utho bano bada padho likho dil ho na ho bolo jo wo bole jo na maane pito beta lao la danda kya baat hai (x2) pao chhuo chalo kya baat hai? g-ye kahan sanskaar tere? jeeta galat faimi me tu soche ghoome aage peeche sansaar tere pehle dhan chaap bete unne ghanta khed hai hoti light ni uss sheher me jaha pankha fail hai bol dhappa poore din gadi phone me nazar laadsab ki laalsa bhi gum chal jag ja toote dil baje phone me gazal aaj raat ki baat hai kal jaam hai bey has ja ye dhan hai jadd hain marr rhe log ( f-ssja) le behn wo pehn make up laga (tham ja) bheja ye paer do haath padhe kamm kya pankh hain to poore faila bus kya harr koi baasuri bajte hi bas me chale bas na kisika ek hi bus me bethe sabhi basto me liye toote sapne bachne ko jagah ni bachi marein bacche dhakdo ye laash ye aasu khoon ye jaan matt lo hai saari shaasan jhoot ye baat ratt lo utha bharosa saaf hai sab yaha khaali chod hain bahar udaan bharlo {pre-hook} chal chale hum tum vaha jaha ho dhun naii [ hook] aankh khol,upar dekh pankho ko faila aur bhar udaan ( upar hi upar hi) [verse 2] pata hota mujhe sali baat badh jaegi to chup hi reheta chal chup hu mai bta fir tu kyu hai seheta? (ghar pe sunta school pe sunta) bata mujhe ki tu kyu hai seheta? (sab se sunta dar ki sunta) bata mujhe ki tu kyu hai beheka? khud se tuchche log tujhe bole sasta unse khud pe load leke bhool na rasta par unh teri palko pe leta likhu aadhi neend me itna to jayaz hai (shayad se) pyaar se zada hai pyara saadhu ki neeyat se nyara ek panchi ke pankho se halke se halka ye rishta hamara itna sa kehena mai chah raha ki mujhpe ni hai koi chara mai jeeliya kaacfi bechara sa industry deti hai chara jise mai ghanta ni khara tha kya kaha tha inse jab shuru mai karne tha jara? chalna hai manzil tak mai chalta hi jara (chalega?) kisi ki aankho me mai tara kisi ki aankho me awara bas teri aankho ka sahara tha [pre hook: bawari basanti] chal chale, hum tum vaha jaha ho dhun nai [hook]