झारखंड में एक ऑनर्स पेपर पढ़ने में 4 साल लगता है तो ऐसे में Jtet 2024 में 6 ऑनर्स पेपर का सब्जेक्ट है तो 6×4= 24 साल लगेंगे.... लेकिन इसको पढ़ना है एक महीना में .. कितने तेज हैं जैक के सिलेबस बनाने वाले... 😢😢😢😢
Kon exam pass karna hai tgt pass kiye noukri nahi pgt pass kiye noukri nahi jtet pass kar k baithe hai noukri nahi aur chahiye tumhara baap v intna exam nahi pass Kiya hai dalali karna band karo
Phale wada pura kijiye antim settlement ke Aadhar per niyojan niti aur sthaniya niti lagu kijiye jaisa Dumka mein 1932 or khola me 1964 jagah jaisa wo waisa kar dijiye ya sab phale kijiye ya toh lagu jarur karna chahie
Bahut jald sudhar jayega 😢😢😢😢 berojgaro ko hay jarur lagegi 😢😢 ek chala gaya ab iski bari hai TGT 2016 ke baad vacancy nahi aur PGT 2023 ka cutoff dekh kar lagta hai Mangal grah se alien aaye the exam dene 150 me 144/146/147 cut off 😢😢😢
😛😛 2019 - 2024 inhone baalu ko 12000 rs/hiva se 40000 rs/hiva kr diya aur Audi kharida Ab fir aaye to 2024-2029 me baalu 80000 rs /hiva, gitti 1800rs/Ton wala kam kr Ferrari Portofino khiredege. Fir v bolte hai adivasi garib hai pichra hai , kvi CM sir ja kr dekhiye adivasiyo pass Fortuner , Ninza Zx10R to Duke 350 hai ,
pura desh me nal yojna ,bijli yojna ,modi aawas,Ghar ghar me nal saph Pani ,aachha rod ,online paday ,ab kya batau charo or modi hi ji bikash dikhta hai ,Hemant Soren nahi dikhta