Ameer bhai aapka feeder me banaya dam par gaya jo fish Catch hua usne feeder poora Kha lia and line ke sath mujhe Bhi pani me do kadam le gaya Quickly mene line release kia Mera hath line se jal gaya Par me success nahi hua mujhe Samajh nahi aaya kya tha ameer Bhai aap explain kare