Тёмный

खीरा और ककड़ी के पौधे को गमले में बीज से उगाने का तरीका /Grow cucumber from seeds in pot/care 

Abhijeet Prajapati
Подписаться 117 тыс.
Просмотров 197 тыс.
50% 1

Cucumber yani khera aur kakdi ke plant ko seeds se grow asani se kiya ja skta h ise aap apne yha gmle me bhi asani se uga skte h cucumber ka plant grmi me february se may last tak uga skte h. खीरा और ककड़ी के पौधे bhut jldi grow krte h. Inke seeds bone ke baad direct sunlight me rkkhe
1. Pot me soil 70% aur Gober ki khad 30%
milakar usi me seeds grow kre
2. Pot me bottom me hole shi tareeke ka ho jisse
pani drainbho jaye
3. Pot me pani tbhi dale jb mitti dry dikhe
4. Plants ko direct sunlight wali jgh rkkhe.
_______________________________________________
Make Potting mix for plant link
• Prepare best pottimg m...
Music promoted by Audio Library
• Rain and Tears - Neutr...
#AbhijeetPrajapati

Опубликовано:

 

1 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 409   
@helloarora7477
@helloarora7477 4 года назад
भाई देख कर अच्छा लगा आप सब को जवाब देते है बनाते रहो वीडियो हरा भरा कर दो मेरा भारत
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Thanks sir
@deanjerome1981
@deanjerome1981 3 года назад
i know it's pretty randomly asking but do anyone know of a good site to stream new movies online ?
@carldamien1889
@carldamien1889 3 года назад
@Dean Jerome Lately I have been using FlixZone. Just search on google for it :)
@jonasgianni2218
@jonasgianni2218 3 года назад
@Carl Damien definitely, I have been watching on Flixzone for since april myself :)
@louieryder7106
@louieryder7106 3 года назад
@Carl Damien Thanks, signed up and it seems like a nice service :D I appreciate it!!
@AmitSharma-cu3jb
@AmitSharma-cu3jb 4 года назад
15 din mai itne big nhi hote jitne ap dikha rhi ho
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Sir ek bar kheera kakdi ke seeds grow krke dekhiye bhut tez grow hota mai day by day process dikhata hu
@AmitSharma-cu3jb
@AmitSharma-cu3jb 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati mene tamato Or bhinde lgai hai slow chal rha hai kuch उग gai hai aaj mene मीठी me खाद sab dala hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Amit ji gobar ko khad sbse best hoti h sbji wale plants ke liye uske use kriye lekin ye dhyan rhe khad bhut jyada na ho mai kitta btata hu utta hi apne dekha hi h mere plants kitte heathy rehte h
@Njnamita
@Njnamita 4 года назад
Sir humne, bhindi k beej kiyari mai, lagaye thy, 2months ho gye h, plant aaye 1.5 month ho giya h bt plants ki hight bahut hi km h 4-5 inches, or usmai bhindi aane lgi h, kiya y aage growth karega, ya chota hi rhega, iski bhindi khane layak hogi ya nhi, ya hume iski cuting krna chahiye
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Growth hogi ma'am bhindi ane le sath sath plant growth bhi krta rehta hai aur plant ki kyari me aap thoda gober ki khad daliye aur ager gober khad nhi hai toh gher me jo bhi fruit aur vegetables se chilke nikte hai use pani me dal kr rkhiye aur 2din bad us pani ko plant me dijiye accha result milega
@thebakersvillabyjot8366
@thebakersvillabyjot8366 3 года назад
Very gud.maine bhi grow kiye hai kajri and kheere.but red chiti bht aa gayi hai neem oil spray bhi kiya tha but kuch nhi ho raha plzz help
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Aap haldi powder ka chidkav kriye chinti ke liye
@MS-mi7qh
@MS-mi7qh 3 года назад
Bhai..kuchh log kahte h ki bel ke liye 20" ka pot hona chahiye verna fal chhote or km aayenge..12 " me laga le kya.. Hamare yanha local beez packing me milta h pr sab chor h na to expiry likha hota h nahi manufacturing date..or company ka ko to 60 rps se km h nahi..online bhi menhange h..online reliable and cheap seeds ka link bhejo..🙏
