Apki ek gazal bahut achhi lagti hai mujhe ,,,husn o ishq ka sangam der tak nahi rehta ,,,,maine aapse farmaish karke suni bhi thi jamiya millaya islamiya me aap aye the 30 august 2024 ko
Assalamualaikum ..mohtarma aap ki ek Ghazal bachpan me suni thi jo mujhe behad pasand thi .....Aaj kitna bujha bujha hai koi ..Dil me kanta chubha hai koi...ye Ghazal mujhe chahiye..meherbani hogi
Ak tarfha ye mohabbat kabhi do tarfha na hui Labun pe thi agaze mohabbat par kabhi bayaa na hui Ham done ke makaan the kafhi kareeb magar phir bhi Tasdeeq kabhi atate jate gali me mulaqat na hui
Tu kahe to teri tasveer dil me Lagaun kya Sare mehfil tera naam lab pe laun kya ye Surate aeina hai sanam koi ham dard nahi Tu kahe to my apne dil ko aeina banun kya
Is ghazal ke liye Samaeen shoara shyrat sabhi ne yehi bataya ke main Dailey sunta hoon.Ghazal ki pqzerai ke liye apki mashkooro mamnoon hoon.Aap auron ko bhi share kijye.
Ak tarfha ye mohabbat kabhi do tarfha na hui Labun pe thi agaze mohabbat par kabhi bayaa na hui Ham done ke makaan the kafhi kareeb magar phir bhi Tasdeeq kabhi atate jate gali me mulaqat na hui