Тёмный
Akbar J
Akbar J
Akbar J
Подписаться
I have been posting nauhakhwani, sozkhwani, and other miscellaneous recordings from various sources since 2006. As of late 2023, I am digitizing and uploading recordings prepared and preserved by my uncle, Ali Ghazanfar Jaffery (Badshah Ali), as well as records in my own collection. My uncle extensively recorded majalis, sozkhwani, nauhakhwani, and television recitations etc. from the 1970s until his death in 2021. His collection provides an insight into the azadari of Karachi 25 years after Partition, preserving gems of poetry, composition, and recitation for posterity.
Sozkhwani (II) - Akhtar Wasi Ali (1974)
20:17
14 дней назад
Комментарии
@mazahirhusain1264
@mazahirhusain1264 День назад
May i know the name of this nohakhwan or can i get more nohas from him
@Thesomething12
@Thesomething12 21 час назад
@@mazahirhusain1264 The anjuman is Muhammadi Qadeem of Karachi, the reciter’s name is Wasim Rizvi. His uncle Afaaq Hussain was the founder and sahib e bayaz of the anjuman. The poet is Sultan Suroor Lakhnavi
@AtifAli-os3dc
@AtifAli-os3dc 2 дня назад
Soaz 0:39 / 20:16 Kehti this Bano Asghar jani kab tum ghar mein aao ge Darya par se pee kar paani kab tum ghar mein aao ge Aye meray jani Yousuf e saani kab tum ghar mein aao ge Apni dikhanay shakl numaani kab tum ghar mein aao ge Sog mein teray beta main ne pehni kafni kaali hai Bhooray baaloa’n waalay aa ja jhoola tera khaali hai Salaam: 4:10 / 20:16 Jo maratib hain Muhammad ke khuda ke samne Sab wo rutbe hain Ali ke Mustafa ke samne Kaisi izza naza ki hum marte marte khush rahe Apna dum nikla kya mushkil kusha ke samne Zulfiqaar e Haideri ka bhaagaya kya baandhpan Jaan dete hain adoo iskag adaa ke samne Aate hi Haider key un chup hogaye kyun e Mallak Ab nahi kuch bolte Sher e Khuda ke samne Apna banda dekh hum dono main kehta hai kese Ay Nusairi aa chalen tere khuda ke samne Bhejde doozakh main ya Jannat main jo kuch hash rho Banda e Haider hun kehdunga Khuda ke samne Hashr main rehmat se uski pardapooshi hogai Kya mere isyaan the zehra ke rida ke samne Malke chehre par lahoo Asghar ka kehte the Hussain Main issi soorat se jaunga khuda ke samne Sard aahen khenchta hun Matam e Shabbir main Gul ho shamme umro “jaudat” is hawa ke samne
@AtifAli-os3dc
@AtifAli-os3dc 2 дня назад
Qataa : 0:53 / 22:51 Saree Naiza wo Farq e Shah e Huda Balagal Ulaa Bekamalehi Gaya Shaam hum Rahe Ashkiyaan Kashadduja be Jamalehi Kabhi kisi ko na ki Baad-Duaa Hasunat Jamiyo Khesaalehi To ye Ahle Nifaaq ne kaha Sallualaihe Wa Aalehi Soaz: 5:06 / 22:51 Shor hai Shaam ke Lashkar main ke Abbas aye Aur tabatur khabar ayi ke boht paas ayee Purgam e Shah e Shaheedan basadyaas aye Boli taqdeer ke ye Jung inhe raas aye Badh ke ghode ka shujaat ne kadam choom liya Fath ne goosh e damaan e Alam choom liya Salaam : By Allama Seemab Akbarabadi 9:03 / 22:51 Ek Daur Salami duniya ka Sadiyoon main asa ata hai Jab koi Payambar uthta hai ya Koi Shahdat paata hai Aye Nahr e Furaat , afsos kar apni kismat par Kausar ka Saaqi aj tere Sahil se pyasa jaata hai Aye Kehre Khuda is dunya pe girti nahi kyun teri bijli Ghar se door ek poora qunba lutaa jaata hai Sajjad Aseer e Jaur hoye , afsos kisine ye na kaha Ye paun Sutoon e Kaaba hai, Zanjeer kese pehnata hai Seemab Nazar aati hai mjhe, har cheez udaas aur aazurdaar Fitrat ghum ki hojati hai, jab Maahe Muharram aata hai
@AtifAli-os3dc
@AtifAli-os3dc 2 дня назад
