Humaray yahan Mumbai main nursery main saray plants red garden soil main lugay miltay hain ,yeh red garden soil meray paas bahut jama ho jaati hai agr inmain sand , perlite,ricehull add Kiya to bhi mitti zyada well draining nhi hoti ,kya ismitti main mujhe sand ki matra badha deni chahiye?