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Log shi kehte hai 20 inch pot accha hota hai per aap 12 se 15 inch me bhi grow kr skte hai aap proof dekh skte hai is video ko dekhiye👇 ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-3i4cEJPtKSM.html
@MS-mi7qh
@MS-mi7qh 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati vedio dekha u r right...online site ka link seeds ke liye 🙏
@meghakhunger6382
@meghakhunger6382 3 года назад
Agar hm gamle mein se podhe separate krke new pot mein na lagaya to Kya plant nh chalega?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
jrur chlega ager aap direct 1 ye 2 seed us pot me lgaye jisme ise bda hone dena hai transplant krne ka Maine is liye treeka btaya taki ek hi video me sb mil jaye
@ojasvihobbyslover3467
@ojasvihobbyslover3467 3 года назад
Or bhindi m ek baar m 2 kg tk harvesting k lia kitne plants lagaye bhindi k
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
6 se 8 plant lekin bde pot me 20 inch me 1 plant
@shivamnagar8317
@shivamnagar8317 4 года назад
क्या इनके से बीज नहीं आते जिसमें जल्दी फल लग जाए जिसे शायद हाइब्रिड बीज बोलते हैं
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Market me her trh ke plant ke seeds mil jate h aap hybreed aur desi koi bhi lgaiye ye plants flte jrur h
@monikamehta4781
@monikamehta4781 3 года назад
Sir October mei seedling kare tou
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Nhi february me
@ojasvihobbyslover3467
@ojasvihobbyslover3467 3 года назад
Kya isse abhi June m laga sakte h ya phir monsoon m
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Nhi aap ya toh baish ke eng me lgaiyega kyuki barish me fruit me keede pdne lgte hai
@manjeetkaur2647
@manjeetkaur2647 3 года назад
Bahi peyi bar beej lagaye h dekhti hu kitni din m nekal te h
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
6 se 15 din mostly growing time hai
@movewithinformation
@movewithinformation 4 года назад
Sir mane ye sabh plant like kaddu karela bhindi kakdi or cucumbers ko sabzi wali carates me laga rakha h kya vo usme apni jadd paid lenge or apna no. Bhi send kardo mere pass bhot questions h or mane ek podha ek karate me hi lagaya h plzzz sir answer me and send your no.
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Carates me bhi grow krega aap mere instagram per follow kr lo wha per aap msg kr skte hai abhijeet.prajapati.10
@neeruchetal7431
@neeruchetal7431 2 года назад
Is me Neem Khali calcium kuchh nahin dalna kya
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Nhi
@neelubhartijoshi8730
@neelubhartijoshi8730 4 года назад
Kya aap se personally contact kar sakte hein kya... Mera shimla mirch ke plant me fruit nahi ban rahe kya aap help kar sakte hein
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Aap mujhe instagram per msg kr skte hai Mera instagram id abhijeet.prajapati.10 hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Iski branch ki ktai kriye aur plant gobar ki khad dijiye
@seemasrivastava286
@seemasrivastava286 2 года назад
Nice..👌Plant ki bel ko kaise sahara de..pl guide
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Moti dori se
@seemasrivastava286
@seemasrivastava286 2 года назад
Ok
@Pappulal-is6be
@Pappulal-is6be Год назад
Pot me sed lagane ka bad kitna pani dena hai😊
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati Год назад
Hlki Nami bani rhe utna
@jaatnijaatki1997
@jaatnijaatki1997 3 года назад
Sir maine kheere ki bel lgyi thi, kheere to lge but bhot jyada कड़वे nikle...