Qataa: 0:04 / 17:56 Kya pyaas thi jis se sara lashkar tarpa Kya zamkh e sitam tha jisse Akbar tadpa Machli bhi na tadpe un kushki main Jis tarha se teer khake Asghar tadpa Soaz: 1:54 / 17:56 Mustafa ne jabke is duniya se rehlat ki Rasoollah ki beti ne apni gair haalat ki Jo din aya to gaari ki jo shab ayi to rikkat ki Ali ke paas jaa humsaion ne ye shikayat ki Both aajiz hai hum is Fatima ki aahoo gaari se Inhe samjhao mat roye kare is bekarari se Salam: 4:27 / 17:56 Madhkhawan hun aaj Shaah e Lafatah ke samne Past hain gardoon mere Bakhte rawa ke samne Jaam e sehat ki tammanna lai hai mujhe rind ko Dast e basta saaqi e mushkil kusha ke samne Abre ghum chahya hai dil par kyun na saaki se kahun Yadd badh jaati hai saagar ki ghataa ke samne Jee laga kar umr bhar ki hai maine hubbe ali Hashr main banda ye kehdega khuda ke samne Shimr se kehti thi Fizza, chahdare Zainb na le Behaya kis mu se jayega khuda ke samne Jaan meri pyaas par dedi sakina kehti thi (Are haye) main kyun mashq layi thi chacha ke samne
@rizvi1972
@rizvi1972 3 дня назад
Es nohay k poet ka nam kia hay
@Thesomething12
@Thesomething12 3 дня назад
Sahir Faizabadi
@kashifzaidiofficial
@kashifzaidiofficial 3 дня назад
سلام علیک اس کام اجر یقیناً آپ کو معصومین علیھم السلام کی بارگاہ سے ملے گا مگر ہم آپ کے احسان مند ہیں کہ آپ نے یہ ایک ایسا خزانہ محفوظ کیا ہے کہ اس خزانے سے آگے آنے والی نسلیں مستفید ہوتی رہیں گی اور نئے سوزخوانوں کے لیے یہ خزانہ مشعل راہ رہے گا اس کے لیے میں آپ کا احسان مند رہوں گا ۔ والسلام احقر سید کاشف زیدی
@amaruqlonewolf3350
@amaruqlonewolf3350 7 дней назад
I do believe that Nadeem Sarwar restructured this for his 2005 noha, Musafiran-e-Musibaat too.
@Thesomething12
@Thesomething12 7 дней назад
@@amaruqlonewolf3350 Yes, he recited a truncated version of the marsiya to better suit the nauha format
@shahzadhussain6713
@shahzadhussain6713 8 дней назад
Hamary Har dil Aziz Marhoom Anjum Bhai Pawardigar j.s ba tasaduk Masoomeen a.s Darjat buld farmaay Ameen❤🤲
@jaffsx
@jaffsx 8 дней назад
One of my favorite. I was there when Bhai recorded this one. We used to play this one all the time in Martin Road.
@manzarkazmi2595
@manzarkazmi2595 8 дней назад
JazakAllah ❤
@SardarBhaiForever
@SardarBhaiForever 9 дней назад
A historic rendition of their signature noha. This was Sardar Bhai at the height of his performance years. Thank you for preserving and sharing these recordings with everyone.
@SyedZamirHaiderNaqvi
@SyedZamirHaiderNaqvi 9 дней назад
جزاک اللّہ ، بہت مشہور نوحہ آپ نے سنوایا
@Ya_Saarallah
@Ya_Saarallah 9 дней назад
This is a blast from the past. I remember listening to this when I was in High School.
@zulfiqarhusainsayed2869
@zulfiqarhusainsayed2869 10 дней назад
Allah Talah panjatan-e-Pak ke sadqe mein gharike rehmat kare
@zuhairahsan6283
@zuhairahsan6283 10 дней назад
Mashallah ❤
@tabassumrizvi9191
@tabassumrizvi9191 11 дней назад
Allah Janet m ala mokam ata farm ay ameen.
@aalemuzaffarmeergharjaunpu6077
@aalemuzaffarmeergharjaunpu6077 11 дней назад
MashaAllah
@mirzajamal5999
@mirzajamal5999 11 дней назад
سبحان اللہ، جزاک اللہ۔
@SyedZamirHaiderNaqvi
@SyedZamirHaiderNaqvi 11 дней назад
جزاک اللّہ
@SyedZamirHaiderNaqvi
@SyedZamirHaiderNaqvi 13 дней назад
یادگار مجلس ، لافانی سلام آواز وکلام
@SyedZamirHaiderNaqvi
@SyedZamirHaiderNaqvi 13 дней назад
یادگار مجلس / لافانی سلام اور آورز جزاک اللّہ
@zehrazain1086
@zehrazain1086 13 дней назад
Jazakallah in puranay nohon ko share kernay ka so many memories. Kalaam main soz or wohi khuloos aik asr rakhta hay
@mirzajamal5999
@mirzajamal5999 14 дней назад
Jazakallah. Eik mashwara hai agar munasib samjhein to Soz, Salam ki videos alag uploaded karein aur Marasi ki videos alag. Jab Marsiya, Soz o Salam ki video mein hoga to talash karne mein dushwari hogi. Aapne playlists alag banai hui hain to koi bhi shakhs playlist mein hi talash karega. Aapka editing ka kaam zaroor bardh jaaeiga magar momeneen ko talash karne mein aasaani ho jaaeigi. Shukriya.
