Тёмный

जबरदस्त भिड़ंत Xhdata D -808 और Philips Tiger With Rabbit Ear Antenna 

KARUNAKAR MISHRA
Подписаться 393
Просмотров 962
50% 1

जबरदस्त भिड़ंत Xhdata D -808 और
Philips Tiger With Rabbit Ear Antenna #fm #antenna #fmantenna #karunakar #yagi #fmradio #yagiantenna #indoorantenna #port #portableantenna

Опубликовано:

 

18 июн 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 88   
@arnabsaha6793
@arnabsaha6793 13 дней назад
Excellent video,what a performance of rabbit ears antenna.This video may be an example for them who have not such precious radio like xhdata d 808,because here philips tiger adding with rabbit ears antenna has beaten legendary radio xhdata d 808.Thank you so much Karunakar ji.
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Thank you so much Arnab ji..... If the FM signals are weak , this antenna can Improve the reception significantly . You rightly said that adding this antenna can make a simple radio extraordinary. Even I was socked to see this result . Thank you for appreciation.
@pravindersheoran
@pravindersheoran 13 дней назад
Bahut badhai Karunakar bhai ji, ek achhe video ke liye. Jo majn nahin kar paaya wo aap sathi kar rahe hain. Yahi maine baar baar kaamna ki thi mere videos ke madhyam se ki aur channel uth khade hon, original kaam ho aur Radio ki sewa ho. Hum sabke chhote chhote channel aur chhote chhote prayas, Radio ke liye kuch bada kar paaye to saubhagya ki baat hogi. 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Dhanyawad bhaiya ji........ Mai khud achambhit tha. Agar signal kamjor hoin to fm antenna bada antar la deta hai. Utsah Vardhan ke liye aapka aabhar.🙏
@shrinivasmurthy1287
@shrinivasmurthy1287 13 дней назад
Nice video
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Thank you so much sir
@anandgoswami3055
@anandgoswami3055 13 дней назад
Kya baat Karunakar Bhai...👏👏👏👏👏👏 Bilkul hi ascharyachakit kar dene wala anubhav....hamare liye...great... Aur aap kisi bhi aalochna se apne kadam na rokiyega...jin logon ko radio ki taknik aur antenna ke prabhav ka andaaza nahin hai we hi aisi bebuniyad baaten karenge,,,unke jubaan ko taala lag jaayega antenna ke aise prabhav ko dekhkar jab Philips tiger ne Xhdata 808 ko pachhad dala..BRAVO🚩🚩🚩👍👍👍 Bachpan mein Maine ek prayog kiya tha VIGYAN PRAGATI ek patrika aati thi usme padhkar... Philips ke pocket radio ke aerial ko papite ke vrichchh se antenna ka support dekar. Aur parinam kafi sukhad raha tha, radio CEYLON kaafi clear catch kar raha tha,,,samanyatah pocket radio ki sensitivity poor hi hoti hai...parantu jab ise papite ke tree me pin kiye wire ka Sahara Mila to result was amazingly brilliant... So..proud of you...aap yun hi ek se badhkar ek video upload karte rahen.Hum aapke sath hain.🙏😊
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Dhanyawad Anand bhai ji......... Imandari se kahu to usi alochana ke baad hi mai aise comparison ke baare me soch paya. Mai to kabhi Xhdata d808 aur philips Tiger radio ke comparison ke baare me soch bhi nahin sakta tha. Ji bachapan me hum sabhi radio premiyon ne reception sudharne ke liye radio ke sath kuch na kuch prayog jarur kiya hai. Prem ,sahyog aur samarthan ke liye aapka abhar bhaiya ji.
@jagpalsingh3053
@jagpalsingh3053 11 дней назад
Very good
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 11 дней назад
Thank you so much Jagpal ji
@CtechFurniture
@CtechFurniture 12 дней назад
Don't vary sir.aise maansikta wale logon ko ignore kijiye. Aap redio se related nye nye experiment karte rahiye.taki aap se kuchh na kuchh sikhne ko milta rahe. RU-vid par ye pahla channel hai jahan radio antenna banane se lekar usse kaise use karna hai sab kuchh achchhe se explain kiya gya hai. better than other creatures. mind blowing 👍
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 12 дней назад
Thank you so much for your appreciation.... Sahyog aur samarthan ke liye shukriya..
