Bhiya ji agr dan hi Krna to apke yaha bejuban janwar h jase dog ho gye kabutar ho gye mtlb jo bhi bejuban Masum bache unko khilao wahi bhut bada dan h plz 🙏
Mst comedy suraj bhai 😂 bahira ka to roll bahut hi badiya lagta hai video ma maza aa gaya bhai 😅 Happy janmashtami bhai puri tim ko🎉❤❤ jay shree krishna