Mam mai humesha aise hi krti hu haa mai phle pati pooja krti hu fir unke tilak kr mitha khilati hu fir wo mujh jaal pilate h ❤❤❤❤❤ Thanks for information Mam 🙏🙏❤️🙏🙏❤️🙏🙏
मैं उत्तराखंड से आती हूं हमारे यहां करवा चौथ का कोई चलन नहीं था पर कुछ सालों से लोग सोशल मीडिया से प्रभावित होकर ये व्रत करने लगे तो मुझे बताइए कि कहां तक ये सही है??? इस व्रत को कोई भी कर सकता है या जहां इसकी प्रथा है वो ही कर सकते हैं??? मुझे इस संदर्भ में जानकारी चाहिए।
Pranam mata ji light pink light hreen saree dono mix light colour h phn skte h kya or dusky dreen white jari ki bordar wali koun c phn skte h mam me bahar rahati hu isliye jo me chahti hu available nhi ho pa rha plz ans. Kr dijiye ❤
Aunty ji namaskar-- Mera question Hai pls answer kriyega .Kyada Saturday ko mehndi lgwa saktey Hai and dusra agr Pati Bahr ho Baat na ho paye to bhi chalni s Chandra ko argh Dena Hai?ya normal bhi de saktey Hai??
Aunty main pehle karwachauth krti thi but pichhle 2 sal se health problem ki wajah se ni kr payi thi isliye is sal mai fir se karwa chauth ka vrat start krne wali hu but 20 October ko mera period ka 5th day h to kya mai khud se pooja kr skti hu ??? Plz plz plz reply 🙏🙏
Aunty aapne poornima par jo pan ka upay bataya tha Baad me us paan ke patte ka kya kare............................................................................................
Mataji pranam Mere maike aur sasural me karwa chauth nae hota Mein apki video dekhi to bahut saman me puja me nae rakh pati. Palash ka pata milna mushkil h Kya hum paan pata par arag de sakte h chandra dev ko Aur kya sar ka baal nikal k pani pina jaruri h. Hum to noramal chandan se bhagwan ka puja kar k dip, metha, jal me safed ful dal k. Puja kar lete h chandra dev ka aur pati ka puja kar unke hath se pani pe lete h. Kripya batey kya galat hai
हां कर सकते हैं पहले के जमाने में चलनी चलना नहीं होता था तो क्या जो दूर दुराए नौकरी पेशा लोग रहते थे उनके घर भी करवा चौथ व्रत होता था इसलिए बेफिक्र होकर कीजिए ब्रत
Mere period chal rhe hain 2months ka chota baby h 1st baby k tym karwachauth pra 8din ka baby tha to maine skip kiya aur uss saal husband jyda bimar pd gye isliye skip nhi krna chahti hun kuch upay sujhaye..
Aap vrat kar sakte hai aur aap dudh chai ya falhar bhi kar sakte hai agli bar sambhav ho to nirjal reh lena bhgwan sabko apna mante h isliye unki wajah se kisi ko koi kasht nahi hoga radheradhe❤
Radhe Radhe ji bahut shandar video didi ham Rajasthan mein rahte hain hamare yahan chauth ka udyapan karte hain isliye humne kar diya kya uske bad vrat Rakha jata hai didi answer jarur de 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Aunty aapne kha tha ki govt.job k liye Sunday ka vrat kre kartik mahina me to kuch log bol rhe h ki 20oct ko bhdra h to Kya vrat rakhu ya nhi please btaye 🙏
Mata Ji aapne pichle saal 4 miti ka karwa pooja me rekhne ko bola tha use karwa me se ek karwa ke upar se thoda sa karke ho gaya hai isiliye aab is saal kya use kar sakte hai please reply dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