhāī. (2) Bhārata mātā sab ke māī (2); matalab tamannā me' bair. (Ref) Hindus, Muslims, Sikhs, & Christians; look all are brothers. India is the mother of all, meaning there should be no hatred. 2. Bhārata ke sab rehane vāle; kaun sā gorā, kaun sā kale. Rām samajh rehamāna samajhle; dharam kun īmāna samajhle. All are residents of India; whether he is fair or dark. If you understand the Lord, you'll know this. If you have honest religion, you'll know this. 3. Kaun sā masjid, kaun sā mandir; Īshvar kā sthāna samajh le. (2) Kar dono' ke sair; Bābā koī nahī' hai ghair. (Refrain) Which mosque, which mandir; understand the abode of the God. Just visit both (the mosque & mandir); no one is a stranger, father. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
0. Allah ke do zakh Muhammad (2); ab tela ye farmān. Musalmān hu-e sab koī; beda ke ho musalmān. (?) Īshwar Allah kahar pagha daro; masjid mandir duā dān karo. Bhagwān kā nām hai rākho; chāhe Rām a Rahīma ko. ------------ A nāt (hymn in praise of pyāre Nabījī) - by Kalu Qawwal (1930s). 1.(Ref) Yā Muhammad, Allah wāle; jāū' tum pe, may nisār. O Muhammad, prophet of Allah, I can give my life for you. Yā Muhammad, Allah wāle; jāū' tum pe, may nisār. (Higher) Yā Muhammad, Allah wāle; jāū' tum pe, may nisār.(ĀĪŪṛāīū) 2.Shāhe do ālam, shāhe Madīna (2); hijro me' jaltā, hai merā sīnā. Āpa ke gham me', muskhil hai jīnā; lijiye khabar, sardār. (Ref) O king of both worlds and of Medina. My heart burns to meet you. I miss you, life is difficult; greetings to you, my prince. 3. Khālika ke, mehabūba dulāre (2); sadake tum pe, chānd sitāre. Sāre jahān ke, tum ho ujāle; phūla palā, gulzār. (Refrain) O beloved of the creator, the moon and the stars shine on you. You are the light of the world, the flower garden blooms for you. 4. Dhūme huwā ab, dulhā āyā (2); hūro' malaka ne, sehrā gayā. Nabiyo' ne ye, kahe ke bulāyā; āo mere, sardār. (Refrain) Now that the groom came, the fun began and the angels sang. All the prophets greet you calling out, "Welcome, our leader." .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
Movie: Chaurangi (1942), Singer: Anees Khatoon Music Dir: Kazi Nazrul Islam, Hanuman Prasad Sharma Lyrics: Jigar Moradabadi (Kazi Nazrul Islam, Arzoo Lakhnavi, Mirza Ghalib, & Partau Lakhnavi). ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-HHrSXcV8ABo.html 0. Kaise khele jaibu sāvan mā kajariyā, badariyā ghir āyī nanadī. Kaise khele jaibu sāvan mā kajariyā, badariyā ghir āyī nanadī. O ghir āyī nanadī, O ghir āyī nanadī (2), Kaise khele jaibu; Kaise khele jaibu sāvan mā kajariyā; badariyā ghir āyī nanadī. (Ref) Kaise khele jaibu sāvan mā kajariyā; badariyā ghir āyī nanadī. 1. Tūtā jāt ho akelī; ke ho sang na sahelī. Tūtā jāt ho akelī... Tūtā jāt ho akelī; ke ho sang na sahelī. (2) Chailā rok laihe..., chailā rok laihe; Toharī dagariyā, badariyā ghir āyī nanadī.(Ref) 2. Itanā kare' logo' mān; hoke chale logo' tān. Itanā kare' logo' mān... hare nainā bāke..., tohare nainā bāke; Zulmī kadariyā, badariyā ghir āyī nanadī. (Ref) 3. Bhaujī bolatā bārū bole; jiyarā lāge jaise gole. Bhaujī bolatā bārū bole... (ĀĪŪṛāīū) Bhaujī bolatā bārū' bole; jiyarā lāge jaise gole. (2) Kaise roka lī hai..., kaise roka lī hai; Hamarī dagariyā, badariyā ghir āyī nanadī.