Maam , main Thursday k fast lene ja rhi hu , agar Thursday wale din mujhe kahi bahar jana pade aur fast karna possible na ho toh main kya karu , jis se fast khandit na ho
Neelam ji, Vrat kisi bhi sthiti mei chhoda nahi jata hai. Agar aap bahar hai puja nahi kar sakti hain to kisi bhi vraksh ya Surya Devta ke samne aap bol lijiye ki aaj hamara vrat hai to aapka vrat purn mana jata hai. Bahut kathin paristhitiyon me vrat chhoda jata hai.