Galat par dala bhai. Wo Hussain jisne apna sarkata Diya wo Hussain jisne apna ghar luta diya..wo Hussain Deen ko jode Gaya hayat matame Hussain Zindabad Zindabad ayesa hota hai okk
Allah Sabir Allah Sabir Maula Sabir Mera Maula Meri Khata Hai maaf kar dijiye mere bete ki tabiyat Nahin Sarkar Karam kar dijiye Karm kar dijiye Mera bhaiya Achcha Ho Jaaye Maja
@@niyazinetwork767 ap ye galat message de Rhe ho logon koye thik nhi hai us 🌷 darbar 🌷me Jane Wale sirf Ensan hote hai koi muslim ya Gair muslim nhi hota
4 kg sona q nai dikhaya muslim aur ghair muslim to choro aur jisne 4 kg sona sabir e paak ki nisbat se charaya woh Sabri hua naa ki hindu yaa muslim har sabir e paak ka maanne wala Sabri hai
Bhai paighambar ke nam ka zikr nhi hai ye waqia qki quran e pak me bhi sirf 25 nabiyo ke naam hai jabki nabi dunia me bahut aaye ye waqia me 2 or molana se sun chuka hu unhone bhi nam ka zikr nhi kiya tha bas ye hi bataya tha haddi ka waqia ye waqia sunniyo ki kitab me bhi mojood hai lekin paighambar ka nam unke pas bhi nahi lekin ye waqia bani Israeel ke time ke kisi paigham se mansoob hai jiska parda hamare 11we imam ne hataya waqia sacha hai lekin nam paighambar ka nam confirm nhi hai