(Ref) 4. Chailā dāman pāse chaṛh gae; gundā gole kāke mar gae. Chailā dāman pāse chaṛh gae… Chailā dāman pāse chaṛh gae; gundā gole kāke mar gae.(2) Kitane pisa hai jāke..., kitane pisa hai jāke; Jihāl chakariyā, badariyā bedārī bhaujī. (Ref) ------------- 0.(Ref) Kaise khele jaibu sāvan mā kajariyā, badariyā ghire āyī nanadī. ( 2) O ghire āyī nanadī, O ghire āyī nanadī, O ghire āyī nanadī. Kaise khele jaibu; Kaise khele jaibu sāvan mā kajariyā; badariyā ghire āyī nanadī.(2)(ĀĪŪṛāīū) 1. Tūtā jāt ho akelī; ke ho sang na sahelī. Tūtā jāt hau (ho) akelī... Tūtā jāt ho akelī; ke ho sang na sahelī. (2) Chailā roka laihe..., chailā roka laihe; Toharī dagariyā, badariyā ghire āyī nanadī.(Ref) 2. Itanā tāre' logo' mān; hoke chale logo' tān. Itanā tāre' logo' mān... Itanā tāre' logo' mān; hoke chale logo' tān. (2) Tohare nainā bāke..., tohare nainā bāke; Zulmī kadariyā, badariyā ghire āyī nanadī. (Ref) 3. Bhaujī bolatā bārū bole; jiyarā lāge jaise gole. Bhaujī bolatā bārū bole... Bhaujī bolatā bārū' bole; jiyarā lāge jaise gole.(2) Kaise roka lī hai..., kaise roka lī hai; Hamarī dagariyā, badariyā kā begārī bhaujī.(Ref) 4. Chailā dāman pāse chaṛh gae; gundā gole kāke mar gae. Chailā dāman pāse chaṛh gae... Chailā dāman pāse chaṛh gae; gundā gole kāke mar gae.(2) Kitane pisa hai jāke..., kitane pisa hai jāke; Jihāl chakariyā, badariyā kā bedārī bhaujī. (Ref) O ghire āyī nanadī, O ghire āyī nanadī, O ghire āyī nanadī. Kaise khele jaibu; Kaise khele jaibu sāvan mā kajariyā, badariy ghire āyī nanadī. (2) (Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
Movie: Puran Bhagat (1933), semi-classical song, Singer: Kundan Lal Saigal, Music Dir.: R.C. Boral. ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Q4Odcq_9U54.html 0.Rādhe rānī re dalo (daro) na (2); ba'surī morī (bolī) re. Rādhe rānī re daro na; ba'surī bolī re, Rām. (Ref) Rādhe rānī re daro na (2); ba'surī bolī. 1. Kāhe se bajāū' Rādhe, kāhe se mai' jāū' re.(3) Kāhe se mai' lāvū' gaiyā', kāhe se mai' lāvū' gaiyā'; hā' re, kāhe se mai' lāvū' gaiyā' derī re. (Ref) 2.Mukh se bajāvo tānā, kantha se gāvo re. (3) Lathiyā se lāvo gaiyā', lathiyā se lāvo gaiyā'; hā' re, lathiyā se lāvo gaiyā' derī re. (Ref) 3. Yā bansī me' mere prān, basatā hai. (2) Vahī bansī le gaī, hā' re vahī bansī le gaī; vahī bansī le gaī (2); chorī re. (Ref) 4. Rādhe pyārī re daro na (2); ba'surī bolī re. Rādhe rānī re daro na; ba'surī bolī ! (ĀĪŪṛāīū) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
As sung by Ustaad Jameer Hosein from Trinidad. 0.(Ref) Mai’ to terā dās Prabhu, mujh ko bhūlāyā kaise. Dīna-bandhu dīna-nāth (2), nāmo dhārāyā. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) 1. Gaj ko jala bīcha jabhī, grahane ākar pakrā. (2) Jāye palak bīcha kathin (2), bāndha chhorāyā. (Ref) 2.Bhānd ke Prahalād ko, jab hāth se chābūk mārā.(2) Ban ke Narsingh daint (2), pāra ghirāyā. (?) (Ref) 3. Draupadī ke lāj sabhā, bīcha le ne ko jabhī. Khīche khīcha har gaye (2), chīra baṛhāyā. (Ref) 4. Dhruva ne bana jāye, nāma tumhāre dil se. Brahmānand kar ke dayā (2), rāja dilāyā. (Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
