Didi jis jis ne apke sath bura Kiya h ,unko kabi maf Mt krna muje bahut dukh hota h apke past ki bate sunke kitne nich log honge wo Jo itni achi di k sath badsaluki krte the ,Mt rishte bnana unse
Dii aaj main apne mayke aa gai hu...apne sasural walo se paresaan ho k...kya saas sasur ko v tayagna sahi h....meri saas mujhe badduwa deti h ki mera job kabhi nahi lagega....ye sun k mujhe bardaash nahi hota.....
Mam mere sath kuch aisa hua jiski mai kalpana bhi nahi kar sakti mere pass ek baby hai aur dusari pregnancy bhi hai roj torcher sahti hoo padhai bhi karti hoo
Please mam help me yaha tak ki mere maa aur bahan se bhi bat karane ke liye mana Kiya jata hai mai kya karu yaha tak ki mera apna hi aise kar raha hai jisko mai apna sab kuch samjhti thi mujhe ye tak kaha jata hai ki mujhe chod diya jayega do bachcho ke saath