Wah MAA aapka jawab nahi thank you itani swadisht sabji ke liye .mere ghar me sardiyo me sab bahut pasand karte h garama garam parathey ke sath...abhi tak maine aapki jitani recipes try ki sabhi bahut achhi bani h aapke ek ek tricks, tips ke hisab se..khane walo se khub tarife mili h bahut khusi hoti h .... Thank u MAA 🙏👍👍❤️😘
Mene Aaj aap ki recipe try ki bahot hi achhi bani thi same eshi hi dikh bhi Rahi thi jis din dekha us din comment nahi kiya aaj bannane ke baad comment kiya
Wow.amazing. sabji bani hai aunty.Yae sabji ,, 💯%sure huie ki sabhi koe pasand aayegi.Aapki bataie huie koie bhi recipe koe try kar kae banana meri hobby ban gayi hai. Mare saath sath mare husband aur beta donoe hi aapkae recipe ka fan hai
I love you 💖 auntyji...Maine ye muft me ayi hu Hari pyaj kaise use Karu karke I just surfed and found your recipe (that I am a subscriber of yours) and it turned out so beautiful...kisi ne khaya tak nahi hai abhi tak but I have deep respect for you and a feeling of accomplishment for myself😬 trust me I will now try to spread the good word for your channel...thanks a ton
Mam..ise Abhi turant banane k liye aapki recipe dekhi..kab se green spring wash kar k rakhe hain..mai hmesha boiled potato leti thi..par potato n masala separate banake fir mix karna...ye mujhe bahut achha laga..mai ek k baad ek ingredients dalti thi..toh potato n masala crisp nhi par geele ho jate the..thnx mam..👍❣️