@user-hp8xn9kn3p
@user-hp8xn9kn3p 13 дней назад
Don't bother from some negative comments because this is an open platform and the viewes of different mindsets are also present here. Please demonstrate the method of outdoor yagi antenna once more after reopen the previous one. Step by step assembling the parts with proper measurements is very important to construct a radio lover. So, please reassemble the previous antenna with full detail step by step method. Thanking you for your enlightening video.
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Thank you so much for your kind support sir... I do agree with your opinion. I want to make a video you suggested but perhaps you don't know sir that I am physically challenged and its very tough to me to take down all the setup . But In the future whenever I will get chance I will certainly put it down and make a demonstration video . Thanks for supporting.
@nandsagartiwari2423
@nandsagartiwari2423 13 дней назад
❤❤ good morning Bhai.एक अच्छी प्रतियोगिता ❤❤
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Dhanyawad bhaiya ji .
@samadhanburungle5407
@samadhanburungle5407 13 дней назад
ग्रेट👌
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
बहुत वे बहुत धन्यवाद सर।
@YogeshYadav-ov6xe
@YogeshYadav-ov6xe 13 дней назад
रेडियो रिसेप्सन पर एंटेना के प्रभाव को बखूबी स्पष्ट किया गया है. एक कमजोर रिसिवर को एंटेना का फीड देने के बाद किस तरह से एक मजबूत रिसेप्सन वाले रेडियो पर भारी पड़ता है यह आज का वीडियो बखूबी स्पस्ट करता है. तथ्य विहीन आलोचना करना उचित नहीं है,कमियों को अगर तथ्य के साथ प्रस्तुत किया जाय तो यह और बेहतर बनाने में सहायता करती है. एंटेना के प्रभाव का अच्छा प्रदर्शन.🙏📻🙏
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
नमस्कार सर...... मैं खुद अचंभित था। अगर ऐसी आलोचनात्मक टिप्पणी न आती तो शायद मैं इन दोनों की तुलना करने के बारे में सोच ही नहीं पाता। व्हिप एंटेना की gain rabbit ear एंटेना या diapole एंटेना से काफी कम होती है ,यह सारा अंतर इसी के कारण है। सहयोग और समर्थन के लिए आपका आभार। 🙏
@pushpendrasengar3013
@pushpendrasengar3013 13 дней назад
Fine
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Thank you so much Pushpendra ji...
@InventorKamal
@InventorKamal 10 дней назад
जबरदस्त भाई जी । ❤❤👌👌👌📻
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 10 дней назад
धन्यवाद कमल जी🙏📻
@daskmd
@daskmd 13 дней назад
You are doing great job, with various antenna type. Its a passion not your Job, so not looks at the bad comments, they mever tried anything, or having no relationship with a radio. Only radio lover can understand you better. I also want to know the others review who have tried various types of antenna in home and whats their reception upgrades? I am going to build my rabbit ear antenna and think works better, and will post my review.
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Thank you sir..... Wherever I make an antenna video I try to request to write their reviews too. But very few people have put their experience. Please make an antenna tune and make its connections properly . Put it in various angles and places to experience its result and kindly write a review too. If you have any queries you can write me in comments,* will try to help you as I can. Best wishes with thanks.
@pragyaupadhyaya6952
@pragyaupadhyaya6952 13 дней назад
Excellent
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Thank you so much for your love , affection and support
@VikasGupta98701
@VikasGupta98701 13 дней назад
💥💥💥Its prove that antenna affect reception par mujhe ye nahi samajh aaya ki bhai sahab ko fake kyun laga? ♥️👍
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Namaskar Vikas ji...... Bhai sahab ko kyun aisa laga yah to nahin pata lekin unke comment ke karan channel par ek achha comparison video jaroor aa gaya.😀 Bhaiya ji ...kabhi kabhi hum bahut ummeed se antenna jaisi koi cheej banate hain. Kyunki antenna banana ek complicated kaam hai ti humse kahin ek choti si galti ho jati hai aur uska performance utna achha nahin aa pata to hame dukh hota hai . Shayad bhai ke sath aisa hi hua ho. Aapne sahi kaha antenna weak signal par bahut achha response deta hai. Dhanyawad bhaiya ji.