(Doha 1) Maatu Lakshmi kari kripa, hridaya me’ vaas। Manokamna siddha kari, paruvahu meri aas॥ (Sortha 1) Yehi mor ardas, hath jor vinati karu’। Sab vidhi karau suvas, jai Janani Jagadambika ॥ Chaupai: 1. Sindu suta main sumirau tohi । gyan, buddhi, vidya do mohi॥ Tum samaan nahi koi upkari । sab vidhi puravahu aas hamari ॥ 2. Jai jai jagat Janani Jagadamba । sabaki tum hi ho avalamba॥ Tum hi ho sab ghat ghat vaasi । vinati yahi hamari khaasi ॥ 3. Jagajanani jai sindhu kumari । dinan ki tum ho hitakari ॥ Vinavaun nitya tumahi’ maharani । kripa karau jaga Janani Bhavani॥ 4. Kehi vidhi stuti karaun tihari । sudhi lijai aparadh bisari॥ Kripa drishti chitavavo mam ori । jaga Janani vinati sun mori॥ 5. Gyan buddhi jai sukh ki data । sankat haro hamari mata॥ Kshirasindhu jab vishnu mathayo। chaudah ratna sindhu me’ payo॥ 6. Chaudah ratna mein tum sukharasi । seva kiyo prabu bani dasi॥ Jab jab janma jahan prabhu linha । roop badal tahan seva kinha॥ 7. Svayan Vishnu jab nar tanu dhara । linheu avadhapuri avatara॥ Tab tum pragat Janakapur mahi’ । seva kiyo hridaya pulakahi’॥ 8. Apanaya tohi antaryami । vishva vidit tribhuvan ki swami॥ Tum sam prabal shakti nahi’ aani । kaha’ lau mahima kahau’ bakhani॥ 9. Man kram vachan karai sevakai । man ichchhita vanchhit phal pai॥ Taji chhal kapat aur chaturai । pujahi’ vividh bhanti man lai॥ 10. Aur haal main kahau’ bujhai । jo yah paath karai man lai॥ Tako koi kashta noi । man ichchhita pavai phal soi॥ 11. Trahi trahi jai dukh nivarini । trividh taap bhav bandhan harini॥ Jo chalisa pare parave । dhyana lagakar sunai sunavai ॥ 12. Takau koi na rog satavai । putra aadi dhan sampatti pavai॥ Putrahi’ aru sampatti hina । andh badhir kodhi ati dina॥ 13. Vipra bolaya kai paath karavai । shanka dil mein kabhi na lavai॥ Paath karavai din chalisa । ta par kripa karai’ Gaurisa॥ 14. Sukh sampatti bahut si pavai । kami nahin kaahu ki avai॥ Barah maas karai jo puja । tehi sam dhanya aur nahi’ duja॥ 15. Pratidin paath karai man mahi’ । un sam koi jag me’ kahun nahi’॥ Bahuvidhi kya mai karau’ badai । leya pariksha dhyana lagai॥ 16. Kari vishvas karai vrat nema । hoy siddha upajai ur prema॥ Jai jai jai Lakshmi Bhavani । sab me’ vyapita ho gun khaani॥ 17. Tumharo tej prabal jag mahi’ । tum sam kou dayalu kahun nahi’॥ Mohi anath ki sudhi ab lijai । sankat kaati bhakti mohi dijai॥ 18. Bhul chuk kari kshama hamari । darshan dajai dasha nihari ॥ Bin darshan vyakul Adhikari । tumahi achhat dukh sahate bhaari॥ 19. Nahi’ mohi’ gyan buddhi hai tan me’। sab janat ho apane man me’॥ Roop chaturbhuja karake dharan । kashta mor ab karahu nivaran॥ 20. Kehi prakar mai’ karaun badai । gyan buddhi mohin nahin adhikai॥ Ramdas ab kahayi pukari । karo duur tum vipati hamari ॥ (Doha 2) Trahi trahi dukh harini, haro vegi sab traas। Jayati jayati jai Lakshmi, karo shatru ko naash ॥ (Doha 3) Ramdas dhari dhyan nit, vinay karat kar jor। Maatu Lakshmi daas par, karahu daya ki kor ॥ .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
