Pahle hi chicken lakar Rakha tha aur video bad mein banaa raha hai Aisa jhooth mat mat boliye main aapka bahut bada fan hun video banakar dekh raha hun kya pahle chicken late ho aur FIR bad mein bolate hue mein chicken laane ko ja raha hun kya Pankaj Bhaiya itna kyon jhooth bol rahe ho sach bolo aapane chicken piche hai video banakar Maine dekha hai
Kabhi Uttrakhand ke special chicken banaya karo pyaj lahsun adrak banne ke bad masala bolna hai masala banane ka tamatar dalna hai tab jakar last mein chicken dalna hai jo swad aaega Uttrakhand ka swad aaega