@PankajGupta-pf7vz
@PankajGupta-pf7vz 13 дней назад
Namskaar Karunakar ji..🙏 External anteena ki kya power hoti hai ye is vedio k madhyam se sidh ho gya hai. Very intersting vedio😊
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Namaskar Pankaj ji.... 🙏 Yah video external antenna ki power ko rekhankit karne ke hi liye banaya gaya hai. Thanks for supporting 🙏
@VermaMusic844
@VermaMusic844 13 дней назад
सिंपल तार का सिस्टम भी बताये जी, कोनसा तार ले, कैसे और कहा टच करें ताकि fm सही से पकडे, मेने पंखे बाँधने वाला ताम्बे का तार लगाया है कुछ खाश नहीं लगा ❤❤❤
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Bhai ji..... Antenna ke liye koi bhi aisa taar le sakte hain jo copper ka ho.koi bhi simple antenna tabhi kaam karte hai jab fm ki coverage ho(chahe kamjor hi sahi) . Antenna ka kaam signal ko strong karke radio ko dena hota hai. Wah signal ko tabhi strong karke radio ko de payega jab kam se kam kuch to fm signal ki coverage ho. Agar aapke yahan tak fm ki koi coverage nahin hai to ko i bhi antenna kuch nahin kar sakta. Iske liye aap chahe to powerful yagi antenna bana sakte hain shayad wah kaam aaye.
@UmeshKumar-xx5nm
@UmeshKumar-xx5nm 11 дней назад
Karunakar ji 12v dc vs xhdata d808 fm set ka video ka comparison dikhane ki koshish kare
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 11 дней назад
Umesh ji.....Shayad aap metal body wale fm set ki baat kar rahe hain. Waise Inka koi comparison nahin hai. Xhdata d 808 ek bahut sensitive device hai. Sambhav hua to aage inka comparison jarur jiya jayega.
@firozmohammed222
@firozmohammed222 7 дней назад
SIR JI, AAP KI BILKUL REAL VIDEO HOTI HE 🙏 SIR JI 🙏 AAP KAHA SE BATAYE 🙏🙏🙏🙏🙏
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 5 дней назад
Dhanyawad Firoz ji
@UmeshKumar-xx5nm
@UmeshKumar-xx5nm 11 дней назад
Best comparison 😂
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 5 дней назад
Dhanyawad Umesh ji....
@firozmohammed222
@firozmohammed222 7 дней назад
SIR JI, AUR VIDEO BANAO
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 5 дней назад
Ji ...bilkul
@firozmohammed222
@firozmohammed222 7 дней назад
SIR JI, HUM RADIO📻 PREMI HE🙏🙏🙏🙏
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 5 дней назад
Bahut badhiya Firoz ji...
@vikramkushwaha6261
@vikramkushwaha6261 13 дней назад
Bhai ji good morning bhot achcha video maja agya bhai ji d109 ko yagi antena ke sath compaiyer kren kitna obarloding hoti h kya ye redio lena chahiye ya nhi
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Vikram ji .......d 109 jab signal achha hota hai to bahut overloading karta hai. Jab aap external antenna lagayenge to signal achhe milenge aur yah overloading karne kag jayega. Us samay iska experience bahut bura hota hai . Aapka agar bt aur tf card ke bina kaam chal jaye to aap Sihuadon 108 le lijiye ,use aap mini D808 kah sakte hain. Video pasand karne ke liye dhanyawad.
@vikramkushwaha6261
@vikramkushwaha6261 13 дней назад
Bhai ji r108 me log bolted h ki use bettry rkhe rather draen ho jati h kya ye sahibAt h
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
@@vikramkushwaha6261 ji Aapki baat sahi hai. Uski battery draining ki samasya hai. Kyunki battery thodi kam powerful hai aur display ke karan bhi aisa hai. Samasya yah hai ki d 109 ko external antenna ke liye bilkul sahi nahi kaha ja sakta. Aap chahe to pravinder ji ke channel par 108 ki review dekh lein aur samasya ke baare me comment kar ke jankari le sakte hain.
@mukeshvagerwal
@mukeshvagerwal 13 дней назад
Very Good Mishra ji, After watching video it's clear that role of antenna is how affect performance of radio. Is it possible for you to provide me Rabbit Antenna. Because i am not technically trend person. I am here in indore madhya pradesh.