Om Jayanthī mangalā Kālī, bhadra Kālī kapālinī. Durgā Shāma Shiva dhātrī, svāha svadhā namostute. Salutations to the ever-victorious and all-austere one, the one beyond time, controller of life, wearing a garland of skulls. Salutations to the auspicious Mother goddess, embodiment of forbearance, supporter of all, receiver of sacrificial oblations. ------------ (Alāp) Aa..a..aym aa..a..aym aa..a..aym de..da..da.aym. (Dohā style): Jai (Jay) jag Jannanī Bhavānī (3). 0. (Vilambit lay, slow tempo) (Ref) Jai jag Jannanī Bhavānī, ho Rāma, Bhavānī ho Rāma; achalā varadānī. Jai jag Jannanī Bhavānī. (both lines, 2) 1. Jai jag Jannanī Bhavānī. Jai jag Jannanī Bhavānī. (high) Jai jag Jannanī Bhavānī. (low) (Refrain) (ĀĪŪṛāīūḥɛ) 2. Jagamagā jagamagā; jyoti virājī, jyoti virājī. (2) Tej pratāp, nidhānī ho Rāma, nidhānī ho Rāma, achalā varadānī. Jai jag Jannanī Bhavānī. (Refrain) 3. Mahimā agam; apār tumhāro, apār tumhāro. (2) (Madhya lay) Shesh Suresh, Jānī ho Rāma, O Jānī ho Rāma, achalā varadānī. Jai jag Jannanī Bhavānī. (Refrain) 4. Dukh haranī sukh; sampatti bharanī, sampatti bharanī. (2) Karanī sakal, kalayānī ho Rāma, kalayānī ho Rāma, achalā varadānī. Jai jag Jannanī Bhavānī. (Refrain) 5. (Drut lay) Aa..a..aym aa..a..aym aa..aa..aym aa..aa..aym. Jai jag Jannanī Bhavānī, ho Rāma, Bhavānī ho Rāma, achalā varadānī. Jai jag Jannanī Bhavānī. Jai jag Jannanī Bhavānī, ho Rāma. (3 times) 6. Jai jag Jannanī Bhavānī ho Rāma, Bhavānī ho Rāma (Relā, slow singing & dogun tāl - double speed rhythm) ... achalā varadānī ... Jai jag Jannanī Bhavānī... Jai jag Jannanī Bhavānī, ho Rāma, Bhavānī ho Rāma, achalā varadānī. Jai jag Jannanī Bhavānī ! .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
As sung by Ustaad Kaloo Qawwal circa 1930. 0. (Ref) (Arre) man tīrachī; arre man tīrachī. Najariyā lobhāy lihal jāy; arre man tīrachī (2). 1. Aise lagī le se, nainā lagī hai. (2) (ĀĪŪṛāīū) Mohe apane hī ranga me' rangāī, lihal jāy.(Ref) 2. Shyāma sundar mai', to pe balihārī. (2) Mohe muralī kī dhun se lobhāy, lihal jāy. (Ref) 3. (Ai) koī aisī anakī, nā bhuīyā milī. (2) Mohe bākī daghariyā batāy, lihal jāy. (Ref) 4. Bhāge jā ke morī hai, kyo' ke nagar. (2) Morī goliyā go sakhiyā sajāy, lihal jāy. (Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
Movie: Anuraag (1956), Singer: Mukesh Chand Mathur, Lyrics: Kaif Irfani, Music Dir.: Mukesh Chand Mathur. ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Zh4M_MGmnmY.html 0. Koī dil me’ hai aur, koī hai nazar me’; Mohabbat ke sapane, mai’ kisape lutāu’. Isī kāsh makash me’, jiye jā rahā hu’; (Ref) Kise yāda rakhū’, kise bhūla jāū’.(2) 1. Udhar dil mohabbat, ke unko diyā hai; Idhar farz kā bojh, sar pe liyā hai.(ĀĪŪṛāīūḥ) Arī zindagī tūne, ye kiyā hai. (Refrain) 2. Na bas me’ hai mere, unhe’ bhūla jānā; Na bas me’ hai inko, nazar se girānā. Merī bebasī kā, bas itanā fasānā. (Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
