Sabse pehle mai beta tumhare story explained ke tarike ke shukriya kahna chahti hu etne sapsht saral aur thaharkar story batana bahut kathin kam hai lekin bina ruke achchhe se explain mujhe bahut pasand aaya aur puri film samajh me sa jati hai tumhe mai dhanyawad dena chahti hu god bless you
Yah baat to hai aap itna achcha explain karte Hain story ki movie dekhne ki jarurat nahin padati hai bahut hi Anand aata hai aapka explanation ke thank u so Mach😊