Hindu Bhai sab ka comment dekh kar rona aagaya 😢😢sach me itna peyar se bhai bologe to dil nikal kar rakh dege apna aap ke kadmo me 😢i love 💕 all Hindu Bhai sab ko Allah 🥰 ham sab ko salamt rakhe ❤️ acha aur nek hidayt de 😢
Meri maujudgi wo is tarha taslim karta hai .mai katra hu magar darya meri tazim karta hai .khuda dawlat nahi deta kabhi kanjus logo ko.khazana us ko hi milta hai jo taqsim karta hai
Milengi manzile maksud ye iman rakhte hai .ham apni rahnumai ke liye quran rakhte hai.wafadari watan se ho yahi islam kahta hai. ham apne dil ke har goshe me hindustaan rakhte hai