Good rehman bhai par shikari jo bhe ho group ka ho ya lahor ka sab aysy he karty ha par jo shoq k liya ata ha wo estarha ke harkat nahi karta hum parmeshan karwa kar aty ha or waha bas ham he hoty ha ak do or partiya hote ha kabhi ya so socha he nahi k in ko shikar naho hamare duwa sab k liya hote ha har kese ko shikar ho ya to naseb ke bat hote ha Allah jisy dy soch bare rakhne cahiya