وعلیکم سلام لالہ جی لالہ جی میں آپ کو بہت پیار کرتا ہوں اللہ پاک آپ کی عمر لمبی کرے آمین آپ بہت اچھے مزاج کے انسان ہیں بہت اچھی ویڈیو بنائی ہے آئی لو یو
Same aisa ik patha 2 kali ka 2016 mein 1000 ka khareed k laya tha. Ab mashalah achi parwaz deta hai. Ab breeding mein aker same yehi shakal bana hoa hai.poochna yeh tha k mein usay b core commander kah sakta hon ya nahi????ustaad bhai rahnumai farmaayen
Assalamualaikum Lala ji kya haal hai thik hai Amit karta hoon Ke Lala ji aap theek Honge Aur hirabhai bhi theek Honge Yeh Jo Apne Lala Ji ko dikhaya Hai Star 10 Hussain Sialkot core commander ke Bachche Jo Rasta jis mein Hundred Percent Mohammad Kashif Ashraf from Saudia Arab mein rehta hoon kaam driveri hai Korba Basta Pakistan Zila Punjab Tehsil Faisalabad Si Faisalabad mein rehta hoon Shukriya shukriya Shukriya
Lakin is coar comander ki nasal ka main nay suna hai k jaith itna acha record nain hai agar in ka record acha hota to corcomander ka bap 50000 ka na baichtay.