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Thank you so much Mukesh ji.... Antenna can really affect the reception of the radio. I wish I could provide you the antenna you need,but the problem is that I m far away from Indore. I think adding a rabbit ear antenna is so simple. If it will be possible in future I will be happy to make an antenna for you sir. Thanks for your love and support Sir. 🙏
@sweetmelodiesinstrumentals6396
@sweetmelodiesinstrumentals6396 13 дней назад
नमस्कार मिश्रा जी गुड मॉर्निंग वीडियो बहुत अच्छा है और कंपटीशन बहुत अच्छा रहा है अच्छा एंटीना हो तो बहुत कुछ हो सकता है बहुत अच्छे स्टेशन आ सकते हैं
@mukeshvagerwal
@mukeshvagerwal 13 дней назад
​@@KARUNAKARMISHRA7890 Mishra ji, Antenna is second thing, you win heart today. Thanks Again
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
@mukeshvagerwal Thank you sir 🙏 Thank you for your love and affection ❤️
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
नमस्कार राकेश सर....... वीडियो पसंद करने के लिए धन्यवाद। आप बिल्कुल सही कह रहे हैं ,अगर एफएम सिग्नल कमजोर मिल रहे हों एंटेना निर्णायक अंतर का सकता है।
@user-mr4nk7kr3x
@user-mr4nk7kr3x 8 дней назад
Wm स्टेशन कितने चलते हैं XhData,808 radio digital युटुब पर वीडियो बनाएं
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 8 дней назад
Hameed ji...... Din me jitne pakdenge raat me us se kahin jyada stations pakadte hain. Ispar ek video jaldi laya jayega.
@firozmohammed222
@firozmohammed222 7 дней назад
SIR JI, 💡 BIZLI KA EFFECT NA KARE, 🙏🙏
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 5 дней назад
Firoz ji...aisa jan boojh kar kiya gaya hai. Kyunki LED light me radio ke fm ka reception kamjor ho jata hai. Challenging condition me hi asli reception ka pata chalta hai.
@SunilKumar-br7pm
@SunilKumar-br7pm 13 дней назад
सर जी ये एंटीना अपने टाइगर रेडियो में कैसे फिट किया कृपया ये भी बताएं और ये भी बताएं कि इस एंटीना से कितनी दूर तक के fm स्टेशन पकड़ लेगा ये रेडियो हमारे यहां सुबह के टाइम एफएम पकड़ता है दस बजे तक
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Sunil ji....bas aap isko screws ya pench ke sahare radio ki body me fit kar sakte hain. Yaad rahe ki iske elements feed point oar 2 cm door ho. Aap iske ek element me antenna aur doosre me radio ka negative terminal jod dijiye bas ho gaya. Yah kitne door ke stations pakdega yah batana bahut kathin kaam hai. Aap yah samjhe ki maine is video me jo stations indoors me tune kiye hain wo mere ghar se 90 se 100 km door hain. Ghar ke bahar yah 100 se 120 km ke stations din me kisi bhi samay pakad sakta hai. Subah aur sham ko yah range aap doguni maan lein.
@SunilKumar-br7pm
@SunilKumar-br7pm 13 дней назад
@@KARUNAKARMISHRA7890 बहुत बहुत धन्यवाद
@pradeepkumarpanda7626
@pradeepkumarpanda7626 10 дней назад
Karunakar ji, is antenna se Philips ki FM reception quality me kafi sudhar aya. Phir hi ye sirf news ke iye achha rahega, music keliye nahi. On the contrary music ka maja gir jayega. Jyada metallic sunai dega aur Twitter bhi aur sharp sunai dega. Acoustic sound jo pehlebhi itna achha nahin tha woh chala jyega. Han, aur ek baat agar FM station 10 -15 km ke aspas hai, to jyada difference nahi ayega. Aur ek baat, mujhe nahi lgta apne XHDATA ke saath nyay kiya. Ap ne Jan bujh kar XHData achha play nahi kiya. Agar Philips ki yeh radio me sudhar a sakta hai, to HHData me aur bhi ana chahiye. Philips ke is sudhar ke babjood yeh XHDATA ke aaspas nahi. askta..
