Kahani behad sundar hai aur aapki madhur aawaz mein ye dil ko chu gyi per aisa laga jaise kahani adhuri h kaash iske aage bhi bhag likhti lekhika jii toh ye prashn mann mein nhi rehhta k akhir kha ho tum Seema??
Pyar jatha kar dhokha Dene valon ko sabak sikhana chahiye. Apni keemthi prano ko thyag na galth hi. Practical logon ke sath practical ban ke dhikhana chahiye. Swarthy logon ke liye apne maa baap ko saja dhiya. Naa.