Aaj hmne swaraj 95 model jor lagata rha or hmne aagese utha utha ke patka tractor agla paiha Tut gya aaj ke bad aage se nai uthayenge 😁😥 aapki video dekhke utsah aa gya ta
80 modal sawraj ka sman bhi mil jata hai sman mai koi dikkat nahi rah chalte sman mil jata hai hmare pass hraa sawraj 80 m hai ek 855 hai sman to aram se mil jatta hai
Bhai tractor to achha modify Kiya hai par 5 lakh wali baat nahi bni 5 lakh bohot zyada hote hai itni modification Panjab wale bhai ye kaam kam se kam 350000 ya 375000 mein kar dete par chlo Jo bhi hai achha tractor power achhi lga raha hai
Bilkul Kate he jhoot bol Diya yaar hmare Punjab mein 80 model Ford ko 4 lakh mein New se bdia kar dete. Bhai jhooth kuch soch samaj k bola kro lo Jo 5 lakh kon manega yaar.
Rahul apne ya Galt kha swaraj ka budapa mada.aj ka time me 80 model swaraj b bikk ja .budapa toh sonalika johndeere ka madda ya purana ho ja koi ni pata inko