Bhaija ap ne ye b batana th sath me ki konsi lining kis kapde me lagana chahiye..mujhe bataiye k shifgon or organza kapde k gown banana h to konsi lining use karu..plss bhai bata dijiye ..mai bahot confuse hu..meera shiffon or organza dono bahot soft h
Hello sir ji pure crepe mein,pure silk mein,pure natural crepe mein konsa aster laga sakte hai Jo ki feel bhi na ho ki koi aster laga hai konsa behter rahega please reply
Assalamu alaikum sir aapke samjhane ka Tarika bahut hi achcha hai maine aapke channel se bahut kuchh silai mein sikha hai sar front ke gale mein Bina Dori wali piping kaise lagate Hain kapde ki piping
Nice sir But Humare yaha 45 rs MTR Lining milti hai but agr wsh krte hai to kan ki wjha se sbse jada waste hoati hai or 1.5 MTR use k line 2 ya usse jada leti pdti hai
Sir ye b btaye Agr hmne customer ko ye bola k hamari koi Guarantee nhi h kpda Sukde..... Agr customer ldne lg jaye toh kya krna chahiye k kpda na Sukde aise toh customer ko garment tight aayega
Sir aap please mujhe koi acha lining ka wholesaler ya manufacturer bata do ya jisse aap lete ho mujhe apna matching centre ka kaam krna hai please address
Bhai hmare yaha sirf tafta use hoti hai.sayed jisse aap diyable santoon bol rae ho usi ko hmare yaha tafta kehte hai.joki 90rs meter hai. Aur agar kisi ne heavy lehenge ya embroidered suit bnane hai to wo tafta kaahi use kare.Aur kai baar hmare yaha local customer aate hai to wo cotton ki lining k liye bolte hai joki hm full veil lgate hai.sayed jo apne cotton dikhai hai wahi hoti hai.aur ye hmare yha 68rs meter hai.