@Thesomething12
@Thesomething12 14 дней назад
@@mirzajamal5999 Adaab Mirza sahib! Bohot bohot shukriya. Mere nazdeek sozkhwani ka lutf hi yehi hai ke puri sozkhwani aik hi jagah maujood ho. Alag alag karoon to woh unity nahin rahe gi. Jitni ehm ye sozkhwani hai utna hi ehm us ka mahaul hai. Kar main ye sakta hoon ke har sozkhwani ki video main time stamp lagaana shuru karoon. Phir video khud ba khud alag alag hisson main taqseem ho jaaye gi jo aasaani se samaeen navigate kar sakein ge. Aaj is par kaam karta hoon 🙏🏽🙏🏽 Shukriya, Akbar Hassan
@mirzajamal5999
@mirzajamal5999 12 дней назад
Ji munasib hai. Shukriya.
@hassannaqvi819
@hassannaqvi819 14 дней назад
Mashallh
@haiderlaeeq
@haiderlaeeq 14 дней назад
Bohat shukrya mazeed aisi videos sozkhwani ki sunwayein JazakAllah
@SyedZamirHaiderNaqvi
@SyedZamirHaiderNaqvi 15 дней назад
جزاک اللّہ۔ بہت خوب
@MuhammadAbbas-f9n
@MuhammadAbbas-f9n 15 дней назад
کیا کہنے۔ ککیا کہنے کیا کہنے۔ کاش میں اس دور میں ہوتا تو دیکھتا ایسی نوحہ خوانی اب ییہ سب کہاں گئے ہائے ہائے۔ ہائے
@MuhammadAbbas-f9n
@MuhammadAbbas-f9n 15 дней назад
کیا کہنے ہیں۔ سلامت رہیں بھای۔ آپ ایسی آوازیں سنا کر ہم پر احسان کر رہے ہیں۔ سلامت رہیں خوش رہیں۔ جس قدر شکر گزار ہوں اہلیان ذوق وہ کم ہے۔ آپ مزید ایسی ویڈیوز ڈالتے رہیں۔ ماشاءاللہ اب اس طرز کی سوز خوانی جناب راحت علی اور ان کے پسران کر رہے ہیں۔ جن کا تعلق بھی اسی گھراننے سے رہا ہے۔
@MuhammadAbbas-f9n
@MuhammadAbbas-f9n 15 дней назад
کیا کہنے ہیں بھائ آپ کے۔ سلامت رہیں۔ کیا ممکن ہے کہ استاد معشوق علی صاحب کے بارے میں کچھ معلومات بھی آپپ اپلوڈ کریں۔ میں خود انچولی کا رہائشی ہوں۔ یہ کن کے مکان پر سوز خوانی ہوئ تھی۔ میں بیحد خوش ہوں یہ سوز خوانی سن کر۔ آپ نے مرحوم کا بڑا نایاب کلام ڈالا ہے خوش رہیں
@Thesomething12
@Thesomething12 15 дней назад
@@MuhammadAbbas-f9n بہت بہت شکریہ برادر 🙏🏽یہ در اصل امام باڑے کی ریکارڈنگ ہے۔ اُن دنوں شاید صرف شہدائے کربلا ہی تھا تو وہیں کی ریکارڈنگ ہوگی۔ افسوس استاد کے بارے میں میرے پاس بھی اتنی معلومات نہیں ہیں۔ بس اتنا معلوم ہے کہ کلاسیکی موسیقی میں الور گھرانے کے تھے۔ تقسیمِ ہند سے پہلے آل انڈیا ریڈیو سے وابستہ ہوئے تھے اور اگر آپ انگریزی میں ان کا نام search کریں تو پروگرامز کی تفصیلات بھی مل جاتی ہیں۔ تقسیمِ ہند کے بعد بھی ریڈیو پر گاتے رہے اور سوز خوانی کرتے رہے پاکستان میں۔ دلچسپ بات یہ ہے کہ مشہور نوحہ خواں ناظم بھائی استاد کے بھانجے تھے۔ ان کا انتقال غالباً 1970s میں ہی ہو گیا تھا مگر مجھے سال معلوم نہیں ہے۔
@KamranRizvi
@KamranRizvi 15 дней назад
سبحان اللہ تاریخی سوز خوانی
@talashtv2155
@talashtv2155 15 дней назад
😭😭😭😭😭
@zafarahmed3519
@zafarahmed3519 16 дней назад
Subhan ALLAH
@AtifAli-os3dc
@AtifAli-os3dc 17 дней назад
Thank you!
