Bhai mai apki hr video daikh to hoon ye desighn kafi bar repeat ho chukay hain shop to puri bhari hue hai aap Na ab desighn zra change daikhain Gita work bhi ab kuch aur variety show krain ku k ye walay bar bar dikhanay huay hain wish you best of luch meray bhai
Bhai mashaAllah bot acha Kam hai lekin aap sath fabric lazmi btaya krain ye bhi btaya krain k inner dupatta shalwar sb kuch sath hota hai ya nae aur inner aur shalwar ke liay fabric konsa hota hai