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ma'am aisa is liye hota hai plant ko nami km mil rhi yani plant ko pani km diya jata hai tb hota hai
@jaatnijaatki1997
@jaatnijaatki1997 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati okk... Thanku so much sir😊
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
🙏
@एकभारतश्रेष्ठभारतजयहिंद
Hlo sir ,mere lgaye huye plants bd nhi rhhe ab 3 fit tk hi huye h bs or flower aa kr sukh rhe h kya kru k unki achi grow ho
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Aap ye video dekhiye ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-hIWsH6FgFFc.html ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-3i4cEJPtKSM.html
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Kakdi ke plant ke uper ke bhag ko kat dijiye jisse aur branches niklengi aur female flower bhi jldi ayega
@rinkugupta123
@rinkugupta123 3 года назад
Humne isme cocopit bhi mix kia tha
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Koi nhi grow ho jayega
@pratimasoni5581
@pratimasoni5581 2 года назад
Bhai 🙏 kya ab Aug me bhi isko laga sakte hai?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Nhi
@sonujagdishpur3072
@sonujagdishpur3072 3 года назад
क्या इस समय लगाया जा सकता हैं
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ha february march hi hota hai ise seed se grow krne ka shi time
@superdancer5380
@superdancer5380 4 года назад
धन्यवाद खीरे लगाने के असली तरीके बताने के लिए कि 5 से 10 इंच के गमले में वह लग जाएगा 8 से 10 इंच के गमले में लग जाएगा
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
5inch me bhi lg jayega per fruit km ayenge
@vineetasaxena3782
@vineetasaxena3782 2 месяца назад
Nice information...beej kha se lete ho aap
@suncitybajribirdsnfinchess4161
@suncitybajribirdsnfinchess4161 4 года назад
Kya seed alag pot me lagana jaruri hi phir trans plant karna chaia kya ?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Nhi aisa koi jruri nhi h aap dirrect pot me bhi lga skte h
@vinodyadav-cl3cy
@vinodyadav-cl3cy 3 года назад
बीज को भिगोना है ???
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Nhi bhigane ki jrurat nhi
@amitanand6580
@amitanand6580 3 года назад
Tamatar ka podha Sikh Raha hai kya kare
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Plant ki soil mix shi honi chahiye jisse waste water nikal ske paji rukne se tmatar sukhta hai aur ya bhut dry mitti se bhi
@amitluckyjain4706
@amitluckyjain4706 4 года назад
मैंने भी अपनी छत पर ग्रो बैग जो कि 9 इंच गहरा ओर 18 इंच चौड़ा है में खीरे के पौधे लगाए हैं जिसमे कोकोपीट गोबर खाद और किचन खाद डाली पौधे की ग्रोथ ठीक हुई लेकिन 70 दिन बाद भी फूल आते है फल नही आते छोटे छोटे 3 4 फल आये लेकिन कुछ दिनों में 2 इंच के होकर सूख गए। मैंने समय पर 3 डी कटाई भी की थी।पर रिजल्ट नही मिलने पर निराश हो गया हूँ
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Khere ke plant ko sbse jyada care chaiye hoti hai usme bhut sare infection aur plant per bhut sare fungal lgte hai iske liye aapko week me 2bar plant per pesticides aur fungicides ka spray krna pdta hai aur plant ko hulki sunlight wali jgh rakhiye aur yhi kakdi ke plant me care ki km jrurt hoti fruit bhi khoob ate hai
@gadzetwala
@gadzetwala 3 года назад
Pot ka size kitna lena hai bhai??
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
12 se 15 inches
@yogitajoshi955
@yogitajoshi955 2 года назад
🔱🇮🇳🌜🙌🌛
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
🙏
@sushilbhardwaj2400
@sushilbhardwaj2400 4 года назад
Sir ...Aaj 18 february ho gaye hai to hum seed laga sakte hai es time ... uttarakhand me
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ha bilkul lga skte h
@ghanshyam2070
@ghanshyam2070 2 года назад
Nice
@mukeshvattsal4687
@mukeshvattsal4687 2 года назад
Khet me kheere k ankuran sookh rahe hai ,kya karu? Pls reply
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Sir iske kai karan hai ya toh khet ki mitti bhut tight hai ya usme khad ki matra jyada hai ya nami bhut rehti hai, ya apke khet me sunlight proper nhi mil pati hai is karan aisa hota hai
@mukeshvattsal4687
@mukeshvattsal4687 2 года назад
@@AbhijeetPrajapati npk dala tha koi 5gram ek gaddhe(thamle) me,mitti tight nahi h,ankuran thode lambe ho gaye they.
