Mera naam Shikha Dubey hai apka mere channel Kahani Shikha Voice me swagat hai Mai ek lekhika hu meri kahani Puri tarah se kalpanik aur swarachit hoti hai ham jis samaj me rehte hai us samaj mein aneko prakar ki ghatnayen hoti rehti hai meri kahani agar kisi ghatna ya vyakti vishesh ke jivan se milti juti ho to yah matra ek sanyog hi hoga meri kahaniya Puri tarah se kalpanik aur swarachit hai es samaj me ham Jo bhi dekhate sunte hai vhi sab kahi na kahi hmare dimag me kahani ka rup le leti hai ummid hai kahani aapko pasand aaye pls video ko like,share aur channel ko subscribe karen 🙏
समझा बुझा कर ही तो भेजा था कितना तो समझाया था राकेश जी ने लेकिन वह कहते हैं ना कि कुत्ते की दुम कभी सीधी नहीं होती कुछ लोग प्यार से समझते नहीं है उनके लिए कुछ अलग ही करना पड़ता है जैसा कि मधु की सास ने किया मधु के लिए, और राकेश जी ने किया अपनी पत्नी के लिए,😊🙏🙏
Kaisi ghatiya auraten hoti hai..jab apne bachhe ka khud khyal nhi rakh sakti toh paida kyu krti hai..aur isme galti mayke walo ki bhi hai..chalo saas toh suru se hi badmas hai lekin mayke ke baki logo ko v suru me hi nanad ke bachhe ko rakhne se mana kar dena chahiye tha qki ye toh koi mtlab nhi hua ki khud apne bachhe ka kaam nhi krna hai toh mayke bhej diya taki koi aur kaam krke de..unhone nanad ko iski permission dekar hi uski galtiyo ko badhawa diya hai..
Mai hoti to ekdam se bardasht nahi karti kisi ke baare me na soch ke aisi badboli nanad ko chaar jhapad lagati or ghar me ghusne nahi deti, ye maa or beta ko bhi dekh leti jo sir pe Chadha kar beti ko rakha tha do din me sab utar jaati Maine apni nanad ko aise he thik kiya to line pe aa he gayi😂
Better late than never. Shalini aur uski Maa ne swarthi aur alasi beti ke pyar mein apne bahu ke upar julm karne wali Nirmala ji ko bahut acche se sabak sikhaya.
हर माता पिता को अपने बच्चों को यही आशीर्वाद देना चाहिए कि तुम्हे तुम्हारी जैसी औलादें मिलें, अब अच्छी हो या बुरी, ये उनके खुद के ऊपर निर्भर करेगा। परंतु ये आशीर्वाद उनको उनका भविष्य जरूर याद दिलाता रहेगा। जिस दिन माता पिता औलाद के अंधे मोह से छूट कर प्रेम तक रह गए उस दिन से उनके दुख समापत हो जाएंगे और औलादें बेहद संस्कारी और सेवार्थी