🙏🙏 jai grudev grubhi aapka last option gru nam jap per atak jata h lagbhag sabhi apne apne gruo ki mala jap rahe h kitne logo ki aatma jagrati hui ager kisi ki hui to vh shestrar tak nahi paucha kya yh sub sanyasi tap or dhyan m badhai h sab pouchai hua hongai kya nitin maharaj ji purn gru h
Bilkul satya kaha apne.. hamare kuch guru Bhai hai unhe Kai baar dhyaan me bethe huye guru dev ji ki anubhuti hoti hai. Wo kissa sunate hai ki jab main dhyaan me betha to kuch pal paschaat guru dev ka sakshatkar hua or wo mujhe kahi or lekar chale gaye ya fir guru dev unhe kuch gyaan ki baat sikha rahe hai.. to kya is prakar ki anubhuti atmik hai ya mansik. Kyuki jab ham purn dhyaan me utar jayege to fir to kuch bacha hi nahi reh gaya sab sunya ho jayega to fir anubhuti bachi hi kaha.. to krapaya margdarshan kare
@@BahumulyaGyaan-xm6wi Gurudev ji ka sakshatkaar swapan mein hota hai. Lekin har swapan bhi Satya nahin hota. Jo sakshatkaar aapme parivartan kare sakaratmak wo hi Satya hai. Yaani agar aapka bhautik jeewan rupantran ho raha hai to Satya hai warna maaya hai.