Assalamualaikum Mufti sahab aapne وما خلق الذكر والانثىٰ Ka jo tarzuma kiya h m usme thoda confuse ho gya hu kyuki aapne kha qasam h uski jo Allah ne paida kiya yani nar aur mada m se Aur mariful quraaan jo k mufti shafi usmani ki tafseer h usme likha h k yha Allah ki qasam murad h yani paida krne wale ki aur ise trah Aasan tarjuma Quraan m bhi jo k mufti taqi usmani ki h Aur ise trah byanul quraan jo Maulana ahraf ali thanwi ki h usme bhi yhi likha h Lekin ha dr israr ki jo tafseer h byanul Quran usme whi h jo aapne byana ki Ab samjh nhi aarha k kiski manu . Aapse request h ki thodi rehnumayi farma dijiye ❤
Asaalamualaikum V V. JAZAKALLAH. Allah Hame Aamal ki taofik ata farmaye. Aamin.Allah Muftisahab ki kawisho ko qubul farmaye. Aur Ikhlas Istekamat ke sath Kubul farmaye. Ilm me khub barkat aur Tarraki ata farmaye Aamin
Salam ho hazrat ummer raze allah anha par humara khuda kitna rehmaan o raheem hay k apne pyare nabi k sahabion ko maaf kardeta hay bahle galti karden ramzaan ki raat ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Yeh naam sahih nahin. Is ka matlab hay " kya nahin khola" . Yeh aik na mukammal baat hay. Lehaza is naam say guraiz karain. Bohat say log aqeedat main baghair matlab samjhay rakh laitay hain