@@dpvideos6579 bike ka waste oli kala hota hai is liya ghamla bhi bahar sa kala nikla ga aap 3 hisa disel aur ik hisa koi bhi sasta sa bike oil 100 150 rupees litre mil jaye mix kar ka use kar sakta hai thoda mehnga pada ga par ghamla bahar sa saaf niklga vasa ik adh ghaml bana hai to ghar par istmal hona vala sarso ka tel bhi use kar sakta hai.