Naheed assalaam alaykum. Aapko Ramzaan bohot mubarak ho...fantastic recipe, only thing I want to say is moong daal chilka is full of vitamins and should not be discarded. While grinding daal I think it may be may be used ...plz tell me kya koi difference padega texture me...?
very nice recipe 👌 dear sister 😃 fully watched 👀 your videos 📹 full support 👍 keep posting 📫 such amazing recipes 😀 i hope you will suceed one day ♥️❤️
Agar chilke na bji nikalain phir bhi ue bahit nice hote hain or faydemand bhi hai par jin logo ko gas ki shikayat ho wo chilke nikal dain to behtar hai.
Mam, me jab bhi samosa ki patti banati hu wo fath jati please,bataye me kese usko banao oor freeze kese store karna hai oor dobara use karte waqt kitne der k baad use karna hai.
छिलकों में पौष्टिक तत्व होते हैं, अब से मत निकालना‼️Chhilkon mae paushtik tatv hotey hain, ab se mat nikaalnaa👍‼️humaare poti potey saabut mung daal yaa chhilke vaali mung daal pakaudey badey swaad se khaatey hain‼️hum saabut mung ka hi istemaal karte hain‼️Dhooli mung istemaal nahi karte‼️God bless u🪷☀️