Sab par ak bhari sarZen hamari 💪🔥💪💪💪Sab par ak bhari sarZen hamari 💪🔥💪💪💪🔥🔥🔥😎😎😎😎🔥🔥Sab par ak bhari sarZen hamari 💪🔥💪💪💪Sab par ak bhari sarZen hamari 💪🔥💪💪💪🔥🔥🔥😎😎😎😎🔥🔥🔥😎😎😎😎😎😎😎😎
Meerut ke Dj lagra hai Jisse Dosti Krna cha rhe kbhi koi kbhi koi samman me laga hua .hai ..ye Baja ke rhega lekin ....Vo bhi bhut kadi.........ram ram mere bhaiyo...............Ashu bhai Good work your Vlog Always awsome ...you Give us Real Basss
@@rohithindu555 Agar koi comment krta hei.... To usko reply dene Aise namune aa jate hei.... Kabhi khud to Kch cmt krte Nhi hei..... Or jo achha comment krta hei Uska ulta reply dene aa jate hei 🤣🤣🤣🤣
@@creator4809 bhai koi technical reason nhi hai reason sirf etna tha ki 250 kb ka dg tha or sarzen ke pas 30 amplifer 12000 watts ke the or jo beta3 ke amplifier bhi 10 the jo 4k or 6k watts ke the fir ahuja ke amplifier bhi lge the Jo genretor se jyada load ho rha tha
@@creator4809 bhai Atom +beta+ahuja laga gin ke dekh lena kitna laga hai aur kitna power full amplifier hai atom check karo google pe chalo maan liya first wala technical issue tha phir dusra wala kya hua 😂
DJ Sarzen ke samne Aakar dekh lijiye pressure med bass sab milega Kan mein headphone dalkar sunane per pura pata nahin chalta hai kyunki mobile ne pura sound system capture nahin kar pata hai
Kuwa ka maidhak sochta hai duniya ka raja toh me hi hu...kabhi bahar toh nikal jao uske bad na pta chalega duniya kitna bda hai or duniya me kitne bade bade yodha baithe hue h