@DikshaThakur-zy3xm
@DikshaThakur-zy3xm 3 года назад
Konse month mai lgaye
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
February ya barish me
@mdaltafgani2560
@mdaltafgani2560 3 года назад
Chat per hoga Ki nhi sir
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Chat per hi gmle me grow ho jayega aap videos section me dekhiye Maine fruits harvest bhi kiya hai
@LovepreetSingh-ho5xg
@LovepreetSingh-ho5xg 4 года назад
Panch din ho gye mere bij nhi hue kya kru btao please
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Is time temperature jyada hai is karan seeds ko grow hone me time lg rha aap kuch din aur wait kriye 6din aur ager fir bhi seeds na grow ho toh un seeds ko nikal kr dekhiye kyuki ho skta hai seeds ki quality acchi na ho kyuki mostly seeds se plant 6 se 7 din me niklna suru hi jatebhai
@LovepreetSingh-ho5xg
@LovepreetSingh-ho5xg 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati okkk manee wait kiya char panch din or mare seeds nikl gye thanks bhai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
🙂👍👌welcome
@neeruchetal7431
@neeruchetal7431 2 года назад
Direct big gamle mein seed lga sakte hai kya
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Yes direct lgaiye sbse accha
@neeruchetal7431
@neeruchetal7431 2 года назад
Thanks
@mdaltafgani2560
@mdaltafgani2560 3 года назад
Bhai mitti btao kon sa hea
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Garden soil with gober khad
@muslauddinahmed9251
@muslauddinahmed9251 3 года назад
Kokri ka seeds sahiye
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Aap seed store se khareed lijiye
@superdancer5380
@superdancer5380 4 года назад
खीरे को लगाने के लिए कितने इंच के गमले की जरूरत होती है हमें बताएं
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
8 se 10 inch me kheera fal jayega
@guddypal9084
@guddypal9084 4 года назад
Agar na hua to apna kay da ga
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Kya na hua fruit bhut hue the aap mere video section me ja kr dekhiye
@ayeshaibraheem6216
@ayeshaibraheem6216 5 лет назад
Keere ko english me kya kehte hai Thank you
@ayanayat254
@ayanayat254 4 года назад
Cucumber
@vidhishukla1075
@vidhishukla1075 5 лет назад
Wow sir khera kakdi kya niklge jati h gmle me
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 5 лет назад
Hmmm
@mdaltafgani2560
@mdaltafgani2560 3 года назад
Bhai gher key ander gamley mean ho jayengay
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ghr ke under jha sunlight ho wha hoga
@mdaltafgani2560
@mdaltafgani2560 3 года назад
Ok thanks
@neeruchetal7431
@neeruchetal7431 2 года назад
May me lga sakte h kya
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Yes
@manseralam85
@manseralam85 4 года назад
I am also farmar of son
@prathamjain7346
@prathamjain7346 3 года назад
खीरे की बेल को फैलाने के लिए किस चीज ka support de terrace पर
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Watch this video ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-3i4cEJPtKSM.html
@ucandoit6118
@ucandoit6118 2 года назад
Yaar 20 dino se peede grow hi nhi hor the 2 leaves hi h only
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Grow hoga bus watering ka dhyan rkhiye
@ucandoit6118
@ucandoit6118 2 года назад
@@AbhijeetPrajapati jyada panning dene se bhi Khrab hota h peeda
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Yes
@shivamnagar8317
@shivamnagar8317 4 года назад
क्या हम गोबर की खाद की जगह कंडे का यूज कर सकते हैं जिसे तोड़कर मिट्टी में मिला कर यूज़ करने के लिए
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Gober ki khad aur kande me difference hota h gober ki khad poori trh se gober sad ke taiyar hoti h jbki pnde gober ka sukha roop hota hai is liye aap kande ka use na kre plant per bad effects pdega
@shivamnagar8317
@shivamnagar8317 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati gobar ki khad kese teyar kre ghr pr plz btaye
@Divya-ib7kq
@Divya-ib7kq 3 года назад
Season
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
February march me seeds grow kiya jata hai ab season over ho gya kyuki barish me grow krne pe keede lgte hai
@preetdhanjal3486
@preetdhanjal3486 4 года назад
Sir mera kheere ka plant sookhne lgg gya kya kru
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Shade me rkhiye kyuki jyada grmi me khrab ho jata hai plant aur fungiside ka spray kriye
@preetdhanjal3486
@preetdhanjal3486 4 года назад
Abhijeet Prajapati ok sir 🙏🏻 thanku
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Welcome
@amanatbhiyt2335
@amanatbhiyt2335 2 года назад
Bhi swal kiya ha
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Kya swal hai sir poochiye?
