Mai ye video subah 5bje dekh rhi hu.. Subah subah aankh bhr aaai... Happy married life both of you dear di jiju .aap charo ki life khusiyon se bhari hue rhe....
Shadi ki bahut bahut badhai aap dono didi man la aashu a ge didi dekh ke aap man katna sunder bahut jan bahini ho... Main to eke jan... Accha lagte aap man ke sab banhni man la sath me dekh ke
Sab kuch yad ajata h apna bachpan to or jayda or ap to disa ke bhut karib the to kaise rok paye apne ap ko wo ap ho janoge or is time video banake hamare tak pahuchna bhut bdi bat h di ap log hamare liye bhut kuch krte ho or is ghadi me apne ap ko sambhlna muskil hota h or ap hamare liye video bana rhe the salut h di apko mere tarf se meri ek ichcha h ki mai apse ek bar milu or apko ek bar gle jarur lagau apse ek request h di ki ab ap jab bhi raipur bas send aoge to ek din pahle video me jarur batana di plz
Mor Sadi bhi abhi just huva h di 12; ko th Mera bhi ye Wala bidae Mai bhi apme Sadi me bahut roe thi apne papa se Jada hi Rona aaya mere ko Etna muskil hota h ye pal hr maa papa aur ek beti ke liye