Hello Sir.....apke video bahut kuch jankari dete h rabbits ke bare me ...apke videos hi dekh ke itna sab kuch malum chala rabbit ke bare me .......thanku so much sir 🙏🤩 Sir mere Rabbits 1700 weight ke h 6 months ke hi huye h unka weight kaise badega....mai pellets bhi deti hu or grass and hay bhi ....sir plz plz reply in sunday comment box🙏
Mere yaha hay ya grass available h hi nhi... Mujhe isliye dusri chize hi khilani padhti h..😥 apke batane k bad mene ghr per bhi wheat grass ugane ki koshish ki but nhi uag pai mujhse... Me bhi smell se pareshan hu bht ..... Bas safaiyaa hi krti rehti hu....
Sir , मेरा खरगोश 2 महीना का है । उसके मुंह से कुछ दिन से पानी गिर रहा है। खाना भी अच्छे से नही खा रहा। उन लोगो का घर भी साफ सुथरा रखते है। बताइए की मैं क्या करू ?? क्या इसका कोई घरेलू उपाय भी है तो कृपा करके बताए 😭😭🙏🏻🙏🏻
Hello Sir, 1. Female rabbit ne haal mehi babies Ko deliver kia hai to usko bohot km milk ban rha h kya khilane se female rabbit ko zada se zada dhudh banega? 2. Baby bunny bohot kamjor ho to uski kaise or kya kya dekhbhal me krna chahiye jisse wo baby bunny healthy Ho jaye ? Please Sunday comment Box Please request dear sir.... 😇 Reply ........😇
@Assam Krishi TV sir Mera bunny apna dant ek dusre ke upar ragdta tha Jaise chote bacche karte hai jb unka dant niklta h Mera bunny ese roj karta tha bhot din se aur aaj uska ek dant adha se jyada tut gya Mai bhot tension me hu vo kha v nhi rha thik se Kahi se use Kuch ho na please koi solution batayiye Mai kya karu ye tension ki baat hai kya mujhe dar hai ki Kahi vo apna dusra dant v upar Ka na Tod le
@@AssamKrishiTV sir Mera bunny apna dant ek dusre ke upar ragdta tha Jaise chote bacche karte hai jb unka dant niklta h Mera bunny ese roj karta tha bhot din se aur aaj uska ek dant adha se jyada tut gya Mai bhot tension me hu vo kha v nhi rha thik se Kahi se use Kuch ho na please koi solution batayiye Mai kya karu ye tension ki baat hai kya mujhe dar hai ki Kahi vo apna dusra dant v upar Ka na Tod le
Birds , Rabbits , Guenie pig , hamster ka business karne k liye License lena jaruri hai kya Kindly please reply me Aur licence lene k liye kya karna parega