@paramjeetkaur5254
@paramjeetkaur5254 3 года назад
Hello sir. Video bohtt achhi lgi. Sir mujhe aap ye btaye k khire ka bij jb hm lgate he to kya pani roj dalna chihiye. Kitni matra me dalna chahiye .
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ha roz daliye direct sunlight me rkhiye water intna dijiye ki pot ne hlki nmi rhe
@manku1995
@manku1995 2 года назад
How many cucumber plants can be grown in 10 inch pot
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Only one
@sandeepkumarjain4867
@sandeepkumarjain4867 4 года назад
मेरी सब्जियों के पेड़ की पत्तियों में सफेद लकीर वाले कीड़े बहुत ज्यादा लगते है क्या करूँ
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Aap neem ki patti ko ubal kr uske pani ko chan le use plant per her 3rd day spray kriye
@princyarora2891
@princyarora2891 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati sir Neem ka paani bna k kitne din rakh skte Hain ja hr baat nya hi bnaye??
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Sal bher use kr skte hai
@princyarora2891
@princyarora2891 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati Thank you so much sir
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Welcome
@VanitaPatoliya
@VanitaPatoliya 4 года назад
Sir ji Mera kakdi ke surf pan hi aye . Fal nahi aya
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Kitte din hue hai plant ko tell me?
@VanitaPatoliya
@VanitaPatoliya 4 года назад
10-15 din but vo jyada growth nahin ho
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ma'am km se km 40 din baad fruit lgte hai isko bhut jyada dhoop na dijiye morning ki dhoop dijiye 12 bje tk bus Aap ye dono video dekhna ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-hIWsH6FgFFc.html ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-3i4cEJPtKSM.html
@mohdshehzad4517
@mohdshehzad4517 3 года назад
Ser mujhe maloom karna tha gobar ki khad kha se milti h ya kese bnti h plzzzz reply me
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Gober ki khad aapko jha dary hota hai wha milega jo gober 10 se 12 mahine acche se sad jati hai unse smell nhi aati aur ek dum kali dikhne lgti hai whi gober khad acchi hoti hai
@aaveshsaifi9914
@aaveshsaifi9914 4 года назад
Bhai ye bij k pecket kaha milte h 🤔
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Maine seeds store ye khreeda tha
@aaveshsaifi9914
@aaveshsaifi9914 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati ok thnxx abhijeet 😊
@DHARMENDRAKUMAR-pi6cw
@DHARMENDRAKUMAR-pi6cw 5 месяцев назад
Sarkari mein kitne khad hone chahie
@meghakeshri6945
@meghakeshri6945 3 года назад
Bhai harvesting video kb dal re ho
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Watch this👇 ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-3i4cEJPtKSM.html
@meghakeshri6945
@meghakeshri6945 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati bhai kakdi ki harvesting dekh li .. kheere ki bhi chiye
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Khere ki harvesting video nhi hai
@Anam12344
@Anam12344 7 месяцев назад
Ik gamle me kitne plants lga sakte hen
@vanshkundu1681
@vanshkundu1681 4 года назад
Kay kahrea galta ha kay
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Means
@arsh5312
@arsh5312 5 лет назад
Pls bataein ki kitny inched ka pot rkhna hy kheera k liye.. pls bataein
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 5 лет назад
12 inch pot me grow ho jayega kheera aur kakdi
@nischaygarg9843
@nischaygarg9843 4 года назад
