This channel conveys positive words and energy. This space is intended to to spread positive messages and affirmations which would be helpful for you during your hard times. We are just the medium, this positive energy is transferred into you by Mahadev himself. Shiv Sandesh, Mahadev Blessings, urgent message from lord shiva, message from shiv ji, blessings of shiv ji, Bholenath message for you, Bholenath blessings, om namah shivay, mahadev ka bhakt, Mahadev motivation, mahadev ka sandesh. Contact : scienceofspiritualitylive@gmail.com
har har Mahadev meri galtiyon ko kshama karein hey parampita Mahadevji aur maa kaali Mata Parvati Mata Vaishno Devi maa Durga maa chamundadevi mata saraswati mata mahalaxmi aapsabse,apni galtiyon, ke liyehamarapariwaar, aap sabse kshama yaachnaa kartey hue aapsabko, koti kotipranaamKartahai 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
mere prabhu aap toh dekh hi rahe hai ki maeine toh apna aaj aapko samarpit kar diya hai, aur, sansaadhano ke abhaav maein iskebaad aaj.karneke liye kucchh sochne yaa karneki kisi, aur icchha ki khwaahish ke liye gunjaaish hi nahi bachti hai , kya karoo aap hi bataayein pitashree,pranam aum namahshivaya108 har har Mahadev 1111 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🙏🏻🙏🏻🙏🏻
hey prabhu, agar aapko lagta hai ki maein,ahankaari hogaya hoon, aur mere is ahankaar se kisi ko dukh pahunchayahai toh.aeinsabse aur mere parampita aapse tahe dil se kshamapraarthihoon, kripya mujhe kshama karein, dhanyawad.praarthanahai ki aapko agar lagta hai ki mujhe isabhimaan se ubaaarne mein meri madad karein aur sadaiv apna ashirwad mujhpar saparivaar sada banaaye rakhhein, kshama Hey Mere parampita Mahadevji aur pujya mata parvati maa, mujhe kisi bhi galti yaa ashishtaataa keliye kshama karte huye upkrit karein.dhanyawaad🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Hey mahadevji aap par wishvaas hai tabhi toh aap se madad ki guhaar lagata rehta hoon, par yakeen kijiye main Abhi bhi thakaa nahin hoon aur prayas,tathaa, mehnat aur laganse kaarya karte huye, aapke aashirwad se awashyasa safalta, praapt karunga, mujhe hai poora vishvas, har har Mahadev1111 aumnamah shivaya 108
Kaarya Karna shuru kiya tha par woh Delhi wala lootera, mujhse vasooli gayi saari rakam , binakaarya kiyelootkar bhaag gaya,abaurkucchh,nayakaarya, karne ke liye aarthik sansaadhan uplabdh nahi hain isliye, cchhahte huye bhi kucch nahi kar paa raha hoon, aurkahi n se madad ki har guhaar bhi unsuni kar di jaati hai, isliye shaantbaithha hoon,
meri prabhu bhakti, shraddha aur wishvaas sada ki tarah kisi bhi haal mein kamjor nahin padegi, kyunki,bacchhe ka wishvaas aur pyaar apne pita aur mata, par kabhi kamjor nahin pad sakta,kyunki woh jaanta hai ki har mushkil mein uske mata pita hiuska,aasra aur sahaara hain,
har har Mahadev aap hi ka toh aasra, aur sambal hai Jo sadaiv hamara manobal aur prerna hai josadaiv hamein, manzil ki taraf badhte rahne ka hounsla deta rehta hai, dhanyawad Mahadevji hamara koti koti aabhaar aur Shat Shat naman, karein sweekaar aur hamein dhanya, aumnamah shivaya Jai maa kaali jai maa Durga Jai Mata Parvati jai maa vaishno devi jai Mata Saraswati Jai Mata maha laxmiji. aapsabko hamarapariwar, karta hai pranaam 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏😭 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Har har Mahadev Shambhu Om namah Shivay Om namah Shivay Om namah Shivay Om namah Shivay Om namah Shivay Parvati Maiya Jay kela khappar wali Maiya kuldevi Maiya Jay Ganpati Maharaj yah Kartik Maharaj ki Jay Ho
Om namah shivay Om namah shivay Om namah shivay har har mahadev ji Jai maa Kali Jai shiv Shakti he parampita parmeshwar aapke charanon me koti koti pranam baba ❤❤❤❤❤❤❤