As sung by Ustaad Ramdew Chaitoe from Suriname. 0.(Refrain) Terā ājī janam din tumko mubārak ho. Terā ājī janam din tumko mubārak ho. (Āṛāūī) Ājī janam din, ājī janam din (janma-din), ājī janam din. Today is your birthday, congratulations to you on your birthday! 1. Phūl phalo' raho tū jagat me', karo dharam kī rakshā. Jo koī dīn anāth hī āve, denā prem kā bhikshā. Prem kā path hai barā nirālā (2), dhanī ho kangāl. (Ref) Be like a flower in this world (bear fruit); and protect dharm (righteousness). Show (give) love to anyone who has become orphaned or poor (destitute). Love is, indeed, the only (correct) way (to live), whether we are rich or poor. 2.Parameshvar ko bhūl na jānā, jisane manushyā banāyā. Yād karo apanī mātā ko, jisane tujhe janamāyā. Bhāī bahen se milkar rehnā; pānī dūdh misāl. (Ref) Don't forget the Supreme Lord who gave you this human birth. Remember your mother (both parents) who gave you life. Live in harmony with your brothers & sisters; as milk & water do. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
As sung by Anand Yankarran (Dohā style) Nanda Bābā…jī ko chhaiyā …; ho… rākho nām hai Kanhaiyā. 0.(Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, bābū nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. Karo gend ko khilaiyā, āyo āyo dekha laiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. 1. Kāhe gend hai kāhe kā bhalā; gend mai' kāhe ko lāge to chalā. (2) Gvāl bāl, sab khelan āye; gvāl bāl, sab khelan āye. Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) 2. Sone ke gend hai sone kā bhalā; gend mai' sone ko lāge to chalā. (2) Gvāl bāl, sab khelan āye; gvāl bāl, sab khelan āye. Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) 3. Le le Jamunā; nīlā gagan hai, nīlā gagan hai. (2) (ĀĪŪṛāīū) Le le Kanhaiyā, nīlā gagan hai; subhar Shyām ye, nīlā gagan hai. Bhar ke tātā chaiyā, Kanhaiyā; ho gorā, ho Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) ------------ As sung by Rakesh Yankarran (Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā; ho vāko nām hai Kanhaiyā. 0. Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. Karo gend ko khilaiyā, āyo āyo re Yaduraiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (ĀĪŪṛāīū) (Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, vāko nām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. 1. Kāhe kī gend hai kāhe kā ballā (2); gend me' kāhe, kā lāge hai chhallā (2). Kaun gvāl ye, khelan āye; kaun gvāl ye, khelan āye. Khele' tā tā thaiyā, ho bhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) 2. Resham ke gend hai chandan kā ballā (2); gend me' motiyā', lāge hai challā (2). Sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye; sudhaṛ manasukhā ke, khelan āye. Brij bālan ke bhaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) 3. Nīlī Jamunā nīlā gagan hai (2); nīle Kanhaiyā, nīlā kadamb hai (2). Sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me'; sudhaṛ Shyām ke, sudhaṛ khel me' Nīle khel khilaiyā, ho bhaiyā, Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Refrain) ------------ As sung by Kumari Kanchan Dinkerao Mail (Dohā style) Nanda Bābā jī ko chhaiyā …; ho… tū ko Shyām hai Kanhaiyā. 0. Nanda Bābā jī ko chhaiyā, tū ko Shyām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. (Ref) Nand Bābā jī ko chhaiyā, tū ko Shyām hai Kanhaiyā; Kanhaiyā Kanhaiyā re. 1. Sone kā kheta hai sone kā bhallā; tūte kā dono' bolo re lallā. (2) Bār bār tū khelegā aise; Bār bār tū khelegā aise. Ruk ke Yashodā maiyā; ho maiyā, ho maiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) 2. Phailā phailā, nīlā gagan hai (2); phailā phailā nīlā gagan hai (2). Nanda gāo to baṛā magan hai; Nanda gāo to baṛā magan hai. Sochā sochā ke yahā' khelanā; sochā sochā ke yahā' khelanā. Gvāle sayāne bhaiyā; ho bhaiyā, ho bhaiyā re; Kanhaiyā Kanhaiyā re.(Ref) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