Kya ham bina khaad Vale per me laga skte h
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Lga skte h per khad wale pot me lagane se growth acchi hogi aur plant healthy hoga
@kulwindersahlan7916
@kulwindersahlan7916 4 года назад
Hamre jha sbjia gro nhi hoti koi upae btae
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Gober ki khad wali mitti me lgaiye grow hogi
@kulwindersahlan7916
@kulwindersahlan7916 4 года назад
Thanks italy me he ham. home made btao . gobr ki khad hamri side me nhi he
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Toh aap ghr me jitti bhi vegetables & fruit ke peels nikte hai unhe fekiye nhi unhe store krke rkhiye aur apne plant me usse bani khad ko use kriye apke plant growth acche krenge
@kulwindersahlan7916
@kulwindersahlan7916 4 года назад
Thanks again 🤗
@bilalbilal657
@bilalbilal657 4 года назад
Bhai gobr ki khad kasy bnani h
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ager apko gober mil jaye toh use la kr kuch din aisi jgh rkhiye jhan hldki chav hlki dhoop ho wo khud se dhere dhere sadegi aise Process me 2 se 3 month lgte h jb gober ki acchi khad taiyar hoti h wo poori trh se sd jati h
@jamilparacha979
@jamilparacha979 4 года назад
Janb khery pay sindori jala ah gaya hy or wo sukh raha hy
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Iske liye organic pestiside ka spary 2din per kriye
@amitsadaria4939
@amitsadaria4939 4 года назад
Ye plant me pani kitne din me dena hai or kitna dena hai ye bataye sir ji
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Regular dena hai pani bus dhyan rhe pot se faltu ka pani nikal jaye pot me neeche hole hona chahiye
@amitsadaria4939
@amitsadaria4939 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati thanks for reply
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Welcome
@rajnipateriya1767
@rajnipateriya1767 4 года назад
Kakdi chhoti or brown hokar gir rahi h,bilkum jarasa fal aata h or gir jata h,kya kare
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ap plant ko aisi jgh rkhiye jha hulki dhoop aati kyuki is time bhut jyada tez dhoop ho rhi aur ispe neem ki patti ubal kr uske pani ko chan kr pray kriye taki koi fungus nhi lgega
@gharelubagichamissiongreen8718
@gharelubagichamissiongreen8718 4 года назад
Mere to 15 din me bhi nhi uge yr abhi bhi aise hi h mitti me dabe hue bs thoda size bada ho gya h seed ka
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Seeds acche nhi honge
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Acche seeds 4 se 6din me start ho jate h
@ravinderrihal9409
@ravinderrihal9409 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati mere ko bhi 15 din ho gye abhi Tak nahi uge
@sadiaharoonharoon6502
@sadiaharoonharoon6502 4 года назад
Mery tou 3 weeks k bad plant nikal aye my city have cold weather still
@superdancer5380
@superdancer5380 4 года назад
Kay ham chakalat ka Dave me plant lagha sakate bataye
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Jiii
@ishanishan9812
@ishanishan9812 3 года назад
sir bel grow karne k baad ka process bataye bel ko kido or bel kharab hone se bache
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Watch this ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Bc4yWr55fmk.html
@fatimaimam9177
@fatimaimam9177 3 года назад
بھیا جی میرے خیال میں آپ سے کچھ مسٹریک ھو رہی ھے سیڈ کی نوک کو اوپر رکھنا ھے اور گول سایڈ کو مٹی میں دبانا ھے اور آپ اس کے محلیف بتا رہے ھیں 😳😳
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Means?
