Bhai main 12 th class main huun muje tho boards aur JEE classes ko manage karne mai bhohoth dikkhat ho raha hain... Kya me boards clg jane chod dhu kya .. Self study karuun..? Muje reply dijiye.. Bohoth hi frustrated huwa huun...! 😕
Bro mene coaching thoda late join kiya hai... Ab 2 -3 chapter starting ke ... Backlog bann chuka hai.. Ab meh starting se padhu ya jo ab padharahe hai wo padhu? Im a dropper ....