@zulfiqarhusainsayed2869
@zulfiqarhusainsayed2869 17 дней назад
Mashaallah Allah Talah panjatan-e-Pak ke sadqe mein aap ki kawishon ko qubool karen Zulfiqar Husain Rizvi. Mumbai. Indian ❤❤❤❤ 20:16 20:16
@AbrarHussain-ns6rj
@AbrarHussain-ns6rj 17 дней назад
جناب سید اختر وصی علی مرحوم سوزخوانی کی دنیا کا ایک بڑا نام مولا کریم مرحوم کے درجات بلند کرے اور جوار آآئمہ طاہرین میں جگہ عنایت فرمائے ،
@rizwanali-ok3nb
@rizwanali-ok3nb 17 дней назад
Allah Ta'ala Marhoomeen Ki Maghfirat Farmaye Panjetan Paak a.s K Sadqe Aameen Ya Rabbulaalemeen 🤲🤲❤️🤲🤲
@rizwanali-ok3nb
@rizwanali-ok3nb 17 дней назад
Bahut Hi Acchi Aawaze'n Thi
@rizwanali-ok3nb
@rizwanali-ok3nb 17 дней назад
Jazakallah
@mirzajamal5999
@mirzajamal5999 17 дней назад
ماشاءاللہ ، سبحان اللہ۔ اللہ آپکو اسکا اجر عطا فرمائے۔
@Thesomething12
@Thesomething12 17 дней назад
@@mirzajamal5999 بہت بہت شکریہ مرزا صاحب۔ میرے مرحوم تایا علی غضنفر جعفری کو ضرور دعاؤں میں یاد رکھیے گا جنہوں نے اس پورے ذخیرے کو ریکارڈ کیا اور پچاس سال تک محفوظ رکھا۔
@zafarkamran8284
@zafarkamran8284 17 дней назад
آہ۔۔چھجن صاحب اور ہادی صاحب۔۔مولہ درجات بلند کرے
@SardarBhaiForever
@SardarBhaiForever 17 дней назад
kya baat hai. This collection of recordings is a treasury of the old azadari of Karachi, a gift for generations to come.
@Thesomething12
@Thesomething12 17 дней назад
Thank you so much for your comment! There's so much more to come too.
@abidullahmohmand4461
@abidullahmohmand4461 17 дней назад
Wah wah wah..........❤❤❤❤❤
@gulzarghulamanepadchukiabb5411
@gulzarghulamanepadchukiabb5411 17 дней назад
Wahhh
@gulzarghulamanepadchukiabb5411
@gulzarghulamanepadchukiabb5411 17 дней назад
Wahhh
@alizaidi587
@alizaidi587 17 дней назад
Masha Allah kiya sozkhwani ki hai Allah jannat Mai aala maqam ata kre
@Thesomething12
@Thesomething12 17 дней назад
الہی آمین!
@safderabbas92
@safderabbas92 17 дней назад
Subhan Allaha
@mehdihaider5371
@mehdihaider5371 17 дней назад
جزاک ﷲ
@Ya_Saarallah
@Ya_Saarallah 17 дней назад
Mashallah👍!
@hassannaqvi819
@hassannaqvi819 17 дней назад
Mashallah
@SyedZamirHaiderNaqvi
@SyedZamirHaiderNaqvi 17 дней назад
سبحان اللّہ۔ کیا کیا آوازیں آپ ہم لوگوں تک پہنچاتے ہیں / کجن بیگم کے شوہر ، مہ ناز کے والد اور انجن عابدیہ کاظمیہ کے طرز بنانے والے اور نامور سوز خواں جن کی آواز ہم 50 سال بعد سن رہے ہیں
@irtazaimam1519
@irtazaimam1519 17 дней назад
Naheed akhter k nai mehnaz k walid
@ShabbarRizvi
@ShabbarRizvi 17 дней назад
Mehnaz ke walid
@saghirabid1102
@saghirabid1102 17 дней назад
Naheed Akhtar ke nhi mehnaz ke Walid hen .
@AhmedAli-jb7we
@AhmedAli-jb7we 14 дней назад
بھائی جان یہ ناہید اختر کے نہیں بلکہ مہناز کے والد ہیں۔
@SyedZamirHaiderNaqvi
@SyedZamirHaiderNaqvi 14 дней назад
@@AhmedAli-jb7we بالکل درست غلطی پر معذدت قبول فرمائیں