@rahulyadav99923
@rahulyadav99923 4 года назад
Khaara paani h vegetables kaise grow kru
@VikasKumar-xc3mc
@VikasKumar-xc3mc 4 года назад
Bhai jo phle 3 secs mai flower dikh rha hai uska naam kya hai or konse season mai flower khilta hai uska mere paas bhi but usme flower km khilta hau
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Jo intro me flower white color wala use plumeria flower hindi me champa bolte h
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Usper bhi video hai mere videos wale section me ja kr de skte h
@VikasKumar-xc3mc
@VikasKumar-xc3mc 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati thank u bhai
@bhawnaprakash3003
@bhawnaprakash3003 4 года назад
मैंने खीरा, ककड़ी लगाई है। जितनी बड़ी आपकी हुई है उतनी ही बड़ी बेलें हमारी भी हुई हैं। मैंने पहली बार लगाई है। कृपया अपडेट देते रहें
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-_0_gYFAO3Lw.html Ye update ka video hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Uy4iqHnPNsM.html Dusra update hai
@kiranvyas6657
@kiranvyas6657 5 лет назад
Gobar khad na ho to
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 5 лет назад
Toh ap ghr me chai ki patti jo banti h use collect krke dal skti h
@neeruchawla1193
@neeruchawla1193 4 года назад
aapka answer itni jaldi mil gaya.thanx.aise hi ans dete raheye nahi to kuch log ans dene mei itne din laga dete hai ya ans dete hi nahi to channel hi chut jata hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ji jrur
@poojaverma-vj2ee
@poojaverma-vj2ee 4 года назад
Ab in dino me laga sakte hai seeds kya??
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Nhi february last me ya march me seedling kriye
@lailasyed529
@lailasyed529 4 года назад
Ghar k cucumber k seeds ly skty hai ?? Ya bazar se lana zrore hai ?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ghr wala cucumber acche se pka hona chahiye tbhi seeds grow honge wrna market se le lijiye wo acche se grow honge
@fkminer967
@fkminer967 3 года назад
Apne seed kah se purchase kiye sir please bta dijiye muge bhi chaiye
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Maine apne pass ke seeds store se liya tha
@fkminer967
@fkminer967 3 года назад
I am waiting your reply
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Aap apne kisi pass ke seeds store se purchase kr lijiye
@fkminer967
@fkminer967 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati sir yah per nahi h shop app please apni tarf ka address bta dijiye na sir please
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Kya aap lucknow se ho? Ager lucknow se ho toh aap alambag chaurahe se talkatora road per kisi se poochna gupta seeds store wha se le lena
@extc_riddhisingh4527
@extc_riddhisingh4527 4 года назад
Pls tell us from where we can buy seeds and Pls give detail about Gobar ki khad
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Aap inke seeds seeds store ya nursary se buy kr skti hai aur gober ki kha wala potting mix aise taiyar kr skti hai aap ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-TFgm0DtZ6tk.html
@SapnaSingh-hj8zc
@SapnaSingh-hj8zc 2 месяца назад
Pot ka size kya h
@guddypal9084
@guddypal9084 4 года назад
Agar na hua to apna kay da ga
@_bhumijain_96
@_bhumijain_96 4 года назад
Apne seeds kha se kharide the
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Maine ye seeds apne pass ke area ki seeds store se khareeda tga
@_bhumijain_96
@_bhumijain_96 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati aapkha rhte ho
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Mai lucknow se hu
@fullmastibyanitacreativity3
@fullmastibyanitacreativity3 4 года назад
Nice video sir but kya dono kakdi ko ek hi season me grow kar sakte h
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Yes
@piyushingale6693
@piyushingale6693 4 года назад
Kakadi aur kheera kaha laga?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Uski video maine upload nhi ki wo late grow hue the
@AwadheshKumar-tb8yn
@AwadheshKumar-tb8yn 4 года назад
क्या जून महीने में खीरा बो सकते है।
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ha bo skte hai bus is time fruiting km hogi aur size bhi km hoga
@rakeshshah3041
@rakeshshah3041 4 года назад
Required process for tomato.
