Mam aapse request hai apni TET TRB ke chakkar mein aap Bina dekhe Bina soche kisi bhi shop ka add na Den jis chij ke bare mein aapane aapko na pata Ho ek number ka froad aadami hai Sara saman iska kharab hai kyon aadmiyon ko bevkuf vah banaa kar unka nuksan kara rahe ho
Aapane Ashok ka add diya tha use Shop ke add Ko dekhkar humne ise saman liya abhi Mera 12000 ka nuksan Ho Gaya hai usmein Sara saman pura Ho Gaya Tut tut gaya hai pura saman 12000 ka nuksan hua hai uska kaun jimmedaar hai isliye to hamare ko bol diya mere paise to a Gaye mere ko tumhare saman se koi matlab nahin hai abhi yahan to shop wala jawab de
Yah iski Jo shop hai iski Shop se koi bhi online saman Na le online saman mein yah froad karta hai aur Sara saman nakali bhej deta hai Sara saman Tut jata hai uska koi claim nahin hota hai to Ashok se main aapse anurodh karta hun ki shop se kabhi bhi online saman Na le
Inki sari packing kharab thi Mera 1213000 ka nuksan kara diya jab Maine poochha ki bhai mere paise ka kya hoga abhi claim Kaun Karega to bola mere Ko nahin pata maine apne yahan se saman bhej diya aapke pass saman pahunche ya na pahunche inki packing ek number ki kharab thi Puri kharab thi aur aadhe se jyada saman Inka kharab hai inse koi bhi saman Na khariden Mera 12 13000 ka nuksan kiya hai inhone aap bhi inke chakkar mein Na pade isliye Kah Raha Hun mere pass inki live video aur sari inke sath Jo batchit Hui hai vah Sara kuchh Maine record Kiya hua hai main apne pass Sara kuchh usko abhi kuchh din ke bad mein dal Dunga aur aap usi ko aur aap usko dekhkar yakin karenge ki yah ek number ka froad aadami hai iska Sara saman kharab hai inki packing kharab hai FIR dobara se Kah Raha Hun inse koi bhi saman na khariden