Wah wah mza aagya itne sare adeniyam dekh kar or itne sare flowers ko dekh kar man khush ho gya ....bahut acchi jankari bhi mili adeniyam care ki .,thank u for lovely video ....kya aap online sell bhi karte h kya plants?
Aap ka yeh video mujhe bohut achha Laga..... Adenium ka bohut achha collection hai apke pass... Aap Jo pot use kye hai uske baare mein baataye.... Plastic or fiber? Yeh mitti se achha hai kya?
One advise please . For better growth of Mogra plant which Organic fertilizer and which Chemical Fertilizer is good and what are the quantity to given to one plant .
Mera adenium chota hai.5/6month ka hoga.Winter mai sate patte jhar gya the.But avi sabmai pattia a gai. Sabki kya avi pruning karna hai?Avi pruning karne se fir kya naye patte ayenge?pls help me
Hello sir Maine aapne jaise bataya waisa hi pruning kiya and fungicide daal diya Abhi almost 17 days ho gaya koi new growth nahi dikh raha he Aisa kya galti hua he mujhse Pls guide
Ap sirf ek bar hi fertilizer ni na denge....so i dont think i daily mix karna n apply karna se better hi ki ek bar 1-2 kg mixture bana liy jaye n throught season use kiy jaye
Mere adaniam me kuch bhi nhi ho rha h sirf uski roots growth ho rhi h usme koi patti nhi aa rhi h kya kru npk bhi dala h pothash bhi dala tha but wo badh nhi rha h abhi wo sirf 2 month ka h mai usko apni nand ke ghar se lekar ayi thi unke adaniam ke plant baby adaniam tha to usko mai apne yha lgai lekin usme kuch bhi nhi ho rha bhot preshan hu kya kru please help me
Sir usko pruning Kar do ...upar se kat do jaha se graft he .uske 2 inch upar se...phir usme thoda khad dedo...banana pil ka water use kariye...flower aayenge aur bas dhoop me hi rakhe is ko dhoop hi chahiye...pani 2 din ya 3 din me do...