Тёмный

कल पास हुई 0238 को टक्कर देने वाली 4 नई गन्ना किस्में । Co 1708, Colk 16470, Copb 99, और Colk 16202. 

Manoj Rajput
Подписаться 146 тыс.
Просмотров 28 тыс.
50% 1

कल पास हुई 0238 को टक्कर देने वाली 4 नई गन्ना किस्में । Co 1708, Colk 16470, Copb 99, और Colk 16202.
Co 17018:
ganna Sansthan dwara char nahin ganana kismen kisanon ko di gai hai jismein pahla naam hai 17018 jisko Karn 17 bhi kaha jata hai.
co 17018 Haryana Punjab Uttar Pradesh Uttrakhand aur paschim Uttar Pradesh ke sinchi Tak kshetron ke liye upyukt hai is kism ki paidavar prati hectare 91.48 tan Hai yah 330 se 360 din Mein pakkar taiyar Ho jaati Hai ismein chini ki matra 18.38% hai aur yah sabhi rogon ke prati pratirodhi hai
colk 16202: c o l k 16202 exam sashakt kism hai Bhartiya ganna anusandhan Sansthan Lucknow dwara si o l ke 16202 ganna prajati viksit Kari gai hai yah ageti ki Sam Hai lagbhag 10 mahine Mein pakad taiyar Hoti Hai iski prati hectare 93.5 tan Hai ismein chini ki recovery 17.74% Hai yah sukhe aur Lal Sadan Rog ke prati pratirodhi Hai ise Haryana Punjab Rajasthan Uttrakhand paschimi Uttar Pradesh ke sinchit Kshetra ke liye viksit kara gaya hai.
colk 16470: c o l ke 16470 Jo ki Uttar Pradesh Bihar Jharkhand paschimi Bangal aur asam ke liye ganna kism banai gai hai c o l ke 470 ki upar kshamta prati hectare 82.5 tan Hai si o l ke 470 Mein chini ki Matra 17.53 7% Hai yah prajati jal bharav wale kshetron ke liye behtar hai aur Lal Sadan Rog ke prati pratirodhi hai.
Copb 95: copv 95 ganna prajati ko Punjab agriculture University Ludhiana ke ganna shodh Kendra Kapurthala ke vaigyanikon dwara viksit Kiya Gaya Hai yah jaldi pakane wali aur adhik upaj Dene wali kism Hai jise Haryana Punjab Rajasthan Uttrakhand aur paschimi Uttar Pradesh ke sinchit kshetron ke liye taiyar Kiya Gaya Hai iske upar kshamta Bharti hectare 90% hai.

Опубликовано:

 

16 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 53   
Далее
Раскрыла секрет дочки!
00:37
Просмотров 468 тыс.
Добрая весть 😂
00:21
Просмотров 229 тыс.