Thankyou so much sir ji apna vdo bnai ma usha service centre ma kmm karta hu or kll muza iss wearing ka pta nhi tha chal rha to apki vdo mera Kam ayi or mera Kam ban gya
sir G. ye aapka video upload karneyka mathlab samaj nai aatha.6 wire thekaye.serious lampse check kare.phir jalthise do wireme capacitor lakathaley. capacitorki 2 wireku kaisa maalum karnahai yetho aapne nai bolaa
Sar Ji hamare pass Orient KA wall fan pankha hai usmein 3 Tare nikali hai kaun si capacitor mein lagegi kaun si common hai iske connection nahin samajh a rahe hain badi meherbani hogi
Aap ko pehle se white wire aur Blue wire check karke rakh Diya tha, Lekin sabhi alag colour ke wire hai toh capacitor ka kaun sa wire hai vo kaise pata chalega
Sar ji namaskar hamare pass Orient ka wall fan hai teen Tare nikali hai kaun se capacitor ki hai aur kaun si common hai yah Bata dijiye please badi meherbani hogi
Sir, fan ka regulator full speed pe rakha to uska blade nahi ghur raha hai,agar hat se ghumane ki koses kore to ghum raha hai lakin bahat slow Aur ek baat is condition main fan ko 5 min chalane ki bad uska body hit ho raha hai Please solution bolo..
Aapka teaching me kutch samaj hi nahi padta kya sab log aap jaishe exert to hai nahi agar sab ko pata hota to aapka vedio kyun dekhta .ishliye agar aapko samjana hai to speed se nahi bulki thire se shikhana chahie or dushara sereas lamp glow ho raha hai vo kisi ko dikhata hi nahi (3) ki pahle to sereas lampse chaque karke six wire me se kaunsa do sira capasiter ka hai or kaunsa sira commen hai or totaly six mese five wire bananeke bad kaunsa sira switch me joint karnahai or kaunsa sira register me or kaunsa sira speed ka hai or kaha connection karna hai ye ji un education hai unko bhi pata lag jana chahie