Bhai uan active ke liye nahi bola hoga Maine is video me maine yah bataya hai ki uan active karne me problem aa raha hai to uska solution bataunga lekin solution kaise bataunga jab problem pata hoga or mujhe problem pata hai ki name galat hai ya dob galat hai pf me to pahle yah sahi karna hoga tab uan active ho jayega to is video me solution bataya gya hai uan active na hone wali problem ka
Abhi last 10 din pahle apply kiya tha per uska kuchh jawab hi nahin aaya under process mein dikha raha hai abhi wala uske pahle jitne bhi kiye ho sab reject Ho Gaye
Aapko kya problem aa raha hai apka name galat hai ya date off birth galat hai apne pahle company bat Kiya sahi karwane ke liye unhone kya kaha o mujhe telegram per bataiye fir solution aapko bataya hu telegram per kyuki comment me mai bat nhi kar sakta n
@@nishanishaoraon6464 ji boliye aapko kuchh bat karna hai kuch puchhna hai to aap telegram per sms kijiye vaha bat ho payegi comments me thodi bat Kiya jata hai
Apko is video me jo bataya gya hai follow karna hai ho jayega aur jab app grievance bhare to pf office ko bharna hai unko bolna bhi hai ki company nhi kar rahi hai
1 week me aa jata hai agar nahi aa raha hai to uska ek tarika hai grievance bhej sakte hai epfo ko unko bol sakte hai kripya jaldi kijiye usme aap apni problem bata denge to jaldi paise aapke bank account me aa jayega grievance kaise dalna hai apko pata hai to aap karlo agar koi dikkat aaye to telegram per sms kar sakte hai
Ok sabse pahle aapko apna dob change karwana hoga company se company mana kare to aap is video ko dekhkar bataya gya process follow karke thik Kara sakte hai ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Tdjt6b6HbwQ.htmlsi=DxOakqL2pEbXXDoj
Apka dob galat hai pf me to pahle company se bat kijiye unko boliye change karne ke liye o na kare to is video me bataya gya process follow karke change Kara sakte hai ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Tdjt6b6HbwQ.htmlsi=DxOakqL2pEbXXDoj
Sir mera aadhar card ka dob galat hai to woh abhi change nahi ho raha documents dene k baad bhi to me pf se paise kaise withdraw karu ? Kya pf me dob change ho sakti hai ? Kya karu ? Please suggest kijiye
Yes pf me dob change ho sakti hai sabse pahle aapko apni company se bat karna hai o na kare change to aap is video ko dekhkar jo bataya gya hai o process follow karke change karwa sakte hai ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Tdjt6b6HbwQ.htmlsi=DxOakqL2pEbXXDoj
@@MukeshChoudhery-r3r ye to achhi bat hai fir usko bolo bhar ke mai apko de deta hu kardo agar mana kare to aap simple employeer ko aur pf office dono grievance bhej dijiyega lekin pf office ko bhejna to usme kya likhana hai vah mai telegram per hi bata paunga
Sir mera pf 2012 sa pehla ka ha , vo company bhi band ho gyi , mobile no bhi purana nhi ha , na hi bank account , na hi koi purani salary slip . Na hi purana bank ki details, to pf kasa pta kra , epf office ka customer care par baat ki , to unhons rudely mna kar diya , ab solution kya ha , bta enga
Uan no pata hai apko ? O no jo tha band ho gya to usko on karwana padega aur agar pahle se on ho to us no per call karke bat karna hoga apko apni problem batana padega us bande jo apka no chala raha hoga fir aur bhi chije mai sara comment nhi bata sakta hu aap mujhe telegram per sms kar sakte hai Mai vaha call pe apse bat kar lunga ya sms telegram link mere video ke discription me mil jayega ya yaha click karke ja sakte hai t.me/Dhannjay_97
Is video ko dekhne ke baad na pf office tarkayega aur na hi company Wale ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Tdjt6b6HbwQ.html jo bataya hai vah karke dekh sakte hai aap
If your surname has changed but it hasn't been updated in your PF records, and you want to work in another company, then you'll need to correct your surname. Only then will you be able to work in another company. You may get a job anywhere, but your PF will only be deducted if your name, date of birth, and everything match with the PF records. If they don't match, your PF won't be deducted, and if the PF isn't deducted, you can't stay in the company; they may let you go.
Dob galat hai to pf office ya fir company me bat kijiye aap agar yah mana kar rahe hai hai to aap mujhe telegram per sms kijiye vaha apko process bataunga o follow karke aap sahi Kara sakte hai
Ok apki bat Mai samjh Raha hu apne company ko bataya yah bat agar nahi to pahle unko bataiye aur uske baad agar vah na kare to is video me bataya gya process aap follow kar sakte hai !
Bhai EPFO website kolne ke baad mera Addhar Pan card Linked hai ye show ho raha hai. Lekin ek problem hai jab main EPFO ka mobile number pe CALL karta hu na tab EPFO portal mobile number se muje ye message ata hai "dear member your aadhar not available pan not available bank details not available kindly register your kyc through employer to get contribution details and future services" Please Iska Matlab Samjayiye?