(Dohā): Rām Rā..m, hare Rām kahā'; Rā..m Rā..m, āhe hare Rām. Āhe Rām Rā..m, Dasaratha kahā'; aura chal gayā, suradhām. Musical Genre: Thumrī. As sung by Ustād Sookdeo Sukhraj. ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-W8J7ZQIRv3U.html 0.(Ref, Vilambit Lay) Kaisī byāh ho Rādhe, Kanhaiyā tero kā ro.(2) Kanhaiyā tero kā ro re, ab Kanhaiyā tero kā ro. (2) (Āṛāūī) Kaisī byāh ho Rādhe, Kanhaiyā tero kā ro. Ajī, Kaisī byāh ho ... 1. Tero Kanhaiyā āisī kā ro, jaisī rainī andiyāro'. (2) Mero Rādhikā sī gorī, mero Rādhikā sī gorī; Nav lākhā tāro bhī, chandrā ke ujāro'. (Refrain) 2. Kā ro kā ro mat kaho samdhinī, kā ro jaga andiyāro'. (2) Lūtī lūtī dahī mākan khāyo, lūtī lūtī dahī mākan khāyo; Kaise ke hongī morā, Rādhikā guzāro'. (Refrain) 3.(Madhya Lay) Kanhaiyā tero kā ro, Kanhaiyā tero kā ro.(2) Kaisī byāh ho Rādhe, Kanhaiyā tero kā ro. 4.Chandra sakhi bhajubāla Krishna chabī sab gopiyā` kī pyāro.(2) Yā kare Kānhā ke ūpār, yā kare . . . ; yā kare Kānhā ke ūpār. Tere sī gorī lākhe, lākhā nā ubāro. (Refrain) 5. (Relā) Kanhaiyā tero kā ro re, ab Kanhaiyā tero kā ro. (2) Ajī, Kaisī byāh ho Rādhe, Kanhaiyā tero kā ro. (2) .
@Rjagroop
@Rjagroop Год назад
Thank you for this!
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
0.Kar gayī dhanush chaṛhāyī, chakita bhaye sabahu. Magana bhayī (bhāī), Shrī Jānakī dekhī Rām Puru. 1. Batiyā karata mohe, lāga gaye nain. (3) Madhurā Madhurā bin (3), mridangā kī dhune. Rādhā ke gana se (2), lāga gaye nain. Batiyā karata mohe, lāga gaye nain. (ĀĪŪṛāīūḥ) 2.Madhurā Madhurā le, Madhure svar gave.(3) Bolata man ita nain, lāga gaye nain. Batiyā karata mohe…, lāga gaye nain. Batiyā karata mohe, lāga gaye nain. .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
As sung by Shri Ramcharitar from Trinidad. (Dohā) Rām ke kāj jāiye, taj bal buddhī nidhān; āsīs de surasā chale, harakh chale Hanumān. Go do the work of Ram, with your repository of strength & knowledge. The demoness gives her blessings, as Hanuman carries on joyfully. 0. (Refrain) Ai! Māno māno, āj māno māno, asurā more sīkh; Siyā ke dekhe Rām ko milo. Māno māno, māno māno, asurā more sīkh; Siyā ke dekhe Rām se milo, māno māno.(ĀĪŪṛāīū) Heed my advice, O Lord (Ravan), take Sita back to Ram. 1.Kahe Mandodarī suno piyā Rāvan, ye kyā kumatī kamāī; jinake Jānakī tū hār lāyā, vo shaktī do-u bhāī. Lankā - sarī ke kota hamārā, ratana gir se khāī; ati lākh kī chaukī thāre, bhāg jāye do-u bhāī. (Ref) Mandodari says, “Listen, my beloved Ravan, what sort of ill-conceived notion, is this kidnapping of Janak’s daughter from the two brothers.” (Ravan says), “This entire kingdom of Lanka is impenetrable - eighty thousand guards man its outposts, that will drive away the 2 brothers. 