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ok mai tomato per jldi video bnaunga
@kingyadav5472
@kingyadav5472 4 года назад
Bizz kaha se kharide hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Seeds store se
@KapilKumar-vp7xx
@KapilKumar-vp7xx 4 года назад
Bhai inke seeds kse tyar hote hai.. Mugh khud tyar karne hai ghar par
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Inke seeds taiyar krne ke liye ek sbse heathy fruit ko na todiye use plant per hi bda hokar sukhne ke liye chod dijiye jb wo mota ho jayega aur sookhe jayega toh uske seeds collect kr lijiye
@sumanbansal8076
@sumanbansal8076 4 года назад
भाई साहब जी हमने मार्च में खीरे के हाईब्रिड बीज लगाएं थे । चार फीट की बेल है फूल नीचे से ही आ रहें हैं लेकिन फल बनना शुरू नहीं हुआ। हमें क्या करना चाहिए।
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Flowers aate kitte din hue h btaiye ager flowers aate 15 se 20 din ho gye h aur fruit nhi aa rhe toh aap plant ki uper ki tip tod dijiye jisse bail multiply ho ske aur her branch per flowers aaye jisse fruit bn ske
@sumanbansal8076
@sumanbansal8076 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati ok
@ravinderrihal9409
@ravinderrihal9409 4 года назад
Cucumber ke liye kis size ka pot chaye
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
12 inch pot
@bhumisongh1380
@bhumisongh1380 4 года назад
Worth it 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊👍👍👍👍👌👌👌
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Thanks
@bhumisongh1380
@bhumisongh1380 4 года назад
😊
@piyushsisodiyaart9505
@piyushsisodiyaart9505 3 года назад
मैंने भी लगाई है
@rahulkumar-bn8jd
@rahulkumar-bn8jd 4 года назад
Bhai gamle Mai whole bhi krna h kya taki Pani ikhata na ho
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ha bina hole kiye kaise pani niklega
@neeruchawla1193
@neeruchawla1193 4 года назад
sir terrace pe may june ki garmi bardast kar lenge?jalange to nahi?plz answer
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Aap aisi jgh rkkhe jgha per 12 bje ke baad wali sunlight plant per direct na pde Maine aise hi apne plant ko rkkha h
@rubinadysal7776
@rubinadysal7776 4 года назад
Nice video Kal mujhe b lagani h khire k beej...Maine 3 mahine pehle Christmas tree liya tha upper top per jnha see usme branches nikalti h...jab liya tha jb to Ari thi or tree green b tha or branches ki shruat b hori thi but use repot krne k baad uski growth ruk gyi or usme upper ki side fungus type ka kuch lgra jiski wjhe see 3 mahine see usme abhi tk koi b nyi tehni ni nikli Kya krun plz jarur btayen
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Ap apne plant ko fungiside se spray kriye uska fungus door ho tbhi grow krega fungicides ke alawa neem ki patti ubal kr uske pani ko plant per spray kriye
@rubinadysal7776
@rubinadysal7776 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati thank you sir konsa fungicide Lena padega...mtlb powder ata h uska ya liquid spray hota h woh
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Koi bhi le lijiye pani me mila kr spray kriyega aur fungiside na le pa rhi toh neem ki patti ubal kr uske pani ko bhi plant per spray kr skti ho aap
@rubinadysal7776
@rubinadysal7776 4 года назад
@@AbhijeetPrajapati thank you so much for my question...
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Welcome
@अम्बिकातिवारी-ट5ल
ककड़ी के पौधे को क्या धूप से नुकसान होता है?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Nhi bus may ya june me bhut jyada dhoop hoti hai toh ager pot me lgaya hai toh use aisi jgh rkhiye jha 12 se 1 bje tk ki hi dhoop lge
@pawandeepsingh8706
@pawandeepsingh8706 4 года назад
Abhi seeds lagsyenge to kya grow karenge??
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Nhi winter me nhi hoga march me seeds lgaiyega
@pawandeepsingh8706
@pawandeepsingh8706 4 года назад
Ok
@pawandeepsingh8706
@pawandeepsingh8706 4 года назад
Kakdi seed kahan se milegi , kheera to mil ra hai online.
@AmirKhan-nd7rk
@AmirKhan-nd7rk 4 года назад
Winter mA cucumber lga skta hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 4 года назад
Nhi february me lgate hai
Далее
#kikakim
00:10
Просмотров 11 млн
How To Grow Cucumber From Cucumber
7:34
Просмотров 433 тыс.