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 10 дней назад
Ji Pradeep ji.... Aap bilkul sahi kah rahe hain.Yah video asal me Xhdata aur Philips ke comparison ke liye tha hi nahin. Xhdata d 808 aur Philips Tiger ki apas me koi tulna hi nahin hai. Agar aapne video poora dekha hoga to aapne jaroor dekha hoga ki maine Xhdata ko kahin se kamjor sabit karne ki koshish nahin ki hai. Mujhe apne paas ke sabhi radios me se yah sabse jyada priya hai. Dar asal ek Bhai ne meri pichli video me antenna ko fake kaha tha. Mera kul milakar prayas yah dikhana tha ki agar sahi tareeke se banaya jaye to indoor antenna achha kaam karte hain. Yah reception ko achha karte hain. Ab mere paas ek yahi vikalp tha ki mai do aise radios loon jinki aapas me koi barabri nahin ho aur mai kamjor wali radio ke reception me antenna ke prayog se hone wale sudhar ko dikha saku. Bas itna hi . Aap yakeen maniye ki jab maine iske pahle banaye rabbit ear antenna ki feed Xhdata d 808 ko di thi to aur koi bhi radio uske aas paas bhi nahin fatak raha tha. Maine kisi bhi tarah Xhdata ke sath koi anyaya nahin kiya hai. Mera matlab bas itna dikhana tha ki simple random lambai ke whilp antenna ki apekha calculations ke sath banaya gaya diapole antenna (yahan rabbit ear) reception me ullekhniya antar la sakta hai. Mujhe lagta hai mai aapko apna paksh bata paya hunga. Aapne upar jo details diye hain usse sabit hota hai ki aap ek serous radio lover hain. Aapne apne paksh me jo batein kahin hain unko kahin se bhi kata nahin ja sakta. Yadi is par bhi aapko aisa lagta hai ki mujhse koi ghalati hui hai to anubhav heen samajhkar maaf kariyega. Vistar se comment likhne ke liye aapka aabhar. Mujhe vishvas hai ki bhavishya me bhi hame aapse aise hi seekhne ko milta rahega. Long Live Radio 📻❤️
@pradeepkumarpanda7626
@pradeepkumarpanda7626 9 дней назад
@@KARUNAKARMISHRA7890 Bura mat maniye Mishraji, mujhe pata nahin tha ap itne sensitive hai, criticism ke. Apko sirf Philips 191 dikhana tha. Han, yeh dono me comparision karna thik nahin.
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 9 дней назад
@@pradeepkumarpanda7626 Shukriya Pradeep ji
@positivethoughts9435
@positivethoughts9435 12 дней назад
Namaskar karunakar ji mai bhi radio lover hu or maine bhi kai fm antennas bnaye hai but reception mai koi khas farak nhi pda only 2 station pakdta hai ek meri city se 35 km hai or dusra 75 km door yagi 3 element wala antenna dipole antena power supply or booster ka pura setup mangwaya tha kerla se mai punjab ka rehne wala hu maine parvinder ji se b apni problem share ki thi par unko bhi kuch samjh nhi aaya kyunki meri fm signal ki problem hai hi kuch aisi sayed aap koi solution nikal sake
@positivethoughts9435
@positivethoughts9435 12 дней назад
Problem ye aa rhi h ki kabhi kabhi to delhi k fm pakdta hai jo ki 400 km door hai meri city se jis din fm pakdta hai us din 15 fm station pakad leta hai or fir ek din mai apne aap fm reception na k baraber ho jata hai mahine k 30 din mai sirf 12 ya 13 din hi bahut badiya fm pakdta hai jabki Mera fm ka antenna same position par rehta hai or wire connection b bilkul thik hota hai Wifi lga huya hai Ghar par lekin jo mja offline radio mai sunne ka hai mobile mai kaha Kuch samjh aaye to please help me
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 12 дней назад
@@positivethoughts9435 sir.... Aap jis sahar ke stations tune karna chahate hain wah aapke ghar se kitni door hai . Agar yah 150km ke aas paas hai to achhe antenna se aap jaroor inko tune kar sakte hain. Antenna sirf apne tak aane wali radio tarang ko boost karke radio tak pahunchata hai. Agar signal nahin mil rahe to antenna kuch nahi kar sakta. Jab mausam anukool hota hai to reception achha milta hai. Fm coverage bahut sari bato par nirbhar karti hai....jaise mausam, temperature,din ka samay(subah/ sham).,radio ki quality ,antenna ka powerful hona etc. Aapne agar antenna banaya hai to uska than badalkar dekh lijiye. Shayad kuch fayada ho. Aap in baton ko dhyan me rakhkar kam karein mujhe yakeen hai ki aapko labh hoga. Koi samasya ho to aap comment section me sawal puch sakte hai.