2.Hanumān aise pāyak jinake, aur sangh Lachuman se bhāī; jaltī agin me' kūd paṛegā, kotī gin gina khāī. Arre Meghanāth aisā putrā hamārā, Kumbhkaran aisā bhāī; ghar mangavāū’gī mandir se, vo shaktī do-u bhāī. (Ref) Hanuman is such a skilled soldier, like a brother of Lakshman, they will jump into a burning fire & not be destroyed to pieces. Meghnad is a great son and Kumbhakaran is such a brother - they will capture the two divine brothers from the temple. 3. Bāndar ik Lankā me' āye, ghar ghar dhūm jo chhāye; Bāgh bivans Lankā ko jārā, jā sāgar tīr pūchh bujhāye. Ab tū kyā dare Mandodarī Rānī, pīhar tū pehachhān; Mai' larane se hāru' nāhī, tū nā hāq ghabarān. (Ref) A monkey came into Lanka, making mischief at every house, burning down the courtyard & gardens, then extinguishing his tail in the sea. Why fear now, dear Queen Mandodari? Recognize the greatness of your husband, in battle I cannot be defeated. Do not be troubled. 4. Ghāt ghāt Lachuman ne roke, ghat roke Rām; Darvāje Angad ne roke, bīch laṛe Hanumān. Rām jīt ghar Lankā āye, ghar ghar bajata badhāī; Hanumān kī chaukī thāre, Tulasīdās bal jāyī. (Ref) Ambush after ambush were thwarted by Lakshman - as well as by Shri Ram, Angad, and Hanuman. On returning home from Lanka, congratulations were showered from every home. Hanuman is a revered soldier - and Tulsidas sings his praises. .
@dalebhola-thejistofsatsang9534
Go Ravi ji, boi, I'd like to get good drumming like that when i singing . Boss.
@jagaroo
@jagaroo 2 года назад
Take the p off your name
@Rjagroop
@Rjagroop 2 года назад
Y
@jagaroo
@jagaroo 2 года назад
@@Rjagroop because there's no p on my last name jagaroo from jamaica
@Aaron-n7i
@Aaron-n7i 2 года назад
Papi❤
@dalebhola-thejistofsatsang9534
@dalebhola-thejistofsatsang9534 2 года назад
Uncle Sookoo is the boss, ...that bhaw... very powerful devotion. That drumming is so excellent Ravi.
@supercuse11
@supercuse11 2 года назад
dholak is maaaaaaaaad
@vonbraun4433
@vonbraun4433 2 года назад
Wonderful, can feel the bhav in this
@vilmaseusankar2401
@vilmaseusankar2401 2 года назад
Nice voice. 🙂 nice music too.
@nevillelennard5721
@nevillelennard5721 2 года назад
What an amazing n loving individual,,, when I go to play harmonium in Ramayana, he'll always dedicate a classical thumri for my mom,,,, 💕💕🕉️🕉️🙏🙏🔱 I class him with legends like my Uncle Kawal Maharaj, KB Singh, Isaac Yankaran etc ,👍👍
@MrTorrence69
@MrTorrence69 2 года назад
is this in Trinidad
@MrTorrence69
@MrTorrence69 2 года назад
awesome
@zamirmohammed1530
@zamirmohammed1530 2 года назад
Nice one Ravi. 👍
@dannyjoseph8246
@dannyjoseph8246 3 года назад
clean nice music
@vashishnaipaul2315
@vashishnaipaul2315 3 года назад
Please post the lyrics 🙂
@budharatyankatasu5924
@budharatyankatasu5924 3 года назад
Boss
@petermanuel6703
@petermanuel6703 3 года назад
Kries, a wonderful singer and dynamic force in Indo-Caribbean music
@adityaramsukul2639
@adityaramsukul2639 3 года назад
0
@surajramoutar9008
@surajramoutar9008 3 года назад
@Ramkabharose
@dalebhola-thejistofsatsang9534
@dalebhola-thejistofsatsang9534 4 года назад
Good job Ravi, keep it up bro.
@vashishnaipaul2315
@vashishnaipaul2315 4 года назад
Good drummer, but could hardly hear the Vocal.