@anandgoswami3055
@anandgoswami3055 13 дней назад
There is a query...dipole antenna evam rabbit ear antenna ke elements ki lambai alag-alag rakhi jaaye aisa jaroori hai kya...aur haan to kyun... please demonstrate 🙏😊
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Anand ji......... Koi jaroori nahin hai ,aap jis element se diapole banate hain usee se rabbit ear antenna bana lijiye. Kya hai dipole antenna ke elements ke beech 180 degree ka angle hota hai,aur rabbit ear me usse kam . Yah koi niyam nahi hai par maine rabbit ear antenna banate samay dekha ki agar hm elements ke beech ja jhukaav kam karte jate hain to jhukaav ke kami ke sath unke elements ki lambai me thodi si badhottari unka performance sudhar karti hai. Technical bhasha me ise antenna tunning kahenge. Mere liye antenna ki barikiya batana jaroori hai. Par daily life me iska itna fark aapko mahsoos bhi nahin hoga. Aap nischint hokar saman lambai ke elements ka prayog kariye aur feedback jaroor dijiye. Shubhkamnayein...
@anandgoswami3055
@anandgoswami3055 11 дней назад
​@@KARUNAKARMISHRA7890 Namaskar 🙏 1)Kya koi tareeka hai jisse overloading ka dur ya Kam Kiya Jaa sake.. 2) Overloading ki wajah kya hoti hai sasti IC ya chip...ya kuchh aur ?
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 11 дней назад
@@anandgoswami3055 Namaskar Anand ji... Overloading ke sath samasya yah hai ki alag alag signal strength ke sath alag processing disturbance rakhti hai ,,aur sabhi stations ki har samay signal strength same nahin rahti. Iska mukhya karan hai .....price cutting karne ke liye radio me kuch electronic components na lagaya jana. Aapne bahut achha sawal uthaya hai. Isko kam karne ke upay kya ho sakte hain.....ispar ek video laya jayega.
@anandgoswami3055
@anandgoswami3055 11 дней назад
​@@KARUNAKARMISHRA7890 Shukriya Bhai 😊🙏
@vikramkushwaha6261
@vikramkushwaha6261 8 дней назад
Bhai ji aap ki video nhi arhi h
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 8 дней назад
Vikram ji.... Aapka kahna sahi hai. Video kal aa rahi hai. Yah kafi special video hai. Mere dil ke bahut kareeb.
@vikramkushwaha6261
@vikramkushwaha6261 8 дней назад
Ji thaiks
@experimentonlysayan573
@experimentonlysayan573 13 дней назад
Bhai ak budget radio konsa hoga ?
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Aapko pocket radio chahiye ya portable ya tabletop.
@01Std
@01Std 13 дней назад
Sir kya aapke paas R108 radio hai ji
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Balveer Ji ......Sorry mere paas R 108 nahin hai. Par maine experts ke views padha hai. Wah ek achha device hai. Agar aap D808 ke liye aap 7-8k nahin kharch karna chate to aapko r 108 lena chahiye. Wah lagbhag d808 ki copy hi hai.
@01Std
@01Std 13 дней назад
@@KARUNAKARMISHRA7890 sir ji aapka bahut bahut dhanyawad ji 🙏🙏
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
@@01Std 🙏
@anoopsharma8410
@anoopsharma8410 13 дней назад
Dabl antina se singnal bar jate hai
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
@@anoopsharma8410 Anoop ji .... Isme proper connection kiye gaye hain. Yah rabbir ear antenna hi hai jise radio ke sarh connect kar diya hai.
@shrikrishnafulzalke369
@shrikrishnafulzalke369 13 дней назад
Rabbit Ear Anteena क्या होता है?
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Jab diapole antenna ke feed point se dono elements kr beech ka jhukav 180 degree hota hai to wah simple diapole kahlata hai. Jab unhi element ka upar ki taraf jhukaav kam kar diya jaye to wo dekhne me sise lagte hain jaise khargos ke dono kaan . Iseeliye isko rabbit ear antenna kahte hain.
@Akhilvlogpoint
@Akhilvlogpoint 13 дней назад
Good Morning Bhai Ji … One of the best video. Hence proof that how effective is a good antenna if it is built properly. Congratulations 🎉.. This video has motivated me to make antenna for my radio. Please share your email I’d so that I can connect with you😊
@KARUNAKARMISHRA7890
@KARUNAKARMISHRA7890 13 дней назад
Good afternoon Akhilesh ji...... Thank you so much for your kind appreciation. My e-mail id is karunakarmishra47@gmail.com
Далее
Радиоприёмник XHDATA D808
10:05
Просмотров 14 тыс.
I Built a SECRET Soccer Field in My Room!
24:15
Просмотров 13 млн
Stupid Barry Family Vs Prisoners
00:26
Просмотров 1,3 млн
I Built a SECRET Soccer Field in My Room!